*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 14 ~ Theme: TIME is precious ***

Similar documents
*HAPPY NEW YEAR* Soch rahe ho aaj kyon...? Ab tum DON ko sikhaaoge kab wish karna hai. DON ek din pehle wish kare ya 41 din pehle uski marzi.

ISLAMIC CREED ( I ) Instructor: Dr. Mohamed Salah

ITA AT: TO OBEY HIM WITHOUT QUESTION

Welcome to ALI 440: Topical Tafsir of Quran Family Relationships

Jigar Moradabadi - poems -

Islam and The Environment

Sex karne ke bad pesab karna aakhir kyo

Adab 1: Prohibitions of the Tongue. Lecture 6

The Virtues of Surah An-Nasr

Pregnant mahine ke kis time hote hai

23 MARCH JAMAD AL AWWAL 1435 CLASS #32

Submission is the name of an Attitude

Recitation of Surah Ash-Shams in the Isha' Prayer

23 FEBRUARY RABEE AL AKHAR 1435 CLASS #28

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

Annie is Life. Annie, Annie, Annie, Annie...(infinite) My heart goes on. Cute Annie, so beautiful. It sings a song. Pounds of love, and heart throbs

Revealed in Mecca. Consist of 34 verses LESSONS FROM LUQMAN. Br. Wael Ibrahim. How can we implement the lessons in our daily lives?

15 JUNE SHA BAN 1435 CLASS #8

Surah At Taghabun ( التغابن (سورة Ayat 9 to 13

Gher per jane aap pregnant h ya nhi

The Virtues of Surah Al-Infitar

Baar baar period aana

Dear brothers and sisters I was reciting some verses from Surrah Furqan. I have

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

The Reason for the Revelation of this Surah and its Virtues

Surah Mumtahina. Tafseer Part 1

Race2Jannah-4: Quran Question Bank for Group D. Angel Jibreel (A)

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

Qur'anic Stories. ALII 209: Deriving Lessons from

kher - Farishte/ no sharr, (ii) Sarasar - sharr - Shaitaan, (ii) kuch shareer kuch nek - Jinn

Race to Jannah - 6 Group E: Surah Taha

ilm seeker mini book series Welcome Ramadan

THE RIGHTS OF RASOOLULLAH ON HIS UMMAH ARE 7:

1 / 12. Ibrahim (a.s) Questions and Answers

Chapter 26: The Sin of Favoritism Be Just With Your Children

The First Ten or Last Ten Verses of Sūrah al-kahf

Journey Towards Light. Enlightenment of the Hearts!

Quran Spelling Bee Second Level (Third to fifth grade) competition words

Surah al-kafiroon Chapter 109 Academy for Learning Islam ( Shaykh Saleem Bhimji

CONDITION OF THE UMMAH

Importance of Jama`ah & Ukhuah in Islam. Organize by Toronto Islamic Centre

A Glimpse of Tafsir-e Nur: Verses of Surah al-an am

A young boy enters a barber shop and the barber whispers to his Customer, "This is the dumbest kid in the world. Watch while I prove it to you.

Shadi me rape kiya. To determine eligible articles.

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Eight

STARRY NIGHTS GUIDING STAR 17

Ways the Misguided Youth Bent on Takfīr & Bombings

Spelling. Fa kasrah, Ya. Meem fathah, Alif. Lam fathah, Alif

Adab 1: Prohibitions of the Tongue. Lecture 3

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Four

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 10 ~ Theme: TIME is precious ***

Ayatul Kursi (2: )

Blessings of Fasting (Islamic Discourse)

ALI 258: Qualities of a Faithful believer Khutba No. 87 March 25, 2014/ Jumadi I 23, 1435

(When he said to his father and his people: "What do you worship'') meaning: what are these statues to which you are so devoted

1 / 8. Muhammad (saws) Questions and Answers

Happiness in Knowing Allah by His names and attributes Class #2

The Difference between a Prophet and Messenger

Fiqh of Dream Interpretation. Class 2 (24/7/16)

Ahle Zikr - I. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

ALI 249: Qur'anic Sciences, Lv 1

رسالة أصل دين اإلسالم وقاعدته

Aurat pregnant kaise hoti hai

The Hands of Zahid Dar

Chapter 31: Islamic Ethics Regarding Asylum, Refugees, and Migration

HE NEEDS TO COMPLETE RECITATION OF THE WHOLE QUR AN IN AN

Surah At Taghabun ( التغابن (سورة Ayat 1 to 6

Manners of a Muslim in Ramadan. Introduction. بسم هللا الرحمن الرحيم Manners of a Muslim in Ramadan 24 May Sha ban 1438

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

Story #4 Surah Al-Qasas [Verses 76- ]

Nazimah24_SP: ~:~:~:~:~ Now Tafseer, Paara 20, Surah Al-Qasas Aayah 1 Onwards ~:~:~:~:~

Suggested Global Islamic Calendar By Khalid Shaukat, prepared for

الحياة الطيبة بالبصيرة The Good Life with Insight

Tafseer: SurahYusuf. Part 2

Ihsan with the Quran Surah An Nab a Class #9

State of the Believer Day 2

ISTIGHFAAR Combined with The 99 Names of Allah

ش ر ور أ ن ف س ن ا و م ن ل ل ھ و م ن ی ض ل ل ف لا ھ اد ي ل ھ و أ ش ھ د أ ن ھ د أ ن م ح مد ا ع ب د ه و ر س ول ھ

Rights of Rasoolullah on His Ummah

Shakeeliyat. Maulana Ilyas Nomani Hafizahullah. Ek Nayee(New) Qadiyaniyat ek Nayee Gumrahi.

Two Lives. "O Allah! Show me things as they (really) are."

THE OCEAN DEEP -- (SHOOTING DRAFT)

لف ي شك م م ا تد ع و نا ا لي ه م ريب.

Simple Daily Deeds for Jannah

In the Messenger of Allah, we have an Excellent Example

O ye who believe! raise not your voices above the voice of the Prophet, By Abdullah Yusuf Ali. Al Hujurat. Introduction and Summary

ALI 241: Akhlāq of the Ahlul Bayt c

Rabi`ul Awwal 13, 1439 H Fatah 2, 1396 HS December 2, 2017 CE

Chapter 29: Beyond Respect The Rights of the Elderly on Society

بسم هللا الرحمن الرحيم Ramadan Special: Remember Me, I will remember you ( أذكركم (فاذكروني Allah s Names 17 May Sha ban 1437.

ALI 256: Spiritual and Jurisprudential aspects Salaat

Sustaining Islam in a Multicultural Environment in Malaysia - Family Values

from your Creator طه Ta, Ha. 20:1

LESSON كجكحكخكلكملج ١٨٦ T H E C L O S E N E S S OF A L L A H 4.1 QURAN STUDY

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Six

Allah accepts only from the pious. (5:27)

Adab 1: Prohibitions of the Tongue. Lecture 11

IMAM SAJJAD INSTITUTE

Cure for Black Magic A Quranic Story

The Principles of Imāmah in the Qurʾān

Transcription:

*** Daurah e Quran 2017 ~ Day 14 ~ Theme: TIME is precious *** ~*~ Juzz 11: Surah Younus Ayah 57 onwards ~*~ Ayah 57 - Quran Allah ne insaniyat ke naam aik tufah hai Naseehat - Dillon ki bemarion ki shifa Dill ke bemari hasad bugz takabur Quran sirf Muslims ki kitab nahi Allah ne saari insaniyat ke liye bheja Quran! Dili jismani bemarion ka ilaaj hai quran mein Kiya merey dil ke bemarion ki safaai hoie Quran se? 2=dosari cheez hudan Jitna samjh ke parhein gein utni hadiat miley gi Quran perhney walon ka dil chahta hai ke wooh quran parehin Quran padhne walon ka inaam - unka dil karta ke neki kare Quran humari zindagi ko quality wala ban deeta hai 3-rehmat ka bais hai Quran padhne ke sath dilon me thandak padhti hai Ayah 58 - Duniya ki sabse bari rehmat quran ko mazbooti se thamna Har insaan ki zindagi kuch na kuch jama kartey guzarti hai Kiya quran ki Mubarak kisi aur khushi ki mubarak ke barabr hai? Apni khushiyon ko khud manana shuru karde; Quran ke padhne padhane pe khushi manaye Deen ki khushion ko ahmiyat dein Ayah-59 - suni sunai baat ko nasamjhi mein na krein Ayah 60- Allah hume shukrguzar banade aameen Allah kehtey hein tum meri nazroon mein ho Nazroon mein aany se kaam qulaity wala hota hai Allah ki nazar tab aap per hoti hai jab quran aapke haath mein hota hai Ayah 61- Allah ki nazr se kuch nahi chupa Dosoron per nazrein nahi lagani Ayah-63 - wali Allah koon hein

Hum amooman wali Allah kisy samjhtey hein Jo majnoo ho Auliya ALLAH ki sharayet 2 sharait eeman aur taqwa Auliya Allah wooh hein jinko dekh ker neki karney ko dil karein Apni nekian choti lagien Allah ke baney per zahri nateejah koie khauf gam nahi rehta لا خ و ف ع ل ي ه م و لا ه م ي ح ز ن و ن - nateeja Jab Allah wale bante hai, uska zahiri Aaj ke daur ka wali Allah wooh hai Jo faraid ki pabandi kare Jo haqeeqat me Allah aur rasol ke tareeqon pe apni zindagi chalata hai - ye ha wali Allah Itni bari kainaat uska malik Allah uske saath jurna kitna bari izzat ki baat hai Aya 65 - Kitni bari niamat raat hai Ayah 67 - humara soona bhi kiya hai kabhi soocha? Har rooz Allah humein kuch ganhton ke liay baibas kar deeta hai wooh zaar kabhi nahi soota wooh Al-hayie-Al-qayyioom hai Allah ki qudrat ki nisaani raat hai isper gaur ki zaroorat hai Ayah 71 onwards Ambiya karam ke qisse Anbiya ke qissey wooh loog jinhoon ne apney time ko mange kiya Thorey waqat mein bohat kaam kar gai Aaj Allh kion nisaan e haidar pesh kar rehey hein Unhoon ne mushkil halaat mein nekian kein Anbiya ikraam ne waqat ke issue per tanqeed ki Goonga shiataan hai jisne haq ko chupaya Anbiya ne apni zaat ko qurbaan kar dia Anbiya ka tareeqa humara amal honna chiyay Dill mein khairkhawahi ho apna kaam kartey jaiyea Logon ko fiqhi muamlaat mein uljhaney ki bajay is daur ke masail per gaur karney ke liay mail karein Hazrat nooh as ka qussa Inke dil mein insaniat ki muhabbat thi ikhlaas tha

Ayah 71-73 Haz Nuh A.S ki kahani Hazrat nooh people pressure mein nahi ayay Allah ke deen ka raasta aur kaam nafs ki qurbani ka raasta hai Hum Deen ka kaam uswaqat kartey hein jab loog khush hooge humse, jamat saath ho Allah per nazrein lagney se deen ka kaam hota hai Logon ko 100 batein nikion ki batain tu khush lekin aik na kareny ki baat kahein tu bura manty hein Logon ko apney nafs ki pabandi pasand nahi aati Tanqeed kartey hoey nabion ka tareeqa apnain aur tawakal Allah swt pe Sare mil ke jao tum meere baal ka beeka nahi kar saktey jab tak mera rab merey saath hai Kiya deen ke naam pe ajar ka tazkira kion kartey hein Agar ajar le leetay tu phir unki manani parti Kisi ajar ki talab na rakheny wala haq ko haq kehta hai Ajar=shurat ka graph Aaj ke daur ka masla kitney loog aay kitnoon ne suna Hum head count mei lage rehte hain, yehi aaj ke dour ka aik masla hai Ek hota aap ka kaam phel raha hai aik bail ki dandi kaat dein sari fasal sookh jayi gi hameesha deen ka kaam darakhat wala karein Pehley apney aap ko jamain Pehley logoon mein aqeedey ko paka karein Key point pehley khud Muslim banein Jis cheeze ki dwat de rehein hein usko khud per laago karein Amal ki baat taluq billah ko mazboot bain 950 saal ki tableegh me bhi Nuh a.s demotivate nahi hue, haar nahi maani Ayah-73 agar aik baar na nikl jai kisi neki per phir haan nahi niklati Phir taufeeq chin jati Ayah 74 - Dillon per muhar lag jati hai

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** Har daur ka msla khandaan na naraaz hojay Ayah 75-76 - logoon ne nabion ko taany barey diay Qaomon pe azaab ki wajah dheetai Ayah 81 - ا ن الله لا ي ص ل ح ع م ل ا ل م ف س د ي ن HIGHLIGHT Zara am ho tu yeah matti bari zarkhaiz ho Allah ne jab inqilaab lana hota hai tu jo barey hoety hein wooh mashilat pasand hojatey hein Nahin Hai Na-Umeed Iqbal Apni Kisht-e-Weeran Se... Zara Nmm Ho To Ye Mitti Bohat Zarkhaiz Hai Saqi Youth be-laag andaaz hota hai inke bas tarashney ki zaroorat hoti hai ulam had se barhey tu zulam mit jata hai Ayah 83 - Aaj ki young genration mein aik sawal hum ney kiya kia Islam ka mustaqbil roshan hai west mein palney wali youth islam ki izzat banainy We are proud to be Muslim kabhi wooh jeeta jo offensive ho? Apni youth ko piyyar se sekhaiy quran se jorein Aaj ki youth ka housla buland hota hai kuch karney ki chah hoti hai Achey leader ka andaaz kiay hona chaiay?agar momin ho to allah pe nazrein lagin Ayah 84 - aaj ke daur me musa a.s jaisa leader chhaye jo iman ke taqazo ko ubhar de Ayah 86 - Muslims Allah per nazrein lagaye Kaam woh karein Jo Allah kehta hai phir Allah ki madad aaygi Jab bahir ki dunia mein pabandian lag rahi hoon tu apney gharoon ke qibley seedhey kar lein Is waqat isi ki zaroorat hai Ayah 88 89 = musa as ki dua ke nateeje me firoun dooba tha; shart ye ke sabit qadm raho Allah ne moosa ki dua ko qabool kiya shirth sabat qadam raho Bey Ilmi se nijaat pao Ayah 90 Mertey dam taubah ki tu kia faida

Allah ka wada sacha hai firoon apney waqat ka bar badshah aaj kaikrey ki tarh dikhta hai Ayah 92- Allah ne firoun ki lash ko mehfooz karliya takey hamare liye nishani bane Ibrat ka bais humarey liya Ayah 93- Allah ne bani israel ke halaat badal diy Ummat Muslima ke halaat bhi badal sakte; shart ye ke hum sabit qadm rahe Ayah 98- Yunus as ki qaum azab dekh kar iman le aayi Younus a.s ko qaum ne itna sataya ke woh qaum ko chodker chalegaye aur kehkar aaye ke Allah ka azab aayega Nabi kisi basti me rooh ki tarha hote hai Qaoom ko ehsas hua yunus a.s ke jaane ke baad aur woh log palat gaye Allah ki tarf Har ek ke paas hidayat lene ka ek mauqa hota hai; jin dilon me hidayat ki talab hoti Allah unhe zaroor hidayat deta Ayah -103 ق ا ع ل ي ن ا ن ن ج ال م و م ن ي ن HIGHLIGHTح Ayah99-103 - Allah ne apne upar zimmedari le li ke momino ko nijaad denge Jab sacha eemaan hoga tu nijaat mili ge Insaniyat ki falah ka nukhsah eemaan paida krein Aaj Muslimaan kion peechey hein? kisi ney kaha media nahi,science mein peechey,har bandey ne apney platform ki baat ki lekin asal baat emaan ka hona hai Jis cheez mein apni nasoloon ko barhana hai woh emaan aur tawakkal hai Aur sabat qadmi hai Agar asbaab na bhi ho toh ALLAH asbaab bana denge, shart ye ke aap Allah ko dikhaye ke sirf ALLAH ke liye kar rahe hai kaam Emaan ko barhaney ka zarea Quran and sunnah Ayah 104- nabi pe log shak karte the; har deendar pe shak hoga

Shaitan ka favourite tareeqa kisi ko deen se door karne ka = shak paida karna Apney aqeedey mein mazboot rahein Nabi saws people pleaser, self-pleaser nahi balke ALLAH PLEASER the Ayah 105 - Focus rahein Ayah 105- Allah hume yaksoo [focus] karde aameen Ayh106-107 Allah hume pe apna fazl kar dein sua kijiay Allah humein seedehi raah pe rakhein Ayah 107- Allah agar humpe fazl farmaye toh koi door nahi karsakta aur agar Allah koi takleef pohanchana chahe toh koi door nai karsakta Allah hame seedhi raah pe rakhein Aameen ~*~ Juzz 11: USurah Hood Ayah 01U onwards ~*~ Taqdeer aur tadbeer ka muqabla sikhata ye paara Aulad ka gham dekhenge is paare me Lesson - taqdeer se razi rahe Surah hood 42 & 47 me Nuh a.s ke bete ko doobte dekhenge UAyat e tadabbur AayhU 41, 44 0T٤۱0Tو ق ال ار ك ب وا ف يه ا ب س م الل ه م ج ر اه ا و م ر س اه ا ا ن ر ب ي ل غ ف ور رح يم و ق يل ي ا ا ر ض اب ل ع ي م اء ك و ي ا س م اء ا ق ل ع ي و غ يض ال م اء و ق ض ي الا م ر و اس ت و ت ع ل ى 0T٤٤0T ال ج ود ي و ق يل ب ع د ا ل ل ق و م الظ ال م ين hz yaqoob a.s poore asbab ikhtiyar karne ke bawjood yusuf a.s ko taqdeer se na bacha sake Surah yousuf ayah 42 qaidi bhool giya 7 saal ka arsa jail mein guzarana para Yusuf a.s ki pakdamani k bawjood jail me jane se nahi bach sake Istighfar aur riziq ka taluq dekhien gein Allah ko wo banda acha lagta jo strong personality ka ho Jo cheeze tumhein nafa de usmein hirs karo taqdeer ka naam leker sust naho

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** Allah Jo faisla karein usko qabool karlein Aaj ki dua surah hood Ayah 41 Ayah 41 - DUA - kashti ya pani me Safar ki dua ا ن ر ب ى ل غ ف و ر ر ح ي م Ayah 47 - DUA: ب س م الله م ج ر ٮ ه ا و م ر س ٮه ا 0T٤۷0T ر ب ا ن ي ا ع وذ ب ك ا ن ا س ا ل ك م ا ل ي س ل ي ب ه ع ل م و ا لا ت غ ف ر ل ي و ت ر ح م ن ي ا ك ن من ال خ اس ر ين TIME MANAGEMENT TIP - Waqt ka behtreen istemal; kaam zyada aur baatein kam Aaj ki time mangment ki tip =baat kam kaam ziyada, Jo kaam karna hai kar lein Time waster=taqdeer ki kharaabi ka rona na roain Aaj ki QABILE TAQLEED SHAKHSIYAT - Yaqub a.s aur nuh a.s jo sabr ke namoone the; hz yusuf as ka kirdar Ayah 01 khoobsoorat elaan tawajjo dilane ka andaz Ayahs 2-4 - Tawba Istaghfaar Shaoor se taubah istagfaar karein apni kotahion ko nazar mein rakhtey hoay Rizq mei kami dekhein tu istaghfaar shuru kar dein Takabbr waloon ko quran samjh nahi aata Ayah 5 - Takabbur se bhare seenoan waale Quran nahi samajh sakte Ayah 6 - Har aik ka rizq Allah ke zimme hai, hum Allah ka peghaam aam karne aaye duniya mei, Allah ke kaam mei lag jayein tu rizq Allah swt dete hain Kainaat ki har cheez ehsaas dilaati hai ke koi Khaaliq / creator hai Jeene ka husan Allah ka pyaar, Allah ke baare mei sochne mei, Allah ki makhlooq se raabta hai ل ي ب ل و ڪ م ا ي ك م ا ح س ن ع م لا Highlight: Ayah 7 - Ayah Allah ne kion paida kiya takey humein azmay Mein is dunia mein kis darjey ka jee rahi hoon? Ye duniya muqaable ki jaga hai. Allah ne hame kuch khoobiyaan dii, sochna hai ke hum kis darje pe jee rahe hain? naimatein,

salahiyatein, maal, bache kaha lag rahe hain? kahi khaali haath tu aage na jayein ge? Ayah 8 - Qayamat aane waali hai, aaj jitna bhi koi mazaaq uraa le Ayah9-10 taqdeer aur eeman bandey ko balance rakhta hai Ayah 9-11 - Zindagi mei dhoop chaao hai, taqdeer pe imaan rakhein, Allah ke faisloan pe raazi rahein Ajre kabeer ke liay sabar shukar ki zaroorat hai Taqdeer ke shikway na karein Ajar-e Kabeer ke liye Sabr-e kabeer aur Shukr-e kabeer chahiye! Ayah 12 - Peghaam pohanchana hai, manwana hamare zimme nahi Ayah 13 - deen ko nahi badalna nahi as it is paish karein ha Ayah 14-16 = jo taqdeer pe raazi hota wooh khush rehta hai Waqiah abdullah bin mubarak imam bukhari ke ustad bakhtey hoay kutia ke paas poonh gai har whan se awaaz aarahi koie allh ki tareef kar raha hai handicape banda zuban se tareef karraha hai kaha iska shukar ada kar rahey ho kaha allah ne mujhey eeman diay zuban di aur mein shukar kar raha hoon **Dua to read upon seeing someone in trial or tribulation** ال ح م د ل ال ذ ي ع اف ان ي م ما اب ت لا ك ب ه و ف ضل ن ي ع ل ى ك ث ير م من خ ل ق ت ف ض يلا Taqdeer se larney wealey deen ka kaam nahi karsaktey Apney aapko Allah ke sapurad kar dein Ayah 17 - loog apki meri nahi balke Allah ki bhi nahi mantey Akhirat ka poda duniya ki zameen pe lagayein ge tu murjha jaaye ga Agar fitrat zinda ho tu Kitaab rehnuma banti hai Ayah 18-19 - Kon zaalim: jo logoan ko Allah ke raastoan se rokte hain Kaam wohi Allah ka hai jo Allah ki hadd mei reh ke kiya jaaye Ayah 20-21 = allah kehtey hein sanjeedah hojao ا و ل ٮ ك ٱل ذ ين خ س ر و ا ا نف س ہ م Highlight Duniya mein 4 qisam loog Yeah khush wahan jahan ka endhan Yeah mushkiloon mein wahan kush

Jo Yaha Allah ko naraaz kar ke jeete hian, aage bad-bakht hoan ge. Jo yaha aazmaaish mei hai lekin Allah se raazi hain tu yaha bhi khair aur aage bhi khair, jo yaha mushkiloan mei magar shikwe mei tu aage jahannum ka eendhan Ayah 23-24 = ikhbaat kiya hota hai =Ander ki aajazi o و ا خ ب ت و ا - Ikhbaat: ander ka khulaasa.. gunah kar ke darte ho, naikiyaan kar ke bhi daro. ye takabbur ka ulat hai Gunah karke jo nahi dartey tum usse ziyada neikain karke daro Eemaan wala mukhbat hota hai Rabb ki raza pe raazi rehne waala Izzat se pehley aajazi aati hai Is nasf ko torney ki liay allah ke faisalon pe razi hojain tu heera ban jain gein Merey aap ke anad khobiayn hoti hein lekin abhi tak haat nahi lagien yeahi gam rehta hai ke koie meri qadar nahi karta Mukhbit ban gaye tu qeemati ho jayein ge! Tarap ke dua karein ke allah humein heera bana dein aameen Dou (2) kirdaar deekheny wala, andha Hazrat nooh as ki seerah yeha bayyan hoyi hai Ayah 25 onwards - andhe aur dekhne waale aur behre aur sun-ne waaloan Mei taqabul Anbiya ke qissoan mei Tawheed ki dawat di Ayah 26 - Pehli dawat; ا ن لا ت ع ب د و ا ا لا ٱ ل - aqeeda o tawheed ki! Zahar parsti haq ke raastey ki sabse bari rukawat hoti hai Ayah 27 - zaahir parasti haqq ke raaste ki rukawat Deen ki dwat deeny ke liay tahmul ki zaroorat hoti hai Ayah 28 - hidait zabardasti ka sooda nahi Hidayat ke saath mashroot hai Hidayat talab se mashroot hai Ayah 29 - gareeb gurba Nabiyoan ki baat pehle sunte the ke baat maan-ne Mei rukawatein kamm theen dunyawi Ayah 30-31 - nabi koie barai ke daway nahi kartey the, low profile

Nooh a.s = Mukhbit ki amli tasveer the Daayi-e deen ka bara hathyaar= Nabi ki baat aur daleel Ayah 32-33 - taqdeer ke faisle koi nahi jhutla sakta Ayah 34 - Nabiyoan ne har mumkin had tak khair khawahi ki koshish ki Ayah 35 - Yaqeen tha tu itna bara dawa kiya Ayah 36 - Ayah 36- jisney faida leena tha le liay inkey kartoon pe gam khan choor do Yeah gam apko apkey kaam karney se rook de ga Bawajood ikhlaas, tableegh ke deen ki taraf na aaye tu innka gham chor dein ke ye gham aapko kamzor kar de ga Ayah 37 - Allah ki wahi mei bani kashti hi faaida mand, nahi tu doob jaaye gi Taqdeer ko maniay tadbeer ke muqabley mein Ayah 38-39 - ayah 38 jisney Allah ki wahi pe amal karna shuroo kiay kal bhi uska mazaq uraya giay aaj bhi Mazaaq uraney waley gair nahi hotey apke apney hotey hein Hadith ka mafhoom: Jo logoan ke saath ghula mila raha aur unnki takleefoan pe sabr karta raha, wo uss shakhs se behter hai jo logoan se cut ke alag ho jaata hai Al-Tirmidhi (2398) narrated that Sa d ibn Abi Waqqaas (may Allaah be pleased with him) said: I said: O Messenger of Allaah, which of the people are most sorely tested? He said: The Prophets, then the next best and the next best. A man will be tested in accordance with his level of religious commitment. If his religious commitment is strong, he will be tested more severely, and if his religious commitment is weak, he will be tested in accordance with his religious commitment. Calamity will keep befalling a person until he walks on the earth with no sin on him. Rabb ke aage sache hian tu baaqi sab ki fikar chor dein chaahe jitni bhi baatein sun-na parein

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** Deen ke kaam tanha nahi hote! Bohat sensitive log bhi deen ka kaam nahi kar sakte nahi tu nafs har roz butt bana khara ho ga Naseeb se raazi rahein! Logoon se azaad hoon Ayah 40 - Azaab ka manzar ب س م ٱ ل م ج ر ٮ ه ا و م ر س ٮ ه ا ا ن ر ب ى ل غ ف ور رح يم dua: Ayah 41 - Today's Ayah 41-44 - Ayaat-e Tadabbur Nooh ka beeta maada parast tha Nooh a.s ka beta aankhoan ke saamne daboya gaya! Sikhaya ke 950 saal Deen ke kaam kar ke bhi Allah pe koi zor nahi rakhte Nooh a.s ne bete ko kashti pe sawaar hone ki dawat di, qabool na ki bete ne buri sohbat ke baais Apni bachoon ki suhbat badlein Agar aaj hum ne mehnat na ki tu hamari naslein bhi kahi doob na jayein, maadda parasti se door karein Ayah 44-6 months baarish hui aur phir Allah ke hukam pe ruk gayii! Ayah 45 - Allah ke haan qeemat amal ki hai, nasab ki nahi! Muhabbat bhara shikwa Nooh a.s ka jiska jawab agli ayah mei aaya Ayah 46 - Kufr o imaan ka koi rishta nahi! ر ب ا ن ى ا ع وذ ب ك ا ن ا س ٴ ل ك م ا ل ي س ل ى ب ه ۦ ع ل م و ا لا ت غ ف ر ل ى Dua: Ayah 47 - Doosri و ت ر ح م ن ى ا ڪ ن من ٱل خ س ر ي ن Tofaan-e Nooh qayamat-e sughra thi Ayah 50 onwards - Qoum-e Aad ka zikar Dawat ka aaghaaz aqeeda se kyounke pehle roots pe kaam karna chahiye, ye sehatmand hoan tu leaves and trunk bhi sehatmand hoan ge. Logoan ko Allah swt se jorein! Taubah ki dawah de Ayah 51-52 - Tawbah ki dawat dii gayii. Pichle gunahoan pe muaafi maangte rahein, kahi ye aane waali naiki ki toufeeq na cheen lein Philey gunahoon pe muaafi mangatey rehni chaiay Ayah 53 - Qoum ka dheet pan nazar aata hai, baatil pe jame rahe

Ayah 54-56 - Hazrat Hud a.s ka taqdeer pe imaan! sab mil ke bhi maal beeka nahi kar sakte agar Rabb na chahe Ayah 59-60 Jab qaumon ne baat na mani tu azaab ka shikar hoyi Ayah 61 onwards - Qoum-e Samood ka zikar Ayah 61 - achche kaam ka ek standard muqarrar kare aur jamm jaye kaam pr Nabiyon ne ALLAH ki sifaat bata kr logon ko ALLAH se joda Nabiyon ki khobian apney kirdaar mein lany ki koshish karni hai Allah ke madad paney ke liay Now ayah 62 - nabi apne daur ke sab se achi class ke, oonche darje ke log the ا ن ع ص ي ت ه Ayah 63 - HIGHLIGHT ف م ن ي ن ص ر ن ى م ن الله Qaoom ne muajaza manga oontani ka Ayah 64- Qaum ne mojza maanga Allah se lekin jab Allah ne mojza diya toh uske taqaze poore nahi kar paaye Moojazey mangney per uske taqazey bhi poorey kerin Agar Allah se nimat maange, toh uske taqaze bhi poora kare Aaj apni zindagi mein kiya hum nabion ke tareeqey pe hein ya qaumoon ke? Ayah 65- qaum ne maanga tha ke ek pregnant she camel pahad se nikal ke aaye, jab ye mojza Allah ne dikha diya toh ye log uske taqazey nibha na paaye aur unhone oontni ko qatl kardiya Ayah 69 waqat e mulaqaat per salam kehna Ayah 67- phir Allah ka azab aagaya Ayah 69 onwards Ibrahim A.S ka qissa Ayah 69- Ibrahim a.s ki mehmaaan nawazi ka zikr Ayah 71- farishtoan ne ibrahim a.s ko khushkhabri di ek bete ki jab ke wo boodhe hogaye the; Allah ke lye kuch bhi NA MUMKIN nahi!! Ayah 73 - kabhi mayoos na hoon Ayah 75 - Ibrahim as haleem aur naram dil the Ayah 77- farishte insani roop me aaye the loot a.s ki qaum k paas

Ayah 78-79 - haram ki latt padh jaye toh halal me kashish nahi rehti Ayah 81- Allah ne loot a.s ko kaha ke apne ghar walon k sath nikal jaye us jagah se aur peeche mudh kar na dekhe. hume aage dekhne wala banade Kisi ka hasab nasab kisi dooroon ko faida nahi dega 3 muqaam aise aayenge jahan koi kisi ko nahi dekhega - jab nekiyan badiyan tul rahe honge, jab naam e aamal milega, jab pulsiraat par honge Ayah 84 quame shuaib ka zikar Thora faida behtar hai us ziyad faidey se jis mein Allah ki nafarmani ho Apney ouper bhugat lein lekin quran pe baat na aaney dein Ayah 87- agarhume aise taane milte jaise nabiyon ko milte the, toh hum kya karte? Ayah 88- itne taane sunker bhi shuaib a.s sabit qadm rahe و م ا ت و ف يق ى ا لا ب ل ل ع ل ي ه ت و كل ت و ا ل ي ه ا ن يب ) ۸۸ Highlight Ayah 89-93 baradari ka zikar hai yeah Khandaan ki izzat karni hai aatait nahi Biradari ko naraz na karne Allah ko naarz karna sahi baat nahi Ayah 96 99 = Musa a.s ka qissa Burey hukmaraan qaumoon ko bi daboo deetey hein Kisi deen waley ke peechey lganey se pehley chcek karein kiay wooh khud bhi deen per mal karney waley hein Aazaab ke qissey Nabi saws ke baalon/beard me chand sufaid baal aagaye toh jab poocha agay aap s.a.w ne bataya ke hud aur uski behno ne mujhe boorha kardiya Nabi saws ke baalon/beard me chand sufaid baal aagaye toh jab poocha gaya toh aap s.a.w ne bataya ke hud aur uski behno ne mujhe boorha kardiya Qiyamat ke manzar Ayah 103-107 - Kuch loog badbakhat kuch khushqismat

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** Chaar din ke mazey ke liay rab ki nafarmani nahi karni Ayah 108- Jannat walon ka zikr Ayah 111 tumharey aamaal ka poora badla diya jayiga Ayah 111- aamaal ka poora badla milega qayamat k din Ayah 112- sabit qadm rehne ki baat bohat baar aarahi is paare me ذ ل ك ذ ك ر ى ل لذ ك ر ي ن Ayah -114 HIGHLIGHT Nabi s.a.w ko phili qaumoon ki qissey suanin tasali ke liay Ayah 117- jinko zyaada dunya miljati, woh zyaada nafarmaniyan karte dikhte hai Ayah 119- ALLAH hume jahannum se bachaker rakhna aameen Ayah 120- Yeah nabion ke qissey awake up call hein humary liay aaj Ayah 123- Allah hamare amaloan se ghafil nahi ~*~ Juzz 12: Surah Yusuf Ayah 01 onwards ~*~ Surah yusuf khandaani zindagi, rishtoan ki oonch neech ke upar hai Is surah ko Ahsanul qasas kehte hai Ayah 1- Ye kitab apna point of view saaf saaf baayan karti hai Ayah 3- Quran ki kahaniyon ka maqsad - HIDAAYAT AUR NASEEHAT Ayah 4 onwards yusuf a.s ka qissa ي ج ت ب ي ك ر ب ك Ayah 6 - HIGHLIGHT Baap beetey ka talauq Hazart Yaqub role model Bachoon aur baap ka taluq aisa hona chaihiay ke bachey apni har baat share karein Ayah 4-6: Yusuf A.S ne apna khwab sunaya apne baap ko, toh baap ne kaha ke apne bhaiyon ko khwab na sunaye; kyunke nimat milne par dar hota hai nazr lagne ka Kaam ziyada karein khawab kam dekhien Ayah 8- yusuf as ke bhaiyon ko is baat per eteraaz tha ke baap ko yusuf se zyada mohabbat hai Rishtoon ke muaamley mein kami beshiyan Nafratein dekar kabhi muhhabat nahi milti

Izzat deeny se izzat miley gi Is soorat se ikhlaaq seekhein Ayah 9- yusuf a.s ke bhaiyon ko ghalti lagi ke shayad yusuf a.s ke qatl hone se baap ki mohabbat kam hojaegi yusuf k liye Aur unko mohabbat miljaegi baap ki Guilty conscious iradey qatal ke zuban pe khairkhawhi yeah jumley dil ke khoteypan ki nishani hein Ayah 11-13 = Guilty conscious iradey qatal ke zuban pe khairkhawhi yeah jumley dil ke khoteypan ki nishani hein Bhai yusuf ko sath lejane k liye baap se poochrahe hai aur dil me ghalat plans hai Jab koie aapki naqadri karey foran Allah ki kitaab se jurjain Dukhoon ke shikway karney ki bajai Allah se jur jain Har qisam ke halat mein mutamain rehna eeman ki nishani hai Ayah 15- Yusuf ko kuen me bhi wahi pohanch rahi hai; iman wala har waqt pursukoon hota hai Har qisam ke halat mein mutamain rehna eeman ki nishani hai Baap maa ka kirdaar bachoon ki galti pe sabar kiay Aayh 16-18 = Eemaan waley ko har takleef ke peechey khair dikhti hai Iman wale ko har cheez ke peeche khair dikhrahi hoti hai Taqdeer per razi hota iman wala Eemaan bilqadar bandey ko sakoon deeti hai Iman bil qadr (taqdeer) bandey ko sukoon deta hai Muhasibah jab mery upper mushkil aati hai tu meria rade amal kiya hota hai Muhasiba: Jab koi kam meri marzi ke mutabiq nahi hota, toh mera radd e amal kya hota hai? Ayah 19- Pani Lene ke liye jab ek khafila aaya toh unhe yusyf milgaye Ayah 20- Qeemti yusuf; chand paiso me bik gaye Yusuf ne shikwa nahi kiya Eeman wala dekhraha hota hai lekin sabr ka Daman nahi chorta

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** Iman wale ke andar sabr aur tahammul hota hai, yusuf ne kuch nahi kaha itna hone ke bawjood Koi aapke bete/beti ki qadr na kare toh sabr se kaam lijiye Yusuf ki zindagai ke 2 daur Kanaan/ mulk shaam ka chota gaaon tha jahan yusuf apne baap ke sath rehte the; Allah ne yusuf ko taiyyar kiya mulk shaam me bheja takey shahi etiquettes seekhe; hikmat seekhe Ye unki taleem aur tarbiyat horahi thi و ك ذل ك م كن ا ل ي و س ف ف ى الا ر ض Ayah -21 HIGHLIGHT Allah yusuf ko mushkilat ke raste se guzar kar logo ke liye khair ka ba'es banana chahte the م ا - sikahaya Ayah 22- Allah ne yusuf a.s ko quwwat e faisla aur ilm ح ك و ع ل م ا Ayah 23 Allah humarey bachoon ko hadait dein ke wooh gunnah ki dawat per yusuf as ke jumley bolien Ayah 23- jis ke ghar reh rahe the us ghar ki aurat ne yusuf a.s ko ghalat kaam ki dawat di ا ن رء ا ب ر ه ن ر ب ه ۦ Highlight Ayah 24- Yusuf a.s ko us aurat ne gunah ki dawat di aur aage badhi و ه م ب ه ا lete! aur yusuf bhi aage badh jate agar Allah ki burhan na dekh ل و لا ا ن را ب ر ه ان ر ب ه و ه م ب ه ا ل و لا ا ن را ب ر ه ان ر ب ه Highlight Ayah 25- jab aurat ne apne shoher ko darwaze pe dekha, toh yusuf per ilzam lagane lagi Ayah 26-29 - yusuf a.s ki kameez jahan se phati thi dekh kar aurat ke shoher ko pata chalgaya ke uski biwi gunahgar thi Yusuf a.s ki kameez peeche se phat gayi thi, isse malum pada ke yusuf sacche the aur aurat gunahgaar