kher - Farishte/ no sharr, (ii) Sarasar - sharr - Shaitaan, (ii) kuch shareer kuch nek - Jinn

Similar documents
NQSJ_AA029_SALSABEEL: Is surah ka bunyadi mazmoon Nifaaq aur Riyakari se ijtenab hai kyun ke baaz dafa insaan deen ke kaam karke bhi nahi bach

*HAPPY NEW YEAR* Soch rahe ho aaj kyon...? Ab tum DON ko sikhaaoge kab wish karna hai. DON ek din pehle wish kare ya 41 din pehle uski marzi.

Pregnant mahine ke kis time hote hai

1 / 12. Ibrahim (a.s) Questions and Answers

Baar baar period aana

Shadi me rape kiya. To determine eligible articles.

A young boy enters a barber shop and the barber whispers to his Customer, "This is the dumbest kid in the world. Watch while I prove it to you.

Ahle Zikr - I. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

The Hands of Zahid Dar

Nazimah24_SP: last me aise logo ki kahaani - Bahutt naimat but use acha nai & Allah ne unko nishaani banaa diya

Annie is Life. Annie, Annie, Annie, Annie...(infinite) My heart goes on. Cute Annie, so beautiful. It sings a song. Pounds of love, and heart throbs

THE OCEAN DEEP -- (SHOOTING DRAFT)

Sarso ke fayde 04/08/ /09/ /10/ /11/ /12/ /14/ /15/2018

Gher per jane aap pregnant h ya nhi

15 Nov RRB PO interview ajmer centre. Timing 8:30Am 3male,1 female I was called by 11 am M1. He was of my native place. So he asked about bjp cogress

Jigar Moradabadi - poems -

1 / 8. Muhammad (saws) Questions and Answers

Chut se pani nikalana

Shakeeliyat. Maulana Ilyas Nomani Hafizahullah. Ek Nayee(New) Qadiyaniyat ek Nayee Gumrahi.

Sex karne ke bad pesab karna aakhir kyo

1 / 114. Note: Please listen MP3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle MP3 zaroor sune

Aurat pregnant kaise hoti hai

Ulul Amr. - By Syed Nadeem Ahmed Jafri

Ladki ko hua night fall

INDIVIDUAL COMPETITIONS

Ladka or ladki ratt ko kya krte hai

Mahina na aane par kya Kare

Gym se body ka color saaf hota h kya

$JK$ Productions Love at 100 th Sight

Muzaffar Warsi - poems -

Period k 7 din bad karna

Teacher banne ke lie kya karna hota hai

Sarso ke fayde. 01/04/2018 Vidhva MAa bete ki story 01/05/2018. Carros usados avenda em luanda 01/07/2018

Ladki ko kese chode ke upaye hindi btaye

Medina tul Ilm. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Periods time par na aana

Period kyo aata h girls ko

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 10 ~ Theme: TIME is precious ***

Ijtema Taleem Syllabus 2018 Majlis Khuddamul Ahmadiyya USA

Bachha nahi ho raha hai upay bata do

Patanjali ladkiyon ke liye jaldi mote hone wali dawa

Children s Conception of God: An Exploratory Study in Indian Schools

Nazimah24_SP: ~:~:~:~:~ Now Tafseer, Paara 20, Surah Al-Qasas Aayah 1 Onwards ~:~:~:~:~

Agar priud tym.k baad fir hone.lage bulding to kya h problem

Road to Sangam: Gandhian Ideology and Communal Harmony in India Dr. Ajay Sahebrao Deshmukh: Mahatma Gandhi

Sample Copy. Not For Distribution.

Girl's School Don't know hindi...?

Atfal Ijtema Syllabus Competition Age Group Syllabus

Juz 2 (Summary)

Land ki tiing barane ke liye kya kare

Wilayat e Ali (as) In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

MS CREATIVE SCHOOL (Delhi) Formative Assessment IV Portion & Timetable Class : I January

PINK. Draft 16 COMPLETE FWA REG. NO: PRODUCED BY - RISING SUN FILMS DIRECTED BY - ANIRUDDHA ROY CHOWDHURY SCREENPLAY & DIALOGUE - RITESH SHAH

Abdul Hameed Adam - poems -

MS CREATIVE SCHOOL (Maharashtra) MS CREATIVE SCHOOL (Maharashtra) Formative Assessment IV Portion & Timetable Class : I Jan

Presents. In association with

JAWAHIR PROGRAM JUZ Qur'an and teaches it." [Al-Bukhari]

Naade Ali. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Bhavishy strong banane ka tarika

Khwaja Mir Dard - poems -

Hostal mai baji ko cohda

MS CREATIVE SCHOOL (T.S.) MS CREATIVE SCHOOL (T.S.) Formative Assessment IV Portion & Timetable Class : I January - (2017)


The book contains 666 pages. My booklet "Can Ahmadis / Qadianis Answer?" has been answered from page 589 till page 664.

Karachi Club Magazine

Sarab pine se kya hota hai in hindi

How to Stop Rapes By Yasmin Soni (MHRD Semester I, Div A, DHRD, VNSGU)

Dat lane ke upay. 09/02/2017 How long will hydrocodone stay in urine if ive been taking it for a year 09/04/2017. Todd gutner walks off set 09/05/2017

Kab sex karne se pregnancy hoti hai

Rose sex karne se kya hota h

Period time kya hota hai

Ameer Minai - poems -

Today kalyan open ki patti

. * `*. Daura e Quran القرآن حياتی - Para 12 ~ Surah Hood سورة هود ~ Main Points. * `*.

Issue 8 By Zehra Jafri

Assembly of India had adopted Hindi, written

Period se kitne din pahle sex karna chahiye

Kalima Tayyiba. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

These are the thoughts that go through Ayesha s mind in Khamosh Pani on the two fateful days when she is at the well. On the Other Side of the Water

International Journal of English and Education

Mahadev k diwane status in hindi

Operation delivery ke kitne din baad relation banana chahiye

Ijtema Taleem Syllabus 2016 Majlis Khuddamul Ahmadiyya USA

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 14 ~ Theme: TIME is precious ***

Reaction kaise kiya jata hai

Kaifi Azmi - poems -

Period ka kam hona. 03/13/2018 She finally figures out why the crowd was cheering 03/14/2018. Sex kaise kiya jata hai girls ke sath 03/15/2018

VOLUME 2 DHUL QA DAH 1435 THE GARDENS OF MADEENA SHAREEF. THE POETRY of Aarif Billah Hazrat-e Aqdas Maulana Shah Hakeem. Muhammed Akhtar.

Memories are the treasures that we lock deep within the storehouse of our souls. 3 rd April th Feb Becky Aligada

Ladki oh kab nikalta hai Khoon

Irregular periods se kya taklif hoti

MASAAN. Story: Neeraj Ghaywan, Varun Grover Screenplay & Dialogue: Varun Grover

Period lane ke leye kya kare

Problems depicted in Contemporary Indian Fiction: A Study of The White Tiger and Kala Padri

Dawah mission in the 21st century. Maulana Wahiduddin Khan


Kam umar sex official

Garz ki dua. 03/28/2018 Can you crush xanax snort it 03/30/2018. Xbmc hub repo download 03/31/2018

. Pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye:

Transcription:

NQSJ_SP033_Salsabeel: ~*~*~ Now Tafseer ~ Surah Al Jinn ~ Aayah 1 Onwards ~*~*~ NQSJ_SP033_Salsabeel: ~*~* Naam Jinn - Mazmoon ~ Jinnat ~*~* NQSJ_SP033_Salsabeel: Tarteeb ~ 72 surah - makki Surah NQSJ_SP033_Salsabeel: main theme- jinn,allah swt ki maqlooq or unka Islam qubool karna NQSJ_SP033_Salsabeel: insaanoon ki tarah hisaab kitaab hoga...jannat ya dozakh may daale jayenge.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Buniyaadi mazmoon - Allah ne jino ki zubaas se quraan ki tareef karvaai NQSJ_SP033_Salsabeel: kaise jinnat Quran se mutassir huwe, ek baar suna hua hidaayat ka rasta.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ek baar sunn ke samajh gaye jo baaz log kai baar sun ke nahi samajh paate NQSJ_REPLAY_FQ: jinn quran ko sunkar bahot mutasir huye or Islam qubool kiya NQSJ_REPLAY_FQ: jinn ki speech hai..jo RasoolAllah pbuh se quran sunke baad usne apni qaum ki logon se ki NQSJ_REPLAY_FQ: ayah 1 se 15 tak jinno ke quran se mutasir honay ki baat NQSJ_REPLAY_FQ: aagay ki aayaton may insaano ko takeed ke wo imaan par rahein..or masjid Allah ke naam par hi banaye NQSJ_REPLAY_FQ: quran may 40 ayatein hai jis may jinno ka tazkera hai NQSJ_REPLAY_FQ: shaitan bhi ek jinn..kai qabilay mojuud hai jo insaano ko behkaane ka kaam karte hai NQSJ_SP033_Salsabeel: harr chupi hui cheez - Jeem noon noon pe.. jineen NQSJ_SP033_Salsabeel: Dil ko janaan - Seene me chupa hua NQSJ_SP033_Salsabeel: Majinna - dhaal NQSJ_SP033_Salsabeel: Jinn as a makhlooq - Roohani makhlooq ki 3 qism - Saraasar kher - Farishte/ no sharr, (ii) Sarasar - sharr - Shaitaan, (ii) kuch shareer kuch nek - Jinn NQSJ_SP033_Salsabeel: Har jinn shaitaan nahi NQSJ_SP033_Salsabeel: insaano ki tarah ache bure har tarah ke jinn NQSJ_SP033_Salsabeel: inme rooh bhi he jism bhi NQSJ_SP033_Salsabeel: jinno ko maut bhi & paidaaish bhi, inki shaadiya bhi hoti he NQSJ_SP033_Salsabeel: jinn Quran se muhabbat bhi karte he, padte bhi he NQSJ_SP033_Salsabeel: jaha achi awaaz me quraan ki tilaawat waha jinn bhi hote he NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran me 40 aayas jisme jinno katazkirah & 3 jagah bade pemaane pe NQSJ_SP033_Salsabeel: Insaano me jo bahutt tezi se kaam kare - usko jinn keh sakte he.. Arab log ki aisi soch NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran me mukhtalidf jagah - jinn & insaan diff - eg Ar Rahmaan

NQSJ_SP033_Salsabeel: Jinn ko aag se banaa ne ki baat ki gai NQSJ_SP033_Salsabeel: Surah Azz zaariyaat - Insaan & jinn alag kaha gaya.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Shaitaan - Asal me jinn tha NQSJ_SP033_Salsabeel: Adam AS se takhleeq se pehle jinn bhi tha & farishte bhi, sajde ke hukam se peeche hatt gaya, rabb ki naa farmaani ikhtiyaar ki & fisq kiya NQSJ_SP033_Salsabeel: SHaitaan ka action plan - Jinnat ke baare me janna sab se muhkil he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jinnat ke baare me bahutt baat karna aise -jaise koi nuseen virus ki baat karna.. body me jo dikhta nahi NQSJ_SP033_Salsabeel: shaitaan ko jab insaan samajhte to bahutt ghalti NQSJ_SP033_Salsabeel: jinno ki nasle, qabeele hoti - lekin insaan se farak NQSJ_SP033_Salsabeel: Surah Al Araaf - beg - shaitaan dekh sakte ham unko nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran me jinn aayah me in ki baat hui, Al Araaf 38, Hood 119, Haa meem sajda - 25 to 29, al ahqaaf 85, Az zaariyat 56, An naas - 6 NQSJ_SP033_Salsabeel: Ar Rahmaan - puri - Jinnat pe NQSJ_SP033_Salsabeel: Al Alraaf - 12, hijr 26 & 27, Ar Rahmaan - 14 & 15, Hijr 27 NQSJ_SP033_Salsabeel: Kahaf - 50, Al A'raaf 27, Hijr 16 to 18, saffat 6 to 10, Mulk 5 NQSJ_SP033_Salsabeel: in me jinno ki baat NQSJ_SP033_Salsabeel: Al Baqaraah - 30 to 35 NQSJ_SP033_Salsabeel: Surah haqeeqat me lamhaa e fiker.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Nooh & Jinn Surah ka paare ke lighaaz se ek theme NQSJ_SP033_Salsabeel: Nooh Surah - Daai, Yaha - Jinn Muballigh - Yaha paighaam kaise?? Mulk ki tarah basic se baat... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 1 NQSJ_SP033_Salsabeel: Uhiya - nabi n jino ko nahi dekha wahi se bataai gai.. NQSJ_SP033_Salsabeel: nafar - 3 to 10 adad NQSJ_SP033_Salsabeel: nabi saw ke pass diff tim jinnat aate they, yaha jis waaqiye ka tazkiraah - kam se kam 3 max 9 jinn aaye they NQSJ_SP033_Salsabeel: Istami'a - ghor se sunna NQSJ_SP033_Salsabeel: Rasoolallah pbuh ko wahi ki gaye..ke jinno ki ek jammat ne unhe suna..iska matlab ye ke RasoolAllah pbuh, ne bhi jinno ko nahi dekha NQSJ_SP033_Salsabeel: Faqaaloo... - aage Jinno ki baate NQSJ_SP033_Salsabeel: Ajab - Urdu - Ajeeb - Arbi me KHOOBSURAT Cheez ko kehte..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: jinn apne logon se khete hai ke unho ne ek qubsurat quran suna NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran - Qara - se - bahutt zyaada apdhi jaane waali kitaab NQSJ_SP033_Salsabeel: kaise jinno ko pata chala Quran he?? unhone kasrat se isko padha hua suna.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Ajeeb - Sunne me mazaa aaya

NQSJ_SP033_Salsabeel: Daawat & Tableegh - (i) Jab Quran ki daawat de, hidaayat se pehle sukoon, khoobsurti ki baat kare NQSJ_SP033_Salsabeel: jab daai shuru me does & donts ki baat kare to log nahi aate ke amal karna padta.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jiss naye bande ko apni Quran ka safar sunaaye, apne badal ne ki baat ekdam naa kare, - Logo iss se rukk jaate he... - TIP NQSJ_SP033_Salsabeel: Tabdeeli insaan ko buri lagti he, Quran ki daawat me kaha, Me wahi hu, but MERA DIL BADAL RAHA HE...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Dil me sukoon aa raha he, itminaan he..!!! (Ti) NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran sunne waale ko apni taasraat ka asar bayaan karna chaahiye.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran asal me quraanan ajaba he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: barkat me khoobsurat.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 2 NQSJ_SP033_Salsabeel: jab dil jamm gaya to Raah dikhaata he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jab dil jamm jaayege to khud ba khud raah mil jaaegi NQSJ_SP033_Salsabeel: Quranan ajaba - khel nahi.. daawat de ke, aao sikhege, padhna seekhege, tarjuma seekhege NQSJ_SP033_Salsabeel: Jab log bacho ki baat samajhte he to Allah ki bhi samjhege NQSJ_SP033_Salsabeel: Haqeeqat me Quran Insaan ko ARSHAD - sab se zyaada RASHD waala banaa deta he... NQSJ_SP033_Salsabeel: ARSHAD - Genius NQSJ_SP033_Salsabeel: har ghiz nahi shirk.. NQSJ_SP033_Salsabeel: hamaare rabb ki shaan buland he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Jadd - Shaan ke maani me NQSJ_SP033_Salsabeel: Sana me padhte he, namaaz me - Allah ki shaan ka bayaan, shaan badi buland he NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 3 NQSJ_SP033_Salsabeel: Jinnat Is aayah se pata chalta ke christians they NQSJ_SP033_Salsabeel: Nasaara ka Aqeeda chod rahe he, convert ho rahe he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ek mulaaqat - nabi saw ki taaef ke saf se waapis NQSJ_SP033_Salsabeel: *safar NQSJ_SP033_Salsabeel: nai SAW ki DUA... NQSJ_SP033_Salsabeel: *Nabi NQSJ_SP033_Salsabeel: Dil se nikli hui dua, waadi e nakhla me nabi ki mulaaqat jinnat se hui.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Ek or mauka - nabi saw kahi se guzar rahe they, jinnat ki ek toli guzar rahi thi, un log ne ye sunn ke nabi saw pe imaan laane ki baat ki.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ye uss waqt naazil hui ke kaise ek baar ki suni hui unki hidaayat ka zariya ban gayi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: haqq dil me aata he to rukta nahi he..!!

NQSJ_SP033_Salsabeel: Jis ke dil me haqq, vo intezaar nahi ke dhakka lage fir logo ko sunaao, vo to tadpta he, uske dil me aag, ke mujhe rabb ki manni he...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 4 NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ki tauheed ki baat.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jin jinno ne nabi baat sun ke imaan laaye vo muslim nahi they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jo log jinno me bhatke unka bhi Allah swt banaate they. NQSJ_SP033_Salsabeel: in ka Aqeeda - ke Allah ke biwi bacho ka aqeeda rakhte they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: nabi SAW us waqt vo aayate padhte they jism e Allah ki tauheed ki baat.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ek rukoo ne Jinn ka dil badla - Hamaara kya haal he??? "SELF CHECK!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Safee - ek ke liye bhi & group bhi NQSJ_SP033_Salsabeel: nadaan - iblees bhi aata he & harr daur ke shaitaan & ehmak, jo Allah ke baare me SHatataa kehte he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Shatata - doori, haqq se soor baat Call e shatataa kehte he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ek waaqiya - Sahal bin Abdullah - ek budha jinn, baitullah ki taraf rukh kar ke namaaz, shiny jhubba pehna hua tha, unhone salaam ferne ke baad sahaaba ne unko salaam ki, to jinn ne farmaaya ke tum jhubbha dekh ke mutassir ho?? mene ye jhubbha 700 yrs se utaara nahi & isme hi Esa AS se mulaaqat ki... (mafhoom) NQSJ_SP033_Salsabeel: ham kitni jaldi thakk jaate he??? tableegh kar ke??? NQSJ_SP033_Salsabeel: jiss ko samajh aajaati he, vo ghalti nahi samajhta NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 5 NQSJ_SP033_Salsabeel: insaan or jinn Allah ke baare me kabhi jhoot nahi bol sakte NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 6 NQSJ_SP033_Salsabeel: Waaqiya - Sahaabi - Raafe bin umer, ek raat registaan me safar, neend ka ghalba, untni se utra & so gaya, sone se pehle kaha, me inn waadi ke jinn ki panaah me aata hu, (jinnat me jismaani taaqat zyaada, but fitrat me insaan se darna) mecca waale jab safar me, aisi baate jab karte, to jinnat bole ke ye to hams e darte he, to fir jinn sarkash ho gaye.. Soo gaye, khwaab me dekha ke ek shakhs ke haath me hathyaar, meri camel ko zubaah karna chaaha, me darr ke utha, sab taraf dekha, kuch nahi, 2nd time same hua, fir 3rd time same hua, & meri camel tadap rahi thi, & saath me ek shakhs tha, 3 gadhe saamne aagaye ek budhe ne kaha ke jo gadha chahiye le le, vo ek gadha le ke chala gaya & fir vo budhe ne kha, ke Jinn se panaah naa maango, kaha ke vo waqt chala gaya jab jinn se panaah maange,... (mafhoom) NQSJ_SP033_Salsabeel: Saeed bin juber kehte he ke ye aaya mere baare me naazil hui... NQSJ_SP033_Salsabeel: jisse jitna dare, vo aapko utna daraayega..!!!

NQSJ_SP033_Salsabeel: ~*~ Jitna darege, utna saamne waala sir pe chadhega ~*~ NQSJ_SP033_Salsabeel: aap agar bache ki baat maanege vo aap ko manvaayega.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Khush karo Allah ki khushi ke saath.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Saare daayre, social relations, jiss se jitna darege utna daraayege, jo nahi darte, logo ko pataa chal jaata he ke ye ghalat nahi sunte..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Jab aap kisi se zyadti karte he, & vo aage se kuch nahi karte to vo saamne se or sir pe chadhte he..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Insaan & Jinno ki fitrat ~ aap jitna dabege utna dabaayege... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aap ko khud ko kaisa banna he??? ~~~ Darr ka mamla rakhe, but haqq se, Naa ZUlm kare, Naa Zulm Sahe...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 7 NQSJ_SP033_Salsabeel: JKiss pe jinn ate he (i) unko pata ke ye hame khush rakhta he, (ii) ham se darta he..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Jinnat aisi cheezo se attract - Extra baal, faaltu baal, khushboo, bahutt khush, dukhi, depression to jinnat ham me jaate he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Iska solution - Darr Khatam karr de..!!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: jiss ke dil me imaan zyaada - Takleef dene waale jinn takleef nahi dege..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Gande jagah pe gande Jinn... & vice a versa..!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Kabhi darr ho ke koi he to foran Zor se kahe, "Aoozu Billahi... " & check kar le NQSJ_SP033_Salsabeel: darr khatam ho jaayega.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ko maloom, jo chupa usko jaan ke kyaa karna he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 6 - Rahaqa - jinn ke dil me Takabbur aa gaya... NQSJ_SP033_Salsabeel: ~*~ Fitrat ke aitbaar se bache darte he bado se.. ~*~ NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 7 NQSJ_SP033_Salsabeel: An Lay... Ahadaa... - (i) Allah marne kaab dubaara naa uthaayega, ye aqeeda baaz jinn ka bhi he (ii) kisi or ko rasool naa bana ke bhejega, nabi SAW ki baat ko peeche daal dete they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Yahood & nasaara jaise nabi ka wait kar rahe they, jinno me bhi ye baat maroof thi, but kuch log khwaahishaat ki wajah se peeche daalte they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jab nabi ki aane ka waqt kareeb hua, to aasmaan se news lena chaahe.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaayah 8 NQSJ_SP033_Salsabeel: Ye he VIP movement, Jinnat khule aam asmaan pe jaante, but all of a sudden jab nabi ke aane ka tim aaya, to Pehre sakht they >>>!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Pehle upar jaake sunte & kaahino ko bataate, 1 sach me 100 jhoot milaate, but nabi ke aane ke time pe pehre lag agaye aasmaan pe... NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt ko maloom ke wahi kimti cheez, Allah swt ne uski zimmedaari li to fir Allah swt ne aasmaan pe ephre laga diya..

NQSJ_SP033_Salsabeel: Haras - chokidaar NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 9 NQSJ_SP033_Salsabeel: Aasmaan ke baaz mukaam pe sunne ke liye jinn beth te they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Sitaara toota - jinnat pe aasmaan se aag pheki jaati he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jis wahi ko Allah ne itna chupaaya, ke jinnat guzarte hue bhi dare.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jab Allah swt Quran se door karta he logo ko to bahutt bade reason he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Jab ham Quran kholte he to khush qismat feel kare, Allah ne hame nahi roka.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt ne apna hidaayat naama hamaare aage khola he!!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: agar ham naa sunna chaahe to ye is baat ki daleel, ke tum ruke nahi rok liye gaye ho.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Apne nafs ke sharr se dua kare... NQSJ_SP033_Salsabeel: Ayesha - Nabi saw se suna, ke farishte aasmaan se utarte, jiss ke maani baadlo ke he, Allah ke faisle sunte, yaha jinn bhi jaa ke sunte, fir kaahino ko sunaate 1 sach me 100 jhoot milaate & fir kaahino ko batate... (mafhoom) Bukh NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt ne is Quran ki hifaazat ke liye asmaan ko chokidaar banaa diya, insaan ki zaroorata nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt beniyaaz he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jaise aasmaan me stars se hifaazat, zameen me trees se bhi karaa sakte but hame mauka diya he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Security check up me likha hota he, No Entry, Quran ko duniya me bhejne ke liye, gher maamooli intezaam kiye.. NQSJ_SP033_Salsabeel: 2 mamle - (i) Kisi ke liye bura faisla, eg Allah swt azaab naazil karna chaahe & nahi chaahte ke koi sune, (ii) Hidaayat ka paigham dena chaahe & nahi chahte ke koi khalal ho... NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt is Quran ko pure form me INSAANIYAT ko denaa chaahta the... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaj ham ne deen ke naam pe kya kya extra add kiya hua he... Allah hu AKbar.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Pure Juice V/S Shugared form... pure kam ko pasand aata he, shugar waala zyaada.. NQSJ_SP033_Salsabeel: aaj logo ko dilluted deen zyaada pasand, as V/S Pure QUran ke kabhi ronaa aata he, kahi sakht kabhi meeti cheeze bhi,, NQSJ_SP033_Salsabeel: jiss ne QUran se talluk joda usko meetha acha nahi lagega..!!!

NQSJ_SP033_Salsabeel: Jab Quran padh le to kisi or ki baat ka mazaa hi nahi aata...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Aameen Summa Aameen NQSJ_SP033_Salsabeel: Dua ke Quran pure form me mile & ham seekhe!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: peeche 28 paare se zyaada, aap ko samajh aayegi to kahege ke sahi he ya ghalat... NQSJ_SP033_Salsabeel: kya past life se compare kare, Tab haqq & baatil ki samajh thi??? aaj criteria samajh aa agay... NQSJ_SP033_Salsabeel: Hifaazat mushkil kaam he, ek din nahi till last breath..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Jis Quran ke liye itne securit checks Allah swt usko samajhna utna asaan kar dee.. Aameen NQSJ_SP033_Salsabeel: RIvaayat - Nabi saw ne sahaaba se pucha - sab se Ajeeb imaan kiska he??? (a'alaa nahi, ajeeb - khoobsurat) sahaba ne kaha farishto ka kaha, nabi ne farmaaya - unka to kyu naa ho unke saamne Allah ke faisle naaqis hote he, sahaba ne kaha aapka - nabi ne kaha mera ku naaho, me to farishto ke dekhta hu, wahi aati he, to sahab ne kaha hamara, to nabi ne kaha nahi aapka bhi nahi, to sahaba ne kaha hame nahi maloom, to nabi ne farmaaya - vo log jo tumhaare baad aayege & saheefo me likhe ahkaam paayege... (mafhoom) NQSJ_SP033_Salsabeel: Quran se imaan milta he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jitn aimaan milta he,utni raaste ki rukaawat choti lagegi NQSJ_SP033_Salsabeel: asal baat - Deen ki hifaazat ke liye Allah chunn lee.. jaha gandagi zyaada waha safaai karne ko mazaa aati he...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Jaha ird gird buraai zyaada waha safaai ka ajar & mazaa bhi zyaada... NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah hu AKbar NQSJ_SP033_Salsabeel: Dil me tadap - Allah hame rehmat ki baarish banaa de, eyes, libaas ki gandagiya door ho jaaye... NQSJ_SP033_Salsabeel: agar ham thakk gaye, Allah ko koi parwaah nahi, ham me se koi Allah ki majboori nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ~*~*~ Tilaawat ~ Ghor ke saath ~ Al Jinn ~~ Aayah 1 to 9 ~*~*~ NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaayh 10 NQSJ_SP033_Salsabeel: jinnat ko ghaib ka ilm nahi, inko duniya me aane waali aafat, naimat ka nahi pata NQSJ_SP033_Salsabeel: jinnat ko future ki baate nahi pataa... NQSJ_SP033_Salsabeel: aaj Ummat me shirk Jinnat se relevant he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 11 NQSJ_SP033_Salsabeel: kuch ache/bure kaha.. NQSJ_SP033_Salsabeel: (i) Jinnat khud iqraar - ham me se ache / bure hote he, ye durust he... NQSJ_SP033_Salsabeel: (ii) Traaiqa- Toy raa qaaf - raasta/tareeqa

NQSJ_SP033_Salsabeel: Qidada - cheez ka tukda NQSJ_SP033_Salsabeel: yaha mukhtalif jamaat & girooh k=se muraad.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jaise insaan me diff culture/religion same wa jinno me bhi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jaise muslim me maslaq - aise jinno me bhi baat he.. inme bhi ikhtilaafat he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 12 NQSJ_SP033_Salsabeel: jinaat bhi Allah ki panaah se door nahi NQSJ_SP033_Salsabeel: Zann - ilm/yaqqen ke ham Allah se aage nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: baaz dafaa shirk me itna badh jaate ki jinnat me zyaada tawakkul, NQSJ_SP033_Salsabeel: yaha jinn khud clarify karte he - ham bhi Allah ki makhlooq he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ham Allah ke control me he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 13 NQSJ_SP033_Salsabeel: Soch me nahi pade - IMaan Le Aayae!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: pata chal gaya ke hidaayat to maan gaye, logo se certificate nahi lene gaye.. NQSJ_SP033_Salsabeel: hidaayat & haqq DIl se talluk, agar dil se maan le, to fir dusro se nahi puchna.. NQSJ_SP033_Salsabeel: jo ek baar Allah ka ban gaya, fir Allah swt uske sawaab & ajar me kami nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Jinant ne sirf ek baar nabi ka khutbaa suna & Quran ke saari baate akahz akrli... NQSJ_SP033_Salsabeel: Kuch log ek baar sun ke shar e sadar hote he, kuch nahi..!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Clear - Ek baar sun ke dil me baat aagai, logo se nahi fir Allah swt se puche... NQSJ_SP033_Salsabeel: Beghair tassub & hamdardi haasil karne ke khayaal se sunn le to Allah swt furqaan paida karte he, agar naa hot to abhi dil ko check kare... NQSJ_SP033_Salsabeel: ek 5 namaaz padh ek better Ho & ek naa ho to vo same nahi hoge.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Bakhas - kami NQSJ_SP033_Salsabeel: Rahaqa - chere pe c=siyaahi rujha rahi hogi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 14 NQSJ_SP033_Salsabeel: Qasitoon - qaasit ki jama - sirf grammer ka farak he, ek me zulm & ek maani insaaf karne waala.. NQSJ_SP033_Salsabeel: kuch kkafir jinn, jo log jaado totke karvaate vo in ki help karte.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Quraan waale aisi kharaabi ke shikaar nahi hote... NQSJ_SP033_Salsabeel: Asal baat - Taharrauka - Haa raa raa - bahutt zyaada laayak, taharrak - bahutt zyaada munaasib NQSJ_SP033_Salsabeel: behtar ko talab karna

NQSJ_SP033_Salsabeel: ghar jaa ke kaum ko samjha rahe - Aqal mandi ke haqq ko maan ke hidaayat paa lee. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 15 NQSJ_SP033_Salsabeel: naa farmaan - jahannum ka indhan NQSJ_SP033_Salsabeel: yaha Jinnat ki baat khatam.. NQSJ_SP033_Salsabeel: inke kalaam se - Kher khwaah dikhti he!!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Jab sacha imaan dil me aata he, to dusro ke liye bhi wahi sochta jo khud ke liye sochta he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: haqq ki stamp jis k dikh jaaye, vo baaki sab se beniyaaz...!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: jab tableegh ki jaaye - jon ko keh rahe he, khud ko unme shaamil kare...!!!! - "Tableegh Tip" NQSJ_SP033_Salsabeel: jaha Quran sunte hue, dil me comparision aa jaaye, to samjhe aap haqq se hatt gaye!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Amal - Jo sune seedhi baat apne ghar waalo/family ko sunaaye... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 16 & 17 NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt farmaate - agar log seedhe raaste pe qaayam to itna paani dete ke seraab ho jaate.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Istaqaamu - istaqaamat NQSJ_SP033_Salsabeel: Tareeqa - turk se - raasta NQSJ_SP033_Salsabeel: Asqayna - saqa NQSJ_SP033_Salsabeel: Ghadaka - kaseer ghain daal kaa NQSJ_SP033_Salsabeel: fatana - aazmaaish NQSJ_SP033_Salsabeel: yaha - Allah swt ne nukta diya - Insaan ya jinn Allah ka kanoon, agar ye seedhe rahe, hukmo pe chale, Naimto ki kasrat,... NQSJ_SP033_Salsabeel: Insaan ki soch - Halaal haraam chod do rizq me kasrat, Allah swt kehte he me Duga - mujh se maango to mere tareeko se maango!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Agar Allah se raazi kar ke lege to Allah khushi se apni razaa se dege, but naaraz hoke dege Allah swt to hamare liye acha nahi NQSJ_SP033_Salsabeel: Al A'raaf - 96 NQSJ_SP033_Salsabeel: same msg - Al A'raaf 96 NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaj dekhe - saudi jaha sehra he, waha Oil nikalta.. Islaam apni asal shakal me maujood he to wahi dikhta he qawaaneen ko dekh ke... NQSJ_SP033_Salsabeel: aaj ha kami ka shikaar feel karte, aman chen nahi, ham kisi bhi cheez ko reason de, but koi mulk ya insaan ye shikwaa ke maal rizq ki kami to apna Amaal check kare...!!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: Raghbat - Naimat ko badhaana to Isteqaaamat apnaana... NQSJ_SP033_Salsabeel: Deen ko samjhna easy he, jamna mushkil he.. Fisalte isteqaamat se he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: "Ham sab ki life ka asal sukh chen islaam pe isteqaamat se he.."

NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ko naraaz kar ke le lo, kuch nahi milega, utne maamle bhi bigdege.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt dege kyu khulaa paani??? harr naimat aazmaish/fitna he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah dete he ke karta kya he?? NQSJ_SP033_Salsabeel: Duniya me 2 types ke log (i) Multi millionare, jinke bade ghar, cars, (ii) vo shakhs jo jhupdi me, kapde pure nahi, khaana nahi.. in dono me se kon aazmaish?? ham ghareeb ko samajhte he, but haqeeqat - 1st shakhs zyaada aazmaaish me he..!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: naimte badhti he to aazmaish bahi ho jaati he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Wa many yu'ridd... Sa'adaa - Jab naimat badhti he, deen kam hota he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: ham khud Allah se naimat maangte he, but jab ham maangte he & Allah de de to ham khud uske zariye deen se door hote he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Duniya ki naimat ka bhi yahi haal.. - jab hamm paake door - Allah swt sakht kism ke azaab me daakhil karege.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Sa'abaa - sakht alam naak azaam NQSJ_SP033_Salsabeel: Al Mu'minoon - 55, Al An'aam - 24, - same msg NQSJ_SP033_Salsabeel: " Koi Naimat mile to khud ko ghaafil nahi karna, Naimat Aazmaaish He " - Self Check NQSJ_SP033_Salsabeel: Har Muhabbat imtihaan ka parcha!!! NQSJ_SP033_Salsabeel: " Jiski naimat zyaada uska imtihaan bhi zyaada " NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 18 NQSJ_SP033_Salsabeel: Masjido ka maqsad - pukar har jagaah Allah ko, but masjid se pukaara - masjid ka haqq adaa kiya NQSJ_SP033_Salsabeel: Jis ne masjid me jaa ke shirk kiya - uska gunaah bhi badh gaya NQSJ_SP033_Salsabeel: Masaajid - Mousque, also - vo aaza jisse sajdaah kare.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Masjid ka maqsad - (i) Sirf Allah ka naam buland ho.. - Aaj kya ho raha he??? NQSJ_SP033_Salsabeel: masid ka naam - "Bait ul Llah" - Masjide Allah ki he, harr masjid NQSJ_SP033_Salsabeel: Kya hamare ghar ko koi or apna keh sakte he??? Allah ko bura lagta jab masjid ki hurmat pa maal hoti he & shirk phelta he... NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 19 NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ke nabi SAW ke mecci daur - Jab nabi Quran padhte, aapke Quran padhne ka logo ko itna mazaa aata, even kufr pe they but bhaage aate.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aapke Quran me kashish ke mulims ke saath kaafir bhi aate..

NQSJ_SP033_Salsabeel: Imaan waale - Muhabbat me, kaafir - Sazaa dene, gandagi phekne, booto ki tauheen samjhte, vo log ko door kar dete.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Daawat ke raaste me rode atkaaye, lekin Allah ne mission pura kiya.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 20 NQSJ_SP033_Salsabeel: Daawat - Iski wajah se Islaam phela.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Mecci daur - kitne fitne, aap 13 yrs mecca me guzaare... even mushkilaat me.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Khud ko uss haalat me dekhe.. aqal dang reh jaati he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaj agar koi ek banda - Rasool ki dawa kare, bhagdad machegi, Uss ek shakhs ka muqaabla pure Globe ke saath, same way Allah ke nabi ka uss daur me aana -saari mukhaalift me - Mecca se madina aane waale thode they, But TAUHEED WAALE THEY NQSJ_SP033_Salsabeel: Deen/islaam ke liye kuch kare - daawat ko pollute naa kare.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Ek Allah ko bulaana & NO Shirk NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 21 NQSJ_SP033_Salsabeel: Nabi ke ikhtiyaar me kuch nahi NQSJ_SP033_Salsabeel: mecca waale booto ke saath nafaa nuksaan jod chuke they.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Harr daur me boot diff - aaj ke ideal bhi diff he uss zamaane se NQSJ_SP033_Salsabeel: Nabi ne clear kiye - mere haath me nafaa nuksaan nahi... NQSJ_SP033_Salsabeel: Sirf Allah ke haath me he.. Nafaa nuksaan kisi ke haath me nahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Nabi ka daant shaeed hua, biwi, bete, betiyo ka inteqaal hua - kuch nabi nahi kar sake... NQSJ_SP033_Salsabeel: Logo ne aaj buzurgo ke naam pe ghadd liya he ke vo bigdi sawaar sakte he..!! NQSJ_SP033_Salsabeel: naa zarar na rashad koi pahucha sakta - sare khazaane Allah ke haath me NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 22 NQSJ_SP033_Salsabeel: Yujiir - Jaur se - Tauheed ko waaze kiya jaara he yaha.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 23 NQSJ_SP033_Salsabeel: Nabi ka kaam - Msg pahucha de NQSJ_SP033_Salsabeel: Jo baat kahi gai pahucha du.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt nabi ke zariye waaze - nabika kaam paighaam dena.. naa d=hidaayat naa gumraahi unke haath me NQSJ_SP033_Salsabeel: naa maane to uska thikaana - Aag NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 24 NQSJ_SP033_Salsabeel: Mecca waale - apni jamaat pe fakahr NQSJ_SP033_Salsabeel: nabi saw ke saamne QTY ki baat karte, Allah swt kehte he ke aag ko dekh ke kahege ke ab bolo kon behtar??

NQSJ_SP033_Salsabeel: Aaj bhi shirk.kufr me zyaada log hote he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt kehte he ke aap inke pressure me naa aaye, Qayaamat me pataa chal jaayega,.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 25 NQSJ_SP033_Salsabeel: Har Aayah Qul Se - Keh de.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ke nabi kehte they ke rukaawat naa bano, Azaab aayega, mecca waale puchte they ke mazaak ka andaaz - bataao azaab kab aayega NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah swt pane nabi se kehte he - qareeb ya door nabi ko nahi pata NQSJ_SP033_Salsabeel: Ghaib ki baat he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 26 NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah ne apne ghaib pe kisi ko muqarrar nahi kiya.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Sivaay jisko Alah bataana pasand kare NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 27 NQSJ_SP033_Salsabeel: Muhaafiz lagaa dete he agar jisko Allah bataana chaahe.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Ispe bhi logo ne masla kiya.. NQSJ_SP033_Salsabeel: nabi jab duniya me - to log criticise karte.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Kuch log Muhabat me sochte he ke Nabi ko ghaib maloo, Allah swt kehte he ke nabi ko keh do - aap ko ghaib nabi maloom NQSJ_SP033_Salsabeel: (5 Things Kisi ko nahi Pata) baarish kab, maa ke pet me beta beti kisi ko nahi pata, NQSJ_SP033_Salsabeel: Qayaamat kab aayega, kon kaha marega kisi ko nahi pata NQSJ_SP033_Salsabeel: Allah SWT keh rahe he, nabi ke zariye bataa do, qayaamat hogi, kab nahi pataa NQSJ_SP033_Salsabeel: Nabi sirf utni bataa sakta he, jitni wahi & wahi bhi sirf utni jiski Allah permission de.. NQSJ_SP033_Salsabeel: RASAHA - Muhaafiz ke saath NQSJ_SP033_Salsabeel: Asal khazaane Allah ke haath me he, nabi sirf pahuchaane waale he.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 28 NQSJ_SP033_Salsabeel: Is aayah me (i) Nabi jab aate to uske liye - paighaam bando ko de, isi ko shaadat e haqq ki gawaahi.. NQSJ_SP033_Salsabeel: hajjatul widaa ke mauke pe - Paighaam pahuchaa c=diya?? logo ne kaha aapne pahuchaa diya but saath haqq bhi adaa kiya, nabi ne aasmaan ki taraf dekh ke kaha - Allah gawaah rehna NQSJ_SP033_Salsabeel: (ii) Wahi sakht pero me.. - Shuru se Qayaamat tak Allah ne aise mehfooz ke, jiss ne koshsih ki kuch izaafe ki Allah usko chaant ke rakhdeta he.

NQSJ_SP033_Salsabeel: Khulaasa -(i) Allah jisko bardaht nahi vo shirk, (ii) Nabi se Allah raazi, kisi ke paas ghaib ka knowledge nahi, agar karni waale ki baat kare to vo aisa jaise paighaam jhutlaaya.. NQSJ_SP033_Salsabeel: Agar insaan nabi ko jhutlaaye ot Allah SWT jinno ki taraf se paighaam ko aam kar dete he..