Saying of Masumeen (a.s)

Similar documents
*HAPPY NEW YEAR* Soch rahe ho aaj kyon...? Ab tum DON ko sikhaaoge kab wish karna hai. DON ek din pehle wish kare ya 41 din pehle uski marzi.

Jigar Moradabadi - poems -

Saying of Masumeen (a.s)

Annie is Life. Annie, Annie, Annie, Annie...(infinite) My heart goes on. Cute Annie, so beautiful. It sings a song. Pounds of love, and heart throbs

By Hadhrat Maulana Zakariyya Rahmatullahi Alaih

Sex karne ke bad pesab karna aakhir kyo

Book 3 Questions: Q76: What is Saum? Ans: Fasting during the month of Ramadhan.

Pregnant mahine ke kis time hote hai

Model Paper GOVERNMENT COLLEGE UNIVERSITY, FAISALABAD QUESTION PAPER FOR EXTERNAL EXAMINATIONS. BA (Composite) Annual Subject: English

Blessings of Fasting (Islamic Discourse)

Gher per jane aap pregnant h ya nhi

Muzaffar Warsi - poems -

Welcome to ALI 440: Topical Tafsir of Quran Family Relationships

MONTHLY NEWSLETTER LAJNA IMĀ ILLAH WESTON ISLINGTON

Wilayat e Ali (as) In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Baar baar period aana

Medina tul Ilm. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Ahle Zikr - I. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Shadi me rape kiya. To determine eligible articles.

The Hands of Zahid Dar

Say, O Lord Increase my Knowledge. Holy Quran (20:114) Calendar 2017

Kalima Tayyiba. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Sūrat al-quraysh (tribe of Quraysh)

Hazrat Ameer s Ramadan Message

To Memorise 1 out of 7

Sample Copy. Not For Distribution.

A young boy enters a barber shop and the barber whispers to his Customer, "This is the dumbest kid in the world. Watch while I prove it to you.

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Six

The book contains 666 pages. My booklet "Can Ahmadis / Qadianis Answer?" has been answered from page 589 till page 664.

Say, O Lord Increase my Knowledge. Holy Quran (20:114) Calendar 2018

Ulul Amr. - By Syed Nadeem Ahmed Jafri

Commentary of Mustafa Jaane Rahmat Salam Verse No. 82

ALI 241: Akhlāq of the Ahlul Bayt c

KHOJA SHIA ITHNA-ASHARI JAMAAT MELBOURNE INC. In the name of Allah (swt), the Most Compassionate, the Most Merciful

Lahore University of Management Sciences. SS124 Arabic I

Sūrat al-sharḥ (Consolation, Relief, The Expansion, The Expanding, The Opening-Up of the Heart)

Cure for Black Magic A Quranic Story

Naade Ali. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

The Virtues of Surah An-Nasr

Shakeeliyat. Maulana Ilyas Nomani Hafizahullah. Ek Nayee(New) Qadiyaniyat ek Nayee Gumrahi.

Ijtema Taleem Syllabus 2016 Majlis Khuddamul Ahmadiyya USA

Rights of Rasoolullah on His Ummah

GALLUP PAKISTAN LATEST NATIONAL OPINION POLL

Aurat pregnant kaise hoti hai

Mahina na aane par kya Kare

Issue 8 By Zehra Jafri

SALAT YEAR 10 1 out of 14

Sūrat al-zalzalah (The Quake)

ALI 326: AN INTRODUCTION TO ZIYARAT JAMIAH AL-KABIRA Sheikh Faiyaz Jaffer January 6, ALI 326: Ziyarat Jamiah

INDIVIDUAL COMPETITIONS

Ihsan with the Quran Surah An Nab a Class #9

Contribution of Islam and Muslims in the Constituent Assembly

Surah Mumtahina. Tafseer Part 1

In the name of Allah, the Beneficient, the Merciful

In the name of Allah, the Beneficient, the Merciful

Ijtema Taleem Syllabus 2018 Majlis Khuddamul Ahmadiyya USA

ALI 340: Elements of Effective Communication Session One

فہرست ب استعانت. Presented by &

Islam and The Environment

Nasirat ul Ahmadiyya UK Ijtema Syllabus Rules and Regulations

The Supplication of the 18th Day of Ramadan Month

Ladki ko kese chode ke upaye hindi btaye

Wilayah YEAR 13 Wilayah Page 1 out of 9

Rabi`ul Awwal 13, 1439 H Fatah 2, 1396 HS December 2, 2017 CE

Translations of the Quran and Bible: An Analysis. Revised October, 2013

Planting the Seed of Nahjul Balagha. Session 2- Holy Quran and Hadith in Nahjul Balagha

ON TRAVELING: A FEW PERSONAL DUʿĀS AND SPIRITUAL PRACTICES 1

Even someone like Hujjaj bin Yusuf also admired Hadrat Sayyiduna Sa eed bin Jubair

STARRY NIGHTS GUIDING STAR 17

Manners (Akhlaq) YEAR 12

Period k 7 din bad karna

His supplication in Asking for Water during a Drought

Period se kitne din pahle sex karna chahiye

Khwabon ki tabeer urdu taveel se related wo sab kuch jo aap janna chahte hain Islamic Dream

ISLAMIC CREED ( I ) Instructor: Dr. Mohamed Salah

In the name of Allah, the Beneficient, the Merciful

Sirah of Sayyida Fatima al-zahraa d

His Supplication in Calling down Blessings upon the Followers of, and Attesters to, the Messengers

Manners (Akhlaq) YEAR 15

Ladki ko hua night fall

Adala

Sarso ke fayde 04/08/ /09/ /10/ /11/ /12/ /14/ /15/2018

Siddiqui Publications

Knowing Allah (SWT) Through Nahjul Balagha. Khutba 91: Examining the Attributes of Allah

Istikhara-Seeking Divine Guidance

1 / 114. Note: Please listen MP3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle MP3 zaroor sune

Qur'anic Stories. ALII 209: Deriving Lessons from

Atfal Ijtema Syllabus Competition Age Group Syllabus

Muhasabah (Self inventory)

Ladka or ladki ratt ko kya krte hai

ALI 489: Qualities of Mutaqqīn

1 / 12. Ibrahim (a.s) Questions and Answers

Nahjul balagha in urdu pdf by mufti jafar hussain. Nahjul balagha in urdu pdf by mufti jafar hussain.zip

Race to Jannah - 6 Group E: Surah Taha

Dat lane ke upay. 09/02/2017 How long will hydrocodone stay in urine if ive been taking it for a year 09/04/2017. Todd gutner walks off set 09/05/2017

Ali Ibn Abi Talib (a.s.) and Allegiance

Did You Know Sayyiduna Nabi Adam peace be upon Him

Surah At Taghabun ( التغابن (سورة Ayat 9 to 13

Chapter 39: Without Justice, There Can Be No Peace

The Reason for the Revelation of this Surah and its Virtues

Transcription:

1. Imam Ali says about Bibi Fatima: ''A Flower Nipped In a Bud; it was from Paradise and it went to Paradise... But has Left Its Fragrance in My Mind." 2. "Happy is the man who always kept the life after death in view, who remembered the Day of Reckoning (Judgement) through all his deeds, who led a contented life and who was happy with the lot that God had destined for him."(nahjul Balagha: Sermons, letters and saying of Hazrat ALI (a.s) Sayings of Hazrat ALI (a.s) 44, p. 277) 3. "Itni aqal tumharay liay kafi hai k jo gumrahi ki rahon ko hidayat k raston say alag ker k tumhein dikha day." Mola-e-Kainat Hazrat ALI ( مالسلا هیعل )[ NehjulBlagha hikmat#421 ] 4. Jahil ki Aadat ye hai k Baat sun-nay se pehley jawab deney lagta hai, samajhney se pehley na jan-nay waley par hukam dey deta hai.(imam Jaffar Sadiq A.S.) 5. Imam Al-Askari (pbuh):"we are the arguments of Allah upon his creations, and our Grandmother Fatima (pbuh) is the argument of Allah upon us." 6. Bibi Pak [S.A] The best you who are dealing with people is softer and more gentle and most valuable people are those who have wives, kind and generous. 7. "Naiki kar ke aesay bhool jaaya karo jase,gunah k waqt apnay "RAB" ko bhool jate ho." Hazrat Ali (A.S) 8. Insaan Kay Kirdar Ki Do He Manzilain Hain! Dil Mei Utar Jana Ya Phir Dil Say Utar Jana. MOLA ALI(A.S) 9. Agr Koi Tumhara Bharosa Torey To Tumhara Farz Hai K Tum Usko Maaf Kardo.. Lekin Phr Kabhi Us Per Bharosa Mat Karo!! Moula Ali (A.S) 10. Imam Ali (A.S): MOMIN khushi me shukr karta hai, Bala'o me sabr karta hai aur achchi haalat me ALLAH SWT se darta hai. 11. Imam Ali (A.S): "AQL ko KWAHISH (desires) par fazilat hai, kyunki aql zamane ko tumhare haato me de deti hai jabke kwahish tumhe uska gulam bana deti hai." 12. RASULALLAH (s.a.w.w): O Fatema (s.a) khushnasib hai woh momina ke jiska Shohar (Husband) osse razi hai, woh bina hisab jannat me jayegi. ASSALAMO ALAYKE YA FATEMA ZEHRA (S.A) 13. IMAM ALI (a.s): Allah (s.w.t) ne har amal ke liye sawaab aur har shay (buraee) ke liye hisab mukarrar farmaya hai. (Mizan V 2 Pg 636). Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 1

14. The Prophet (SAWA) said, Alcohol and faith will never be together in the breast or heart of a man. [Bihar al-anwar, v. 79, p. 152, no. 64] 15. ILM Woh Nahi Jo Tum Ne Seekha hy, ILM Woh hy Jo Tumharey Amal O Kirdar Se Nazar Aye, Hazrat Imam ALi (as). 16. "acha insan wo hy jo ksi ka dya huwa dukh to bhula dy par ksi ki di hoi mohabbat kabhi na bhulae MOLA ALI as 17. KHUDA Ki Qasam! Gunnahon Sey Nijaat Sirf Woh Shakhs Hi Hasil Kar Sakta Hai, Jo Apney Gunnahon Ka Aitaraaf Karey." Imam Muhammad Baqar a.s Ref: SAHIFA-E-KAMLA. Page #209 18. ''DUA APNY LIYE MANGNA IBADAT HAI OR DUSRON K LIYE MANGNA KHIDMAT HAI'' IBADAT SE JANNAT MILTI HAI OR KHIDMAT SE ALLH(J.J)'' MOULA IMAM ALI (A.S) IBNE ABI TALIB(A.S) 19. MOULA IMAM ALi (a.s) '' JO DUSRON KO SHAK KI NAZAR SE DEKHTY HAIN, WOH APNY KIRDAAR KI BURAIYAAN LOGO MAIN TALAASH KARTY HAIN 20. "Jub koi tumharay samnay tumhari tareef karay tou (dil mein DUA k taur per) kaho: * YA- ALLAH, ye jo meray baray mein kahayal kartay hain TU mujhe us se ACHA bana de! * Aur meray wo gunah bakhsh de jin ka in ko ilm nahin!" [Rasool-e-Khuda Muhammad Mustafa(S.A.W.W)] امام حسين عليہ السالم.21 لوگوں ميں قدرتمند ترين شخص وه ھے جو اپنے دشمن پر غلبہ پانے کے باوجود اسے معاف کردے بحاراالنوار ج/ 78 ص / 121 22. "Apnay ilm Ko Jehl or apnay yaqeen ko shak na banao, jab jan liya to amal karo or jab yaqeen paida ho gaya to Agay barho-" (HAZRAT ALI A.S) Ref: Nehjul Balagha pg #284. 23. When God likes someone, He will look at him. When He looks at him, He will grant him one of three gifts: a headache, fever, or eye pain. Imam Muhammad Baqir a.s Al khisal pg 40 (by sz) 24. Imam Jaffar-as-Sadiq (AS) said, 'A two-unit prayer performed by a married person is better than seventy units performed by an unmarried person. Bihar al-anwar, p. 219, no. 15 25. HAZRAT IMAM ALI_AS:"Ba-Shaour Aur Ba-Zameer Logon K Beech 'DOSTI' KA 'RISHTA' khoon K Rishto'n Se Kahi'n Ziada Qareeb Aur Gehra Hota Hai". 26. MOULA ALI_AS: "Logn k Khouf Main Aa Kar Haq Goi Se Na Rukna, Yad Rakho! Khuda k Siwa Na To Koi Moat Ko Qareb Kr Sakta Hai AUR Na Koi Rizq Ko Door Kr Sakta Hai" Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 2

حضرت امام زين العابدين عليہ السالم فرماتے ھيں :.27 "خدا يا ميری عمر ميں اضافہ کر تاکہ ميری زندگی تيری اطاعت ميں بسر ھو اور جب بھی ميری زندگی شيطان کی چرا گاه بن جائے تو مجھے فورا ھی اپنے پاس بال لے صحيفہ سجاديہ ص ٨٢ الدعاء ٢٠ 28. Imam Ali Raza asws says: This is La-e-Iaha Ilullah Mohammed-ur-Rasool Allah saww Ali Amir-ul-Momaneen asws -And this is Tauheed. Bihar V.3, P.277; Tafseer-E-Qummi V.2, P.154; Al-Manaqib V.3. P.101 امام زين العابدين عليہ السالم فرماتے ھيں :.29 لوگوں کے سامنے اپنی حاجت بيان کرنے سے زندگی ذليل حيا ختم اور شخصيت سبک ھو جاتی ھے اور يہ ايک ايسا فقر ھے جسے انسان اپنے ھاتھوں سے فراھم کرتا ھے حضرت امام علیء :.30 بات علم سے کرو طاقت کا سہارا نہ لو کيونکہ طاقت کتنی بھی بڑی کيوں نہ ھو علم کے آگے چھوٹی ھو جاتی ھے 31. Ager kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do! Wo Aala zaraf hoa to ap ko aur izat day ga! aur kam zarf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga! ( Hazrat ALI A.S ) 32. Gullab ka koi bhi Naam rakh liya jaye, Magar Pehchana to KHUSHBOO se hi jata hai, INSAN bhi waisa hi hai, Uska koi bhi RANG ho ROOP ho ZAAT ho QABEELA ho, Magar Pehchana Apne KIRDAR aur IKHLAQ se hi jata hai. Mola ALI a.s 33. Insan ko bolnay k liye 1 saal lagta hai, Par kon sa LAFZ kahan Istemal karna hai, Yai Seekhny k liye puri ZINDAGI lagjati hai. Mola ALI a.s :الس الم هیعل طال ب یاب_اب ن یعل حض رت.34 راس تے ت و ھے خوبص ورت م نزل اگ ر اور ' ھے جات ا ک و م نزل ک س ک ہ ک رو پت ہ ت و ھے خوبص ورت اگرراس تہ -ک رو مت پ رواه یک 35. Saying of Hazrat ALi (A.S) 3 cheezain soch samajh ker utha 1.Qadam 2.Qasam 3.Qalam 3 chizain soch ker karo 1.Mohabbat 2.Bat 3.Faisla 3 chizin kisi ka intezar nahin kartien 1.Maut 2.Waqt 3.Umar 3 chizein choti na samjho 1.Qarz 2.Farz 3.Marz 3 cheezain zindagi me 1 bar milti hain 1.Waalden 2.Husn 3.Jawani padho samjho or amal bhi karo 36. Imam Raza (as) االمام الرض ا stated: 'The greatest gain for a man is a faithful woman who, when she sees him, becomes happy and protects his property and her own honour in his absence'. Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 3

37. Imam Al-Kazim (pbuh) said:"o Hisham, he has no religion, who he has no virility, And he has no virility, who he has no Mind And the most great person in rank, is the one who sees no danger for himself in this world. It is that your bodies have no price but the heaven, so don t sell it with others." 38. IMAM MUHAMMAD BAQIR (AS) "KARBALA ka MAQSAD sirf aur sirf Wilayat'e ALI (AS) tha! Kyon ke La ilah illalah Muhammad (pbuh) Rasolullah to Lashkar'e Yazeed (LANAT) bhi perd rha tha aur Namaz bhi dono tarf thi lekin - Jis cheez ney HAQ aur BATIL ko Juda kiya woh tha Kalma "ALI UN WALI ALLAH" راقفلا وذ الا فيس ال و يلع الا ىتف ال Ref:Wilayat Nama P_45 SLAM YA AMEER'E'KAINAT ALI (AS) 39. Imam Al-Kazim (pbuh) said in his will:"o Hisham, Allah has two arguments to people, an apparent one and an unseen one. The apparent one is Mohammad and the prophets and the Imams. And the unseen one is Minds. 40. Bibi Fatima a.s " Bepardaaah (Be'hijaab) aurtein QAYAMAT ke din humari SHIFA'AT ki muntazir na rahein " " Jo aurat HIJAAB nahi karti,woh humari Muhibb (Praiser / Lover) to ho sakti hai, lekin SHIA (FOLLOWER) nahi ho sakti " 41. Imam ALI (a.s.) ; Aise kam Na karo Jo Tumhe Itna Mashgul karde ke Aakherat ka Sarmaya kamane ka Mauqa Na Mile,Yakinan Zindagi Bohat Choti Hai 42. Imam Ali (a.s) Jis ny tuj ko tery بیع batay Agar tuj ko aqal hy too us ny beshak tujh peh Ehsan Intiha kar de 43. Imam Jaffer Sadiq A.S ne farmaya:- is waqt tum kaisay zindagi guzaro gay jab tum apney Imam ko nahi daikh sakogay aur na hi in ka pata paa sako gay. Aur is se nijaat sirf un logon ko milay gi jo duay e ghareeq parhen gay. Jab aisa waqt aaey to deen par saabit qadam rehna yahan tak k amar tumharey liay waazey ho jaaey. [Ghaibat -e- Mehdi A.S - page 184] 44. The Lady of All Women of the Worlds, Fatima Al-Zahraa (pbuh) said:"what use is a faster's fast if he doesn't have control over his tongue, ears, sight and limbs." Al-Bihar vol.93 p.295 45. Hazrat MOHAMMAD ( هیعل الله یص ل وس لم ) Farmate Hain: a. 1. Aurat K Liye Ye Boht Hi Mubarak Hy K Uski Pehli Aulad Larki Ho, b. 2. Jis Shaks Ko Kuch Betiyan Milen Aur Wo Unk Sath Naik Saluk Kare Yahan Tak K Unki Shadi Kar De Wo Woh Betiyan Us K Lye Jhanam Se Aar Ban Jayen Gy. c. 3. Jb Koi Larki Peda Hoti 46. "Happy is the he who has not great expectations and wishes (in his life) and tries to make the most of the remaining lifetime."imam Ali A.S Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 4

خليفہ وقت نے 25 سال کی عمر ميں شہيد کے جانے والے امام تقی عليه السالم کو شکست دينے کی غرض سے امام کے سامنے اہل سن ت علماء کو پيش کيا. "اگر ميرے بعد کوئی نبی ہوتا تو عمر ہوتا" امام تقی عليه السالم: "خدا نے انبيا سے ان کی ذمے داری درست طريقے سےلينے کا عہد ليا ہے اور ان عظيم لوگوں نے ايک ساعت کے ليے بھی شرک نہيں کيا. لہذا خدا اپنے ہی عہد کے خالف کيسے ايک ايسے شخص کو نبی بنا دے جس نے اپنی زندگی کا ايک حص ہ کفر و شرک ميں گزارا " 47. 48. موال علی مسجد_کوفہ ميں تشريف فرما تھے کہ ايک کبوتر پناه مانگتا ھوا آيا اور آپ کی آستين ميں پوشيده ھو گيا - ساتھ ھی ايک باز نمودار ھوکر کہنے لگا يا علی! ميں کئ دن سے بھوکا ھوں شکار کرنا چاھتا ھوں موال شکار آستيں سے باھر کيجيۓ ميں بھوک سے بے چين ھوں - موال نے قنبر کو آواز دی جلدی ميری تلوار ال اور ميرے بازو سے گوشت کا ٹکڑا نکال جتنا کبوتر کا وزن ھو- کبوتر پھڑ پھڑا کر آستين سے باھر آ گيا اور کہنے لگا يا علی ھم فرشتے ھيں اور ھمنے صرف آپ کی شان ديکھنی تھی - {حاالت و واقعات حضرت قنبر # ۶٢ { امام جعفر الصادق(ع) سے کسی نے پوچھا.49 يا حضرت عشق کيا ھے آپ نے فرمايا: جو دل خدا کی ياد سے خالی ھوتے ھيں خدا ان ميں غير کی محبت کو جگہ ديتا ھے - (روح الحيات) امام علی نقی عليہ سالم نے فرمايا:.50 "جو اپنی قدرو قيمت نہ جانتا ھو اس کے شر سے بچو جو اپنی ذات سے راضی ھو گا اس سے بہت سے لوگ ناراض ھونگے" امام جعفرصادق(ع) سےمنقول ھےکہ: "جب مومن کو قبرميں رکھتے ہيں تو اسکی داہنی جانب نمازکھڑی ھوتی ھے زکواة بائيں جانب نيکيانجو ماں باپ اور عزيزوں سے کی ھوں بالين_سر صبراسکے پہلو ميں اسوقت منکر و نکير سوال کرنےآتے ہيں تو صبر اپنے تين ساتھيوں يعنی نماز زکواة اور نيکيوں سےکہتا ھے- اپنےصاحب کی امداد کرو اگر تم سےنہ ھو سکے تو ميں اسکی امداد کيليۓ تيارھوں" 51. 52. Maidan-e-Karbala Me Farmaya " Paiman-e-Anwar-e-Jali Bhej Raha Hun. Main Khud Hun Wali Or Wali Bhej Raha Hun. Tum Ne Mujhe Is Dor Ka Samjha Hay Muhammad(saww). Main Apny Zamanay Ka Ali Bhej Raha Hun" 53. Hakim-e-waqt ne Imam TAQI al-jawwad(a.s) ko shikast dene k iraday se ulema ki jamat ko Imam k samne pesh kia jis ne ye zaeef(man-gharat) hadees pesh ki: Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 5

"Agar azaab naazil hota tou UMAR k siwa koi na bach pata" Imam Taqi(A.S) ne farmaya: "Ye riwayat Quran ki is ayat k KHILAAF hai, is liay hujjat nahin ban sakti" بخش ش وه ک ہ ح االں ںین ہ واال ک رنے عذاب الله اور دے عذاب ہ وئے ہ وتے رےیت ںیان ہ ک ہ گ ا ک رے ن ہ س ایا الله اور ہ وں م انگتے (Soora Anfaal, ayat 33) 54. "Jiski nigahain azad ho us ka dil ranjeda hota hy, Jo baar baar azadana nigah karta hy wo hmesha hasrato main mubtla rehta hy" Moula Ali [a.s] Mushkil Kusha 55. Hazrat Imam Mahdi (a.s.) in the eyes of Hazrat Imam Hussain (a.s.) Hazrat Imam Muhammad Baqir (a.s.) says: Haaris al-a war asked Imam Hussain (a.s.) the meaning of I swear by the sun and its heat (Surah Shams, verse 1) He (a.s.) replied It refers to the Messenger of Allah (s.a.w.a.). Then he asked him about the second verse I swear by the moon while it follows it. He said, It refers to Hazrat Ameerul Momineen (a.s.), who is after the Messenger of Allah (s.a.w.a.). Then he asked him (a.s.) about the third verse I swear by the day when it manifests itself He (a.s.) said: It refers to Hazrat Qaim of Aale Muhammad(atf), who will fill the earth with justice and equality (Tafseer-e-Furaat Kufi, p. 212) 56. Tumhara raaz tumhare khoon ki tarha hai isey apni ragoun mein rehne do. Imam Muhammad TaQi al-hadi [a.s] 57. "Amal us waqt tak saaf suthra nahi ho sakta jub tak Elm durust na ho" Hazrat Ali(A.S) 58. Imam Jaffar Sadiq (A.S) ne Frmaya: GUNAH_E_Kabira 19 Hain. a. 1.Shirk b. 2.Rehmate Khuda Se Mayusi c. 3.Azab'e Khuda Se Itmenan d. 4.Haquq_e_Waldain Se Inkar e. 5.Qatal f. 6.Maidan_e_Jang Se Farar g. 7.Pak Daman Urat Per Tuhmat h. 8.MaLL_e_Yateem Khana i. 9.Sud Khuri j. 10.Jadu k. 12.Jhooti Qasam l. 13.Bukhl m. 14.Inkar_e_Zakat n. 15.Jhooti Gawahi o. 16.Sharab Khouri Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 6

p. 17.Jaan Booj Ker Namaz Chourna q. 18.Ehad Shikni r. 19.Qata_E_Rehmi s. Rf: DamatUl_Sakeba Vol#2, Pg#638 59. Imam e Sadiq_as Ne Farmaya: "Logon Main Sab Se Ziada Bahadur Wo Hai Jo Apni Khwahishaat Per Ghalib Hota Hai" Ref: {Bihar Ul Anwaar_Add_74} 60. " Jis Mein Hayaa Nahi, Uska koi Deen, Koi Mazhab Nahi Imam Jafar Sadiq <As> 61. Hazrat Imam Ali <As> Ne Farmaya: "Badtareen shakhs Wo Hy jis Sey Log Dartey Hy"R renference:hadia-tul-shia Pg.48 62. HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W)NE FARMAYA.. "MUJHAY BACHON KI 5 ADATAIN BOHAT PASAND HAIN 1) WO RO KAR MANGTAY HIAN AUR APNI BAAT MANWA LAITAY HAIN 2) WO MATTI SE KHELTAY HIAN YANI GHUROR KO KHAK MEIN MILATAY HIAN 3) JHAGRTAY HAIN PHIR SULAH KAR LAYTAY HAIN YANI DIL MEIN HASAD, BUGHZ, AUR KENA NAHI RAKHTAY 4) JO MIL JAYE KHAATAY HAIN AUR KHILATAY HAIN, ZIADA JAMA KARNAY KI HIRS NAHI KARTAY 5) MATTI KAY GHAR BANATAY HAIN AUR KHEL KAR GIRA DETAY HAIN YANI YE BATATAY HAIN K YE DUNYA FANI HAI" 63. Dua " DAASTAK " Ki Tarha Hai Musaalsal Daastak Se " DARWAZAA " Khul Hee Jaata Hai..! - Hazrat Imam Ali (a.s) 64. Ameer-ul-Momineen Imam ALI(A.S): "Hoshiar raho, Hoshiar! (Daro! Daro!) k Parwardigaar ne GUNAAHON ki is had tak PARDA POSHI ki hai k (insaan ko) gumaan honay laga hai k jaisay Maa'f kar dia hai!" [Nehaj-ul-Balagha: Saying 29] 65. Agar Zindagi Ko Hamesha Khushyon K Saath Guzaarna Chahte Ho To, Gam Zda Loagon k Gam Suna Karo Kabhi Dukhi Nahi Raho Ge. "Hazrat Ali (A.S) 66. Bibi Fatima SA Kunyat & Names) Imam Jafer Sadiq(a.s) say riwayat hay k Allah nay Janaab e syedah k 9 naam rakay hain Fatimah(s.a) Saddeeqah(s.a) Mabarakah(s.a) Tahirah(s.a) Zakeeyah(s.a) Raaziyah(s.a) Merzeeyah(s.a) Muhaddisah(s.a) Zahra(s.a) Janaab e Syedah Ko Aasman Per Nooriyah(s.a) Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 7

Samawiyah(s.a) Haawiyah(s.a) k Naam say Yad Kiya Jata Hay Kunyat: Ummul Hasan Ummul Hussain Ummul Mohsin Ummul A imaa Umm e Abehaa (Ref : bihaarul Anwaar, jild # 3, pg # 20) 67. Mola IMAM ZAMANA(a.j.f.s) said...! Mujhse mulaqat k liye sirf ibadat kafi nahi balke tum apne kirdar ko banao, Hum khud tumse mulaqat karenge...! 68. Imam ali a.s: Jahan Roti Mazdoor Ki Mazdoori sy mehngi ho gy wahan do chezian sasti ho jati hain. 1. Aurat ki Izzat 2. Aur Maard ki Gherat 69. Wo shakhs raah-e-khuda men jaan dene waly se zyada jaza ka mustahiq hy, Jo gunah ka moqa hoty hue b usse baz rhay.. Imam ALI a.s ك و ب الؤں س ے عوںیش رےیم اور اھل رےیم س ے ل ہیوس اور س بب رےیم خداون دعالم اور ھوں اءی االوص خ اتم ںیم.70 ھے كرت ا دور 215 ح 246 ص یطوس ب ةیال غ 12 ح 441 ص 2 ج نیال د كم ال امام_صادق ۴ فرماتے ہيں:.71 "آتش_جہنم کو خدواند_عالم نے ذریت_فاطمہ زھرا ۴ اور محبان_فاطمہ زھرا ۴ کے لئے حرام قرار دیا ھے" {سيرت_حضرت فاطمہ زھرا ۴ 72. MOLA ALI (a.s): Rishton Ki Khoobsurati Ek Doosre Ki Baat Ko Bardasht Karne mein Hai, Be-A'aib Insaan Talaash Karo gai to Akele Reh Jao ge...! 73. A famous saying of Imam Muhammad bin Ali Al-Baqir (peace be upon him) is I admonish you regarding five things: if you are wronged, do not commit wrong doing to others; if you are betrayed, do not betray anyone; if you are called a liar, do not be furious; if you are praised, do not be jubilant; if you are criticized, do not fret and think of what is said in criticism. 74. Ameer ul Momineen Hazrat Ali (a.s) Said: There is enough light for one who wants to see. Nahjul Balagha Q 168 75. "Sakhawat wohi hai jo Ibteda'an ki jaaye,warna mangnay kay baad toh Sharm o Haya or Izzat ki Pasdaari ki bina par dena parta hai"... HAZRAT ALI(A.S) {Nahj-ul-Balagha#53} 76. Hazrat Imam Jaffar Sadiq (a.s) said: He who devotes his heart to this world will be subjected to three conditions: endless grief, unquenchable desire, and futile hope. Usoool e Kafi, vol. 2, p. 320 77. " Kisi Se Itni Nafrat Na Karo K Kabhi Milna Paray To Mil Na Sako,, Or Kisi Se Itni Mohabbat Na Karo K Kabhi Tanha Jeena Paray to Jee Na Sako" MOLA ALI as Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 8

78. Mola ALI[a.s] a. 1. Sharam ki kashish husn se zada hoti hai. b. 2. Rona dil ko roshan karta hai. c. 3. Aulad ke liye jo b cheez ghar lao, pehle beti ko do phir betay ko. d. 4. Duniya mein sab se khatarnak cheez jawani ka gussa hai. e. 5. Kisi ka dil na dukhao, kyun ke tum bhi dil rakhtey ho. f. 6. Guftugu chandi hai aur khamoshi sona. g. 7. Tumara apne bhai se miltay waqt muskura dena bhi sadqa hai.. 79. Ek beparda aurat ki misal aisi hai, jaise woh mere Qatl ki sazish main shamil ho. Imam Ali (a.s).. 80. "Jb Koi Dost Apny Dost k Liye khlus Se Dua Krta Hy To Wo Dua Us k Dost k Haq Me Baad Me OR Pehlay Us k Apny Haq Me Qubol Hoti Hy." ( HAZRAT ALI A.S) 81. Hazrat Ali (A.s) : Hamesha Samjhota Karna Seekho Kyun K Thora Sa Jhuk Jana Kisi Rishtay Ko Hamesha K Liye Torr Denay Say Buhat Behtar Hai. 82. NABI KAREEM (S.A.W.W) : Agar Jukh Janay Mein Tumhari Izat Ghat Jaye To Qayamat K Din Mujh Say Lay Lena. 83. Kisi se itna door zaroor raho k usy tumhari kaami ka ehsaas ho sakay magar Itna door na rehan k wo tumry bina jeena seekh lay Hazrat Ali (A.S) 84. "Kisi ka Dil mat dukhao Q k Mafi mang leny k bawjod usey dukh zarur rahe ga Jese deewar mei lagi keel ko nikalney se nishaan reh jata hai" HAZRAT ALI..A.S.. 85. Hazrat Imam Jaffar Al-Sadiq (as) Said: "God's Prophet never allowed a man to shake hands with a woman, even if she was an old woman." 86. FARMAN-E-ALI: jo dukh de use chhod do,magar jise chhod do,use dukh na do warna tuj me aur usme koi fark na rahega. 87. امام الصادق ۴ نےفرمايا: مومن کے دل ميں ہميشہ دو خوف ھوتے ھيں: * ايک گناھوں کا خوف جو وه پچھلی زندگی ميں کر چکا ھے اور اسے نہيں معلوم کہ خداان گناھوں کی وجہ سے اسکے ساتھ کيا سلوک کرے گا - * دوسرا خوف يہ کہ اب باقی عمر جو اسکی بچی ھے وه کہيں شيطان کی راه ميں خرچ نہ ھو جاۓ 88. Hazrat Ali A.S : Do chizen aisi hain jin k lye khoon k aansu bhi roya jae to kam hai... 1. Jawani 2. SachaY dost ki juda. 89. Tumhray aur Naseehat kay Darmiyan Jo Cheez Hail Hy wo Gharoor aur Takabbur Hai. Imam Hassan (a.s) 14 Stars pg 133 Hadith. 33 90. Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Usay Zaror Pa Lena Jo Tumhe Chahta Hy QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy. HAZRAT ALI ( (A.S)) Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 9

91. 3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge 1.Ghusay wala Durust faisly se 2.Jhoota Izzat se 3.Jald baaz Kamyabi se. (Hazrat Ali (A.S)) 92. Achi zindagi guzar nay ke 2 tareeky hain. ยค Jo pasand hain usay hasil kr lo ya Phr Jo hasil hain usay pasand kr lo. (HAZRAT ALI ( (A.S)) 93. "3 kaam kisi ke dil main aap ki izzat barhatay hain: 1- Salam karna. 2- Kisi ko jagah dena. 3- ASAL NAM SE PUKARNA." (HAZRAT ALI (A.S)) 94. naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki suhbat se parhaiz karo, badi se dor ho jao gai.(hazrat Ali ( (A.S)) 95. Bay shak dunya or akhrat ki missal asay ha jasay 1 shaks ki 2 biwiyan hon 1 ko razi karta ha to dosri roth jati ha. HAZRAT ALI( (A.S)) 96. Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai. ( Hazrat ALI (A.S)) 97. Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhe ye tumaray haq main behtar he Bajaye es k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhe.( Hazrat ALI (A.S) ) 98. Barish ka Qatra Seep aur Saanp dono ke Munh mein Girta hai Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehar bana deta hai jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq. ( Hazrat ALI (A.S) ) 99. "Ebadat esi karo jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jazah degi"....( Hazrat ALI (A.S) ) Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com) Page 10