. * `*. Daura e Quran القرآن حياتی - Para 12 ~ Surah Hood سورة هود ~ Main Points. * `*.

Similar documents
*HAPPY NEW YEAR* Soch rahe ho aaj kyon...? Ab tum DON ko sikhaaoge kab wish karna hai. DON ek din pehle wish kare ya 41 din pehle uski marzi.

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 10 ~ Theme: TIME is precious ***

Sex karne ke bad pesab karna aakhir kyo

Annie is Life. Annie, Annie, Annie, Annie...(infinite) My heart goes on. Cute Annie, so beautiful. It sings a song. Pounds of love, and heart throbs

Shakeeliyat. Maulana Ilyas Nomani Hafizahullah. Ek Nayee(New) Qadiyaniyat ek Nayee Gumrahi.

Baar baar period aana

Jigar Moradabadi - poems -

Gher per jane aap pregnant h ya nhi

1 / 12. Ibrahim (a.s) Questions and Answers

A young boy enters a barber shop and the barber whispers to his Customer, "This is the dumbest kid in the world. Watch while I prove it to you.

Quran Spelling Bee Second Level (Third to fifth grade) competition words

Pregnant mahine ke kis time hote hai

Race2Jannah-4: Quran Question Bank for Group D. Angel Jibreel (A)

Muzaffar Warsi - poems -

23 MARCH JAMAD AL AWWAL 1435 CLASS #32

Shadi me rape kiya. To determine eligible articles.

Rabi`ul Awwal 13, 1439 H Fatah 2, 1396 HS December 2, 2017 CE

Spelling. Fa kasrah, Ya. Meem fathah, Alif. Lam fathah, Alif

STARRY NIGHTS GUIDING STAR 17

1 / 8. Muhammad (saws) Questions and Answers

15 JUNE SHA BAN 1435 CLASS #8

Adab 1: Prohibitions of the Tongue. Lecture 3

ITA AT: TO OBEY HIM WITHOUT QUESTION

The Hands of Zahid Dar

23 FEBRUARY RABEE AL AKHAR 1435 CLASS #28

Surah At Taghabun ( التغابن (سورة Ayat 9 to 13

Adab 1: Prohibitions of the Tongue. Lecture 6

Ahle Zikr - I. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Aurat pregnant kaise hoti hai

State of the Believer Day 2

Surah Ta Ha ( طه (سورة Ayat 87 to 93

Welcome to ALI 440: Topical Tafsir of Quran Family Relationships

The book contains 666 pages. My booklet "Can Ahmadis / Qadianis Answer?" has been answered from page 589 till page 664.

THE OCEAN DEEP -- (SHOOTING DRAFT)

The Virtues of Surah An-Nasr

Fiqh of Dream Interpretation. Class 2 (24/7/16)

Sample Copy. Not For Distribution.

Ihsan with the Quran Surah An Nab a Class #9

Tuition 1. By Najmul Hussein Rassool

Being Grateful. From the Resident Aalima at Hujjat KSIMC London, Dr Masuma Jaffer address:

Surah Mumtahina. Tafseer Part 1

Chapter 26: The Sin of Favoritism Be Just With Your Children

In that context it is a contraction of the phase. adda wah ilallaah

Submission is the name of an Attitude

Sarf: 16 th March 2014

Leadership - Definitions

1 / 114. Note: Please listen MP3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle MP3 zaroor sune

Surah At Taghabun ( التغابن (سورة Ayat 1 to 6

THE RIGHTS OF RASOOLULLAH ON HIS UMMAH ARE 7:

ALI 258: Qualities of a Faithful believer Khutba No. 87 March 25, 2014/ Jumadi I 23, 1435

Rabi`ul Awwal 3, 1438 H Fatah 3, 1395 HS December 3, 2016 CE

*** Daurah e Quran 2017 ~ Theme: TIME is Precious *** *** Daurah e Quran 2017 ~ Day 14 ~ Theme: TIME is precious ***

Revealed in Mecca. Consist of 34 verses LESSONS FROM LUQMAN. Br. Wael Ibrahim. How can we implement the lessons in our daily lives?

Qur'anic Stories. ALII 209: Deriving Lessons from

Manners of a Muslim in Ramadan. Introduction. بسم هللا الرحمن الرحيم Manners of a Muslim in Ramadan 24 May Sha ban 1438

kher - Farishte/ no sharr, (ii) Sarasar - sharr - Shaitaan, (ii) kuch shareer kuch nek - Jinn

Ayatul Kursi (2: )

Ihsan with the Quran Surah An Nab a Class #10

ISLAMIC CREED ( I ) Instructor: Dr. Mohamed Salah

QUR ANIC ARABIC - LEVEL 1. Unit ٢٦ - Present Passive

Muharram 23, 1439 H Ikha 14, 1396 HS October 14, 2017 CE

Sarso ke fayde 04/08/ /09/ /10/ /11/ /12/ /14/ /15/2018

Ladki ko hua night fall

Tafsir Surah Yā Sīn (QUR105) Mawlana Hamood Aleem

Rules for The Quran Spelling Bee(Q-Bee)

STARRY NIGHTS GUIDING STAR 18

Ladka or ladki ratt ko kya krte hai

Chut se pani nikalana

Journey Towards Light. Enlightenment of the Hearts!

Medina tul Ilm. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Qur anic & Prophetic Nurturing Program

Happiness in Knowing Allah by His names and attributes Class #4

INTERCESSION ON THE DAY OF JUDGEMENT

Friday Sermon Slides 9 th October, 2009

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Six

Importance of Jama`ah & Ukhuah in Islam. Organize by Toronto Islamic Centre

Islam and The Environment

B-Smart Arabic & Islamic Weekend Classes. April Newsletter Assalaamu alaykum wa rahmatullahi wa barakaatuh. Dear Parents/Guardians

Surah al-kafiroon Chapter 109 Academy for Learning Islam ( Shaykh Saleem Bhimji

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

ALI 241: Akhlāq of the Ahlul Bayt c

ALI 256: Spiritual and Jurisprudential aspects Salaat

بسم هللا الرحمن الرحيم. 12 March Jamad Al Awal The Hypocrites. Page 1

15 Nov RRB PO interview ajmer centre. Timing 8:30Am 3male,1 female I was called by 11 am M1. He was of my native place. So he asked about bjp cogress

بسم هللا الرحمن الرحيم Ramadan Special: Remember Me, I will remember you ( أذكركم (فاذكروني Allah s Names 17 May Sha ban 1437.

Happiness in Knowing Allah by His names and attributes Class #2

ilm seeker mini book series Welcome Ramadan

Two Lives. "O Allah! Show me things as they (really) are."

Chapter 31: Islamic Ethics Regarding Asylum, Refugees, and Migration

Blessings of Fasting (Islamic Discourse)

Quranic & Prophetic Nurturing Program

CONDITION OF THE UMMAH

ش ر ور أ ن ف س ن ا و م ن ل ل ھ و م ن ی ض ل ل ف لا ھ اد ي ل ھ و أ ش ھ د أ ن ھ د أ ن م ح مد ا ع ب د ه و ر س ول ھ

Thresholds. Mirza Yawar Baig. Brutus in Shakespeare s Julius Caesar says words which my father used to quote to me over and over: Brutus:

ALI 340: Elements of Effective Communication Session Eight

A Glimpse of Tafsir-e Nur: Verses of Surah al-an am

Friday Sermon Slides September 25 th, 2009

Rights of Rasoolullah on His Ummah

Cure for Black Magic A Quranic Story

Story #4 Surah Al-Qasas [Verses 76- ]

Transcription:

. * `*. Daura e Quran القرآن حياتی - Para 12 ~ Surah Hood سورة هود ~ Main Points. * `*. Nur_R_AY: Allah k nabion k namon mein se ek Nabi per yeh Surat hai Nur_R_AY: 123 ayatein Nur_R_AY: makki Surat Nur_R_AY: 8 muktalif topics Nur_R_AY: 1-24 introduction Surat ka tauheed e ibadat ka mutalba Nur_R_AY: 25-49 hazrat nuh ki dawat aur qaum e nuh ki halakat Nur_R_AY: 50-60 hazrat hood ki dawat aur qaum e aad ki halakat Nur_R_AY: 61-68 hazrat saleh ki dawat aur qaum e thamood ki halakat Nur_R_AY: 69-73 hazrat lut ki dawat aur qaum ki halakat smajeed: 84-95 Hazrat shoiab a.s ki dawat aur Qaom e shoib ki halakat. Ayah 96-99 = Mosa a.s ki dawat aur Qoam e Firaown ki halakat. Nur_R_AY: 100 123 Mosa a.s ki dawat aur tauheed e ibadat ka mutalba, conclusion Nur_R_AY: purey Surat ka markazi mazmoon = Quran ki dawat e tauheed ko qabool karte huwe shirk aur doosre gunnahon se istighfar karte huwe qaumon ko mohlat miljati hai smajeed: theme of the surah tauheed and astagfaar Nur_R469_FI: 69-83- loot a.s ki dawat aur qaume loot ki halakat Nur_R_AY: Aap per bohat tohmaten lagrahi thi, Allah taala yahan per Nabi ko delazey deta hai Nur_R469_FI: 84-95- hazrat shoaib ki dawat aur qaume shoiab ki halakat Nur_R469_FI: 96-99 hzrat moosa A.S. ki dawat aur ale firoun ki halkat. smajeed: Quran ka paighaam hai Allah Kay liyay logon say beparwah Hona hai Nur_R_AY: Hadith -- mujhe Surah hood ne aur uske behenon ne Buddha kardiya Nur_R_AY: qki iss mein kasrat se azaab ki baatein aur halakat ki baatein hai Nur_R_AY: poori Surat mein aapko bandagi kay rangein dekhenge. * `*. Daura e Quran القرآن حياتی - Para 12 ~ Surah Hood سورة هود ~ Ayah 01 onwards. * `*. Nur_R_AY: Ayat 2 Nur_R_AY: haar daae deen apna mukaam pehchanle toh paigam pohchana asan hota hai Nur_R_AY: na humne kissi ko convince karna hai na hi convert karna bas coney karna hai paigam ko Nur_R_AY: jab yeh chahte hai k log humari baatein sunkar aajaye, log ka dher lag jaye toh deen ko dilute karke pesh karte hai Nur_R_AY: AYah 3 Nur_R_AY: mere aur aap k liye paigam Nur_R_AY: pehchley pe nadamat akrlo, aansoon bahalo, Allah maaf karlo ga Nur_R_AY: Mata'an hasanah = Allah ki raza kay saath miley Nur_R_AY: Duniya mata'an hasanah hosakti hai jab Allah kay raza k saath miley Nur_R_AY: kuch log mata'an hasanah ko mata'an guroor bana lete hai Nur_R469_FI: م ت اع ا ح س ن ا = = Allah ki raza kay saath miley Nur_R_AY: Deen kehta hai k waqt perne per zaroorat parjaaye toh phirr lagao, bacha k na rakho Nur_R_AY: insaan moun tab phirta hai jab iss dawat ko sunney se moun phirleta hai Nur_R_AY: medium tone ki dawat hai, na chinghar, na log ka khoon kushk karte hai, na meethi loriyan sunate thay Nur_R_AY: jab niyyat kar lete hai k Allah ko khush karna hai toh kuch rukuwatein ruk nahi sakte

Nur_R_AY: Ayat 5 Nur_R_AY: takabbur bharey seene = ignore karte huwe, attitute ka shikaar, hum se yeh baatein nahi sunney jaati Nur_R_AY: jo jodta hai woh log se chupa nahi hai Nur_R_AY: log kay zahir per qayaz karey, hum koi examiner nahi, koi investigator nahi hai, and log se benayaz hojaye Nur_R_AY: Ayah 6 Nur_R_AY: yeh hai woh masla Jo bohaton ko ruka hai -- rizq ka mamla Nur_R469_FI: rizaq muqarrar hai source hum choose kertey hain Nur_R469_FI: Allah k hath mei hai kisko kitna rizq milna hai Nur_R_AY: source of income humare ikhtiyaar hai, rizq kitna milega woh Allah k haath hai Nur_R469_FI: is dunya mei hum imtehan mei hain Nur_R469_FI: ibadat bandagi ilm ka time nhn hai hamaray pas, kyun k rizq kamanay mei hi lagey huey hain aaj Nur_R469_FI: rab k hathon mei dal dengey tab ziada rizq milega ya khud koshish kerengey tab milega? Nur_R469_FI: rizq ki fikar kum kerein Nur_R469_FI: ayah 6 Nur_R469_FI: dunya mei kaha nrehna hai, aur marne k baad kahan dafan kiya jana hai - sab Allah janta hai Nur_R_AY: aapko iss duniya mein kahan rehna hai aur marne k baad kahan jaana hai, dono bhi Allah ko pata hai Nur_R_AY: qabr mein humare saath koi bhi dunyawi cheez jaa nahi sakti Nur_R_AY: chand lamhon k liye soche main kahan dafan hongi? Nur_R_AY: Ayah 7 ل ي ب ل و ڪ م -- Highligh Nur_R_AY: Nur_R_AY: bade kaam karo nahi kaha, kaha achhe kaam akro taki us ki Allah k yahan kuch value bhi ho Nur_R_AY: Ayah 8 Nur_R_AY: deen k baat per mazak soojte hai -- ghair sanjeeda log Nur_R_AY: Ayah 09 Nur_R_AY: kabhi sochiye bohat saalon k baat aulaad huwi phirr mar gayi -- mayoos hone lagta hai insaan Nur_R_AY: sachha momin kabi depression mein nahi jaayega Nur_R_AY: depression ho toh phirr apna imaan check kijiye Nur_R469_FI: now ayah 10 Nur_R_AY: Allah ko khushi k mauka main bhool jaate hai Nur_R_AY: kya hum apne shaadiyon mein, khushiyon mein Allah ko bulaate hai? إ ن ه ۥ ل ف ر ح - hai Nur_R_AY: yeh khel hai - jab ek insaan neymton mein Allah ko bhoole toh uska haal yehi ف خ ور Nur_R_AY: fakhoor - phatne wala Nur_R_AY: khushi ko gham mein badal sakta hai Allah Nur_R_AY: Ayah 11 Nur_R469_FI: ف خ و ر = phat parne wala khushi se Nur_R_AY: neymton per sabr, khusiyon per sabr Nur_R_AY: musibat aur rahat imtihaan k do parchey hai Nur_R_AY: bohat zyaada log qayamat k din fail hote lagenge woh khushiyon aur meymton k parchon pe hoga Nur_R_AY: Ayah 12

Nur_R_AY: dil mein shaitan dalta hai k log mind karenge, log ayenge toh khair kam hongi Nur_R_AY: log k pressure mein aaker wahiyy k baaton ko chupaya na kaare Nur_R_AY: deen k kaam Allah k hai Nur_R_AY: Na kissi k khushi k liye kariye, na kissi k khushi k liye usko chupaaye Nur_R_AY: Ayah 13 Nur_R469_FI: tanqeed k dar se haq ko chupanay walay khayin hain Nur_R_AY: aaj bhi yeh maulvi k liye kehte hai, yeh khud gharli baatein, deen itna sakht nahi hai Nur_R_AY: Ayah 14 Nur_R_AY: kya yeh kitaab old lagti hai? Nur_R_AY: yeh Quran toh sabse purani cheez hai iske bawajood evernew hai Nur_R_AY: jo kuch bhi Allah banata hai purane hokar bhi naye lagte hai -- eg asmaan vs dunyawi chatein Nur_R_AY: waqt k saath saath imarat per waqt ka asar parta hai likin asmaan jaisa k waisa hai, purana nahi lagta Nur_R_AY: issi tarha rab k Quran purana nahi hai Nur_R_AY: kainat = Allah k fail, Quran = Allah k kalam aur Allah k fail aur kalam per tazaad nahi hai Nur_R_AY: Ayah 15-16 Nur_R_AY: kabi aap kissi kisaan ko sochiye jo galti se beej apna beej doosre ka zameen pe lagade aur intezaar akrrey fasal ka Nur_R_AY: akhirat ka poda duniya mein lagayenge toh murjhay jayega Nur_R_AY: yeh riya Kari hai Nur_R_AY: sanao = bohat soch samajh kar karna ص ن ع و ا Nur_R469_FI: Nur_R_AY: Ayah 17 Nur_R_AY: duniya mein rehte huwe daleel ko manao, zindigi daleel pe honi chahye, jo kaam karne puri sanad k saath kaarey Nur_R_AY: pe daleel neykian akhirat mein zaya hojayengi Nur_R_AY: Ayah 18 Nur_R_AY: Raheem kay dar se rajeem bankar nikalta hai insaan jab Allah ko naraaz karta hai Nur_R_AY: Ayah 19 Nur_R_AY: zalim = Jo Allah k rah se rukte hai' ٱل ذ ين ي ص د ون ع ن س ب يل ٱ لل -- highlight Nur_R_AY: Nur_R_AY: badalna kissi ko achha nahi lagta, kabi woh log jo Allah k kitaab kay saathw oh taluk mehsoos nahi karte jo aab aap mehsoos kar rahe hai Nur_R_AY: unse yeh na kehna k main badal gayi Nur_R_AY: bas yeh baat bataye, sukoon, zindigi ka maqsad pata chal raha hai Nur_R_AY: direct ya indirect aap ka koi bhi jumla aisa na ho k log ko deen sew door karde Nur_R_AY: inkaar e akirat == zubaan e haal se Nur_R_AY: Ayah 20 Nur_R_AY: hai koi Jo apne gunahon se Allah ko bebas karde? Nur_R_AY: iska tasawwur bhi karsakte hai? Impossible hai Nur_R_AY: duhra azaab = dunya ka bhi aur Akhirat ka bhi Nur_R_AY: log samajhte hai k achhe kaam karenge, Akhirat sawar jayengi aur duniya kharab hojayegi Nur_R_AY: Allah ki sunnat= Akhirat k azab se pehle duniya mein saza milti hai, installments mein aati hai pakar Nur_R_AY: Neyki chodne se kissi ka bhi kuch nahi jayega, apni pao pe kulhari marenge Nur_R_AY: ^ ayah 21

Nur_R_AY: kya ghada tha = kuch nahi karna, Jannat aisi hi miljayegi Nur_R_AY: Ayah 22 ^ Nur_R_AY: Ayah 23 Nur_R_AY: imaan ka khulasa hai ikhbaad, humble hona, humiliation ajana, gunnah karke aur neykian bhi kar ke darrna Nur_R_AY: before honor comes humility أ خ ب ت و ا -- highlight Nur_R_AY: Nur_R_AY: har kaam se pehle mushkil aati hai phirr izzat milti hai Nur_R_AY: ikhbaat = boneless chicken Nur_R_AY: imaan kay upar ek coating na ho, foundation ki ek moti teh na ho, aapke dil dimag ankhein haath har ek rag mein imaan raj jaaye Nur_R_AY: phirr kuch bhi cheez aapko pechay nahi karsakta Nur_R_AY: zahir parasti ka opposite ikhbat hai Nur_R_AY: koi praising karey na karey aap apne rab kay liye gulte hai Nur_R_AY: ikhbat = Ander imaan ki aag, aur yeh nazaar aati hai Nur_R_AY: Ander imaan ayega toh uski harat mehsoos hogi, log ko nazar aayega, aap royenge, tadpenge, apni choti zindigi ka ehsaas hoga Nur_R_AY: media ne bhi humein khuda faramosh kardiya Nur_R_AY: raat ko uthkar Allah ko yaad karne se bajaye whatsapp viber waghera check karte hai Nur_R_AY: ikhbat isliye nahi hai qki humare haath mein gadgets hai, Quran padte huwe bhi msg check karte hai Nur_R_AY: Ayah 24 Nur_R_AY: ek zahir parast aur ek haqeeqat parast hai Nur_R_AY: bina ankhein hum itna haseen duniya dekh sakte? Bina kaan hum Quran sun sakte? Toh shukar kijiye Nur_R_AY: yeh hidayat kay mediums hai Nur_R_AY: Ayah 25 -- yahan se ambiya kay stories shuru hai Nur_R_AY: nabiyon se hum Dard Lena seekhenge Nur_R_AY: Ayah 25 - Nuh as ka khissa Nur_R_AY: halaat jaise Nabi saw per thay = halaat Nuh as kay Nur_R_AY: daee e deen ka mizaaj = seedha baat, no hanky panky Nur_R_AY: jiske paas haq hai usko kissi protocol, kissi marketing ki zaroorat nahi hoti hai Nur_R_AY: haq se muraad quality hai, msg hi itna achha hai Nur_R_AY: Ayah 26 Nur_R_AY: day one pe nabi yeh baat bata raha hai k tumper azab ayega Nur_R_AY: jhooti tasaliyan na de Nur_R_AY: woh deen dar jo aaj log ko jhooti aas dilate hai unke paas aana chod dete hai Nur_R_AY: sakht baat bhi na kaarein Nur_R_AY: Ayah 27 Nur_R_AY: qaum ne kaha = Na koi qualifications hai tumhare paas, bas ek maulvi hai Nur_R_AY: mala = padhe likhe log Nur_R_AY: har daur kay log Jo deendar ko napasand karenge woh elites honge, qki khwaishat nahi milti Nur_R_AY: arazil = masiyan, ghareeb Nur_R_AY: koi padeh likhe log, koi sadr wazeer ko aate nahi dekha aapke paas Nur_R_AY: mada parast log k nazre madaon per hote hai Nur_R_AY: 4 taaney aur ilzaam diye

Nur_R_AY: deendar k paas log apni ruhani bimaarian door karne aate hai Nur_R_AY: jab kabhi kissi ne apki style ki tareef kardi toh phir usney aapko tabah o barbaad kardiya Nur_R_AY: self conscious hokar jo deen ki baat karte hai phirr baat dil mein nahi jaati Nur_R_AY: Ayah 28 - jawab dekhiya, nasihat humare liye Nur_R_AY: phirr log se chide nahi Nur_R_AY: tum mujhe jhooth laa rahe ho ek lamhe kay liye soche main sachha huwa Nur_R_AY: Umar ra ka waqiah, agar manlo kay akhirat na hogi neyki se sukoon toh milega, agar akhirat kay aqeeda sach hoga toh phir kafir ka kya hoga NQ_Coordinator_FB: HAZRAT ALI NN_FB040_Firdaws: Ali raz ka waqiya ha Nur_R469_FI: ayah 29 - daleeel haq mei Nur_R469_FI: kya itna mal hai Kisi k pas k hidayata ki taraf bulanay walay ko kuch pay kerey? Nur_R469_FI: ek aetraz kertey they harat nooh ki qaum walay k aapki mehfilon mei ghareeb bhi atay hain, mukhtalif tarha k ilog atay hain, aap hamaray liye alag jaga khas kerdein Nur_R469_FI: ayah 30 Nur_R469_FI: behes mei nhn paray hazrat nooh a.s Nur_R469_FI: ayah 30-31 Nur_R469_FI: simple, low profile hazrat nooh a.s. ka Nur_R469_FI: ek wqt ayega k thore ilm wala shakhs bhi logon ki nazron mei numaya ho jayega Nur_R469_FI: log smajahtey hain in se ziada koi nek nhn hoga... yahan zarurat ye hai k apne aap ko chota rakhiye bus sochein logon ko faida ho jayega Nur_R469_FI: yehe Lao Bali pan nabyon mei tha Nur_R469_FI: nabyon ne sabr tahammu se tanqeed ko bardasht kiya Nur_R469_FI: aaj log deen k muamley mei bhi zahir per ajatay hain Nur_R469_FI: zewraat kitne, kis gari se nikla hai?... To her chamakti cheez sona nhn hoti, apne liye dua kerein logon ki haqeeqat dikha dey Nur_R469_FI: nabi sww ki dua: Allahumma arinal haqqa haqqaun war zuqna iteba'a, wa arinal batila batilaon war zuqna jidnaba Nur_R469_FI: voice breaking for me Nur_R469_FI: ayah 32 - qaum ka jawab Nur_R469_FI: ayah 32 - qaum ka jawab hazrat nooh as ko Nur_R469_FI: hazrat nooh ne jahgara nhn kiya tha, daleel ki baat ki unhone. Nur_R469_FI: ayah 33- nooh a.s. ka jawab apni qaum ko Nur_R469_FI: ayah 34 Nur_R469_FI: Allah hamara ye aqeeda bana dey dua kerein Nur_R469_FI: jab tak daiye deen ka aqeeda theek nhn hoga, kabhi mukhalifat k aagay khara nhn ho skta Nur_R469_FI: ayah 35 Nur_R469_FI: log, gher walay, ghalat kaam kerein aur na manein to ek din apko kehna prega - mai alag hun, bari hun is se jo tum kertey ho Nur_R469_FI: 950 years ka sabr kiya hazrat nooh a.s. ne deen k kaam mei Nur_R469_FI: ayah 36 onward - qaum e nooh per azab ka wqt Nur_R469_FI: daiye deen k natay se mehsus kerein - koi aap se kahey k jisne faida lena tha ap se lelia ab koi nhn lega - ek dam dil bujhega Nur_R469_FI: Allah talah keh rhay hain in k gham khana chordo, ab ye nahin imaan layngey Nur_R469_FI: ayah 37

Nur_R469_FI: nabi ki bi hudh bandi ki jarahi hai k sifarish na kerna in ki kyun k sarey doob janay walay hain Nur_R469_FI: ye kitna Bara sadma tha wqt se pehle hi Nur_R469_FI: pehli dafa dunya mei jo kashti bani hazrat nooh a.s. ne banai Allah ki wahi k mutabiq Nur_R469_FI: ayah 38 Nur_R469_FI: aaj bhi jab wahi ki roshni mei jeena shuru kerengey ya koi kam Allah aur rasool sww k hukm k mutabiq kerein to mazaq uraya jayega Nur_R469_FI: yaad rkahiye ye mazaq nabyon ka bhi uraya jata tha Nur_R469_FI: aaj log mazaq uratay hain: Islam per amal kerngey? Sood k baghair jiyengey? Nur_R469_FI: aqal bund ker k sirf Allah ki bat sunein... Samajh ayegi Nur_R469_FI: ayah 39 Nur_R469_FI: nabyon ki farasat - anay walay wqt k liye pehle se tayyar Nur_R469_FI: ayah 40 Nur_R469_FI: iman lanay walay thore they Jo Nooh A.S. k sath rahey Nur_R469_FI: head count mei nhn perna, jo deen k liye qurbanyan detey hain wo thore hi hote hain Nur_R469_FI: ayah 41 Nur_R469_FI: ayah 42 Nur_R469_FI: surah nooh mei is kashti ki details hain, tooti phooti kashti thi, aj k daur ka bara cruise nhn tha, aam si kashti samandr ki mojon mei kanp rahi thi Nur_R469_FI: ayah 43 Nur_R469_FI: ق ال س ا و ى ا ل ى ج ب ل ي ع ص م ن ى م ن ال م ا Highlight Nur_R469_FI: deen wala Allah k bharosay per tooti kashti mei bhi sawar ho jata hai Nur_R469_FI: Nooh A.S. ka beta buri sohbat ki shikar hua - kufr ki sohbat musalman ko musalman nhn rehne deti chahey kafir na banaye Nur_R469_FI: nooh a.s. kashti mei, beta kinaray per, kashti mei nhn bethna chah raha, ek mauj ayee aur unka beta doob gaya,,- baap ka beta us k samne doob gaya Nur_R_AY: likin aaj aulad nahi suni, kehte rahiye kal toh aap bach jayenge Nuh ki tarha Nur_R469_FI: nooh as. ne apne betay ko bhi tableegh ki thi, lekin Allah hi hidayata deta hai Nur_R469_FI: yahan halaat ki baat hai - apne upar lekr sochiye Nur_R_AY: jo marzi karlijiye, jisko baat nahi smajh aani nahi ayegi Nur_R469_FI: ayah 44 Nur_R469_FI: Allah ki rehmat se kashti pahar per theher gyee Nur_R469_FI: ab nooh as. ko apna baita yaad aya Nur_R469_FI: ayah 45 Nur_R469_FI: nooh a.s. Allah se dua kerne lagey apne baitay k liye Nur_R469_FI: ayah 46 - jiska amal usay pichay chordey uska nazab usay agay nhn layega Nur_R469_FI: ayah 47 Nur_R469_FI: nooh a.s. ko ab apni fikr lagi, Allah se dua ki Nur_R469_FI: ayah 48 - hazrat nooh a.s. ka qissa poora hua Nur_R469_FI: ayah 48 - tilawat Nur_R469_FI: dua kijiye - ye saqdma jo hazrat nooh ko dkehna parega aj musalmano ko na dkehna parey Nur_R469_FI: Allah chahey to nabyon ki suney chahey to na suney Nur_R469_FI: hazrat nooh ne koi zid nhn ki Allah k sath Nur_R469_FI: dua kerien - Allah hamari naslon ki hifazat frmadey Nur_R469_FI: ameen Nur_R469_FI: madda parst soch kabhi insan ko Allah k hukmon per jamney nhn deti

Nur_R469_FI: toofan e nooh - qayamat e sughra Nur_R469_FI: jo yahan hua hai woi qayamat mei hoga - nek logon ki auladein jahannam mei aur bad logon ki auladein jannat mei jarai hongi Nur_R469_FI: dua kerien - Aye Allah humse razi hoja Nur_R469_FI: ayah 49 Nur_R469_FI: Nabi sww ko ghaib ka koi ilm na tha, Allah ne wahi k zarye sab bataya Nur_R469_FI: ayah 50 - qaum e aad ka waqiya Nur_R469_FI: qaum e nooh se 60-70 log bachey, her trhan k janwaro nk pair bhi they Nur_R469_FI: in ki nasl mei kuch arsye baad phir se kharab log paida huey, phir bigaar hua, aur qaum e aad bani Nur_R469_FI: qaum e aad ki taraf hazrat hood A.S. ko bheja Nur_R469_FI: nabyon ki dawat ka nuqta e aghaz - aqeeda, talluq billah Nur_R469_FI: hum kehte hai aqqeedey ki bat na kero, fazeelatein batao.. Nur_R469_FI: lekin deen k paudey mei pehle jarein banni chahiye Nur_R469_FI: jab rab ki bat samajh ajaye phr baqi batein manwana mushkil nhn rehti Nur_R469_FI: hazrat hood ne kaha apni qaum se, tum deen k nam per jo kaam kerhey ho wo theek nhn hai Nur_R469_FI: ayah 51 Nur_R469_FI: ajr = tareef aur tanqeed dono Nur_R469_FI: do batein amal ki - 1- deen k kaam kerne k bad paisey nhn lene... 2- logon ki tareef tanqeed se benyaz ho ker haq baat kehte rahein Nur_R469_FI: ayah 52 Nur_R469_FI: tawba aur astaghfar kerne ki advice hazrat hood as ne apni qaum ko ki Nur_R469_FI: dua kerein - hamaray gunahon ko muaff kerdey,, hamari neki mei rukawat gunah hote hain Nur_R469_FI: ayah 53 Nur_R469_FI: ayah 54 Nur_R469_FI: ا ن ن ق و ل ا ل اع ت ر ٮك ب ع ض ا ل ه ت ن ا ب س و ء = Highlight Nur_R469_FI: log kehte hainn aaj bhi k hamaray maboodon ko kuch na kehna, tmhein maar paregi in ki Nur_R469_FI: ayah 55 Nur_R469_FI: ayah 56 Nur_R469_FI: taqdeer ki taraf ishara Nur_R469_FI: Ayah 57 - straight fwd style Nur_R_AY: straight forward style Nur_R469_FI: jo baat batani thi wo batadi Nur_R_AY: iss ki aab ijazat nahi hai, kissi aafat ko azab kehna Nur_R469_FI: ayah 58 Nur_R469_FI: ayah 58-60 Nur_R_AY: ek aur qaum zameen ki daftar se nikali gayi Nur_R469_FI: her qaum ki common mistake - shirk, rasool ki nafarmani, her ek ka koi jurm Nur_R_AY: mistakes 1) shirk 2) rasool ki nafarmani 3) koi aur gunnah Nur_R469_FI: hazrat hood ne apni baat poori kerdi, Allah ne unhein bacha liya Nur_R_AY: agar aap Allah k haq pura kardete hai toh Allah aap ko bacha lega Nur_R_AY: Ayah 61 Nur_R_AY: common thing - hamesha pehle log ko rab se jodey Nur_R_AY: gaane Sunna tab hi chutenge jab Allah ka bada hona ehsaas hoga Nur_R_AY: aone aap ko beech mein se nikal de, log ko Allah se jod de

Nur_R_AY: benayaz raha kijiye log se aur aoni fikar kijiye Nur_R_AY: Ayah 62 Nur_R_AY: ق ر يب م ج يب qareebon mujeeb- Allah kay do naam Nur_R_AY: mujeeb - qabool karne wala Nur_R_AY: log isliye shirk karte hai qki Allah door hai toh babaji ko beech mein dal lo - Allah toh Qareeb hai Nur_R_AY: ya nahi toh babaji ko sunatey hai kay woh Allah ko batayebnge - Allah hai Mujeeb Nur_R_AY: dua khud mangi jaati hai Nur_R_AY: hum doosron mein khoye hote hai isliye parehsna hote hai Nur_R_AY: Ayah 62 - quam ka jawab Nur_R_AY: kai log jab deen pe aate hait oh yeh jumla kehte hai " pehle meri dost bohat meri baat sunti thi" Nur_R_AY: toh* Nur_R_AY: qaum keh rahe hai kay Saleh as se bohat umeedein thi Nur_R_AY: baap dada kay tareeqon pe, log baap dada ka naam per shirk karte hai Nur_R_AY: shak- dawat k raste ki rukawat Nur_R_AY: Ayah 63 - thanda mizaaj Saleh as ki Nur_R_AY: kabi kissi ki baat sunkar aap aat na sunaye phirr woh aur ubhreyga Nur_R_AY: log k zameer ko zinda karna, kissi ko ghairat ko hawa dena, do cheezain hai Nur_R_AY: kabi kissi kay ghairat ko na chede, zameer ko jagaye, thought provoke karey Nur_R_AY: meetha andaz- dekhiye aap mere kaam ayenge agar maine aapki baat manli? Nur_R_AY: Ayah 64-66 Nur_R_AY: basti mein jab koi neyk insaaan hota toh woh us basti ko azab se bachata hai Nur_R_AY: jaise ruh jism se nikal jaye toh jism kharab hojata hai Nur_R_AY: aisi hi koi Allah wale se chid nahi rakhni chahye kahin usne humein Allah k koi pakad se bachaya na rakha ho Nur_R_AY: moujza manga tha - ek chattan (katiba naam tha) phaty aur ek zinda onthi nikle aur bacha paida kaarey phirr hum Mann jayenge Nur_R_AY: Saleh as ne kaha aye Allah swt agar iss baat se unko hidayat milni hai toh tere liye kya mushkil hai, tu maa k peyth se bacha ko nikalta hai, phirr aisa hi huwa, onthi ko khana peena bhi tha, pura chara kha jaati, unke janwaron ko khana nahi rehta, pani pura pee jati Nur_R_AY: muruwat se chup beythe phirr mardiya Nur_R_AY: baaz waqt hum Allah se kuch neymat mangte hai, Allah saare halaat aur asbaab dey deta hai phir hum uske takazey nahi nibha sakte Nur_R_AY: logon ko ek achha vision de, escape hole na rakhey qki phirr badnami hai time manage kaarein bachoon ko train kaarey Nur_R469_FI: apne gheron ko aisa manage krein k khushi ka zarya baney Nur_R_AY: hum deen ko khud baatein karwate hai warna deen aisa nahi hai k humein khana pakaney se rukey aur bachon ko dekhne se rukey Nur_R_AY: akhiri mukaam haqq ka hoga Nur_R469_FI: ayah 66-68 Nur_R_AY: aapko Allah ne chuna hai, hamesha apni izzat akrey taki doosre bhi aapki izzat karsakey Nur_R_AY: Ayah 69 - Ibrahim as ka khissa Nur_R_AY: stories with morals Nur_R_AY: bachhon ko positive thinking dijiye, qaumon ki tabahi pe focus na kaarey akeh thodey thay likin imaan kay wajeh se bach gaye

Nur_R_AY: Farishton ne pehle Salam kiya -- Salaam aam karna important hai Nur_R_AY: be hospitable Nur_R469_FI: Islam sharing sikhata hai Nur_R_AY: Ayah 71-72 Nur_R_AY: badi umar thi aur abhi tak aulaad kay neymat se mehroom thi Nur_R_AY: Allah jo chahta hai woh karta hai Nur_R_AY: nabion kay khisse padh kay Allah kay Qudrat ka yaqeen ata hai Nur_R469_FI: ayah 74- hazrat ibrahim haleem they, sukoon walay peaceful Nur_R469_FI: narm dil bhi they Nur_R469_FI: hazrat ibrahim a.s. k bhatijey ki qaum per azab araha hai aur dil hazrat ibrahim as ka bechain hai -- ye khubsurat combination hai k baahr se deen wala sakht lgta hai lekin andar se dil narm Nur_R469_FI: asl khubi nabyon ki yehe thi nabi sww bhi aisey hi they Nur_R469_FI: ibrahim as narm bhi they aur her haal mei Allah se ruju kerne walay Nur_R469_FI: ayah 76-77 Nur_R469_FI: ab qaum ki pakar hone wali hai jo homosexual thi Nur_R469_FI: ayah 78-79 Nur_R469_FI: betyon se yahan murad hai aurtein Nur_R469_FI: jab haram ki adat lagey to halaal mei kashish nhn rehti Nur_R469_FI: shaitan her janib se ata hai halaal ko haram bana ker dikhata hai Nur_R469_FI: qaum e hood ka jo amal tha wo fitrat k khilaaf hai Nur_R469_FI: Allah ne insano ko banaya unki zarurat k mutabiq her cheez rakhdi Nur_R469_FI: insan ko chahiye fitri zaruryat ko fitrat se poora kerey Nur_R469_FI: ghalat tareeqey na apnaye Nur_R469_FI: apne bachon ki books per nazar rkahein - kya perhtey hain Nur_R469_FI: ager koi larka, larki aisi khwahishat paye, tou rozey rakhey Nur_R469_FI: ayah 80 Nur_R469_FI: qaum e loot k dheet pan k baad hazrat loot as ki bebasi Nur_R469_FI: ayah 81 Nur_R469_FI: hazrat loot as ki biwi pichay reh gyee - kyun k unki hamdardyan apne khandan k sath thin, unki madad kerti thin Nur_R469_FI: hazrat loot apni biwi ko na bacha sakey, hazrat nooh apne betey ko na bacha sakta, aaj humein koi kaisey bacha akta hai? Nur_R469_FI: ayah 82 Nur_R469_FI: continuously pathar barsaye Allah ne qaum e loot per, sar se ghusti aur pvt part se bahar ati thin Nur_R469_FI: ayah 83 Nur_R469_FI: Allah ne aaj bachaya hua hai, werna aaj bhi aisa ho skta hai Nur_R469_FI: dua kerein Allah se humein is se bacha ker rakhey Nur_R469_FI: ayah 84 - madyan walo ka qissa - hazrat shoaib as ki qaum Nur_R469_FI: و ا ن ى ا خ اف ع ل ي ك م ع ذ اب ي و م م ح ي ط ۴۸ = Highlight Nur_R469_FI: jahan bhi nafarmani hogi rizq mei muamlaat mei wahan ek wqt ayega economical disorder hoga Nur_R469_FI: ayah 85 و ي ق و م ا و ف وا ال م ك ي ال و ال م ي ز ان ب ال ق س ط و ل ت ب خ س وا الن اس ا ش ي ا ء ه م و ل ت ع ث و ا ف ى Nur_R469_FI: - Highlight ۴۸ ا ل ر ض م ف س د ي ن

Nur_R469_FI: ayah 87 Nur_R469_FI: 10 nekiyan asan hain ek gunah chorne se Nur_R469_FI: log 10 nekyan kerlengey, ek khaami nh nchor patay Nur_R469_FI: aaj bhi log yehe kehte hain: hum apna maal apni marzi se kharch nhn ker skte? Bus tum hi ek sachey imandar ho? Nur_R469_FI: ayah 88 Nur_R469_FI: hazrat shoaib ne qaum se kaha: mai tmharay kehne per ghalat kaam nhn kerunga, jis se mai rokta hun woi kam kerun? Nur_R469_FI: hazrat shoiab jante they koi neki bhi kerngey to Allah k hukm se krngey Nur_R469_FI: ayah 89 - Nur_R469_FI: ya wo ayatein hain jo nabi sww kko burha kerrhi thn Nur_R469_FI: ayah 90 Nur_R469_FI: poore paray mei bar bar astaghfar ki baat hai smajeed: Allah say astagfaar Karoo or Allah kee taraf loot aawoo Nur_R469_FI: Allah say astagfaar Karoo or Allah kee taraf lout aaoo smajeed: astagfaar is the theme of this surah Nur_R469_FI: qayamat k din Allah ko kya jawab dengey? Nur_R469_FI: kaisa chehra dikhayngey Allah ko qayamat k din? Nur_R469_FI: ayah 91 onwards smajeed: Ayah 91 smajeed: hum ko aap kee baat Sanah nahee aatee ay shuaib Nur_R469_FI: hazrat shoaib ki qaum k log kehte they humein batein samajjh nhn ateen aapki aaj bhi ye kehte hain log, humein aapki batein samajh nhn aatin Nur_R469_FI: unhein biradri Allah se ziada pyari thi Nur_R469_FI: ayah 92 Nur_R469_FI: kya mai apni biradri aur khandan se ziada darti hun bajaye Allah se drne k? Nur_R469_FI: ayah 93 smajeed: shuaib nay kaha tun ko tumharee bradree Allah say ziyada piyaree hai?? Nur_R469_FI: ayah 94 smajeed: a point to think for all of us Nur_R469_FI: qaum e loot per azab aya Nur_R469_FI: hazrat loot as ko aur imaan wale sathyon ko bacha lya Allah ne Nur_R469_FI: hum jsko Bara samjhtey hain uski nazron mei bara banna chahtey hain Nur_R469_FI: hidayat aur maghfirat bohut qemti hain Nur_R469_FI: pichley gunahon ki muafi aur aynda ki durust tarze amal ki Allah k nazron mei itni ehmiyat hai k bin mangey nhn milti smajeed: hidayat our maghrifat are two extremely important components Nur_R469_FI: dua keren - Allah humein nabyon ki sunnat per chala na k unki qaumon ki Nur_R469_FI: Ayah 96 Nur_R469_FI: moosa as ki quam ka qissa Nur_R469_FI: ayah 100 Nur_R469_FI: nabi sww se barahe rast mukhatib hain Allah talah Nur_R469_FI: hamara mind set seedha kerrhay hai Allah talah - k is qaum ne apne upar khud zulm kiya Nur_R469_FI: Allah nei n per zulm na kiya Nur_R469_FI: ayah 101

Nur_R469_FI: hamaray ird gird bhi 3 qism ki bastyan hain: 1- insano ki - 2- khandraat - 3- qabrein jahan saman nhn lekin log hain Nur_R469_FI: sochiye - sab kuch hoga lekin mai nhn hongi dunya mei Nur_R469_FI: ayah 102 Nur_R469_FI: Allah ki pakar sakht hoti hai Nur_R469_FI: ayah 103 - hum ne nishani li? Akhirat ki fikar kerni hai Nur_R469_FI: qayamat k din jo bhi hoga sab ki ankhon k samne hoga Nur_R469_FI: ayah 104-106 Nur_R469_FI: grmiyon ki dopeher yad kerien, pyas se kantay hian halaq mei - aisa hi hoga jahannam mei bhi Nur_R469_FI: ayah 107 Nur_R469_FI: ayah 108 naik logo k liye jannat Nur_R469_FI: halat kuch bhi huey, inhone neki na chori to in hein iska ajar mila Nur_R469_FI: ayah 109 Nur_R469_FI: ayah 110 Nur_R469_FI: ayah 112 - is ayat ne nabi sww ko bht pareshan kiya, nabi sww is ko paerh ker rotay they Nur_R469_FI: ayah 113 Nur_R469_FI: ayah 113-116 Nur_R469_FI: dua kerien humein Allah ehle khair bana dey Nur_R469_FI: ayah 117 Nur_R469_FI: Allah ki pakar aisey hi nhn ati, pehle nabi aye, qaum ne jhutlaya phir pakar ayee Nur_R469_FI: ayah 119 Nur_R469_FI: ayah 120 - Allah nabi sww ko suna rhey story takay dil jam jaye ۳۲۱ و ت و ك ل ع ل ي ه و م ا ر ب ك ب اف ل ع م ا ت ع م ل و ن - 123 Nur_R469_FI: ayah Nur_R469_FI: Allah hamaray Kisi fail se bhi be khabar nhn hain NN-02-SZ: Tilawat Ayah 103 to Onwards Nur_R469_FI: 103-110 - qissa e yusuf Nur_R469_FI: hazrat yousuf ki azmaish rishton ki azmaish thi, kabhi muhabbaton ki kabhi rishton ki. Logon se kaisey dela kerein si mei dikhega Nur_R469_FI: 102-111- conclusin, nabi sww ko moras diye Nur_R469_FI: markazi mazmoon nabi sww ko fatah e makkah aur iqtedar ki khushs khabryan, makah ki hukumat milegi, dushman kuch na bigar sakngey Nur_R469_FI: hijrat se kuch arsa paehle nazil Hui. * `*. Daura e Quran القرآن حياتی Para 11 سورة يوسف~ Surah Yunus ~ Ayah 01 onwards. * `*. Nur_R469_FI: ayah 01 - surah yousuf Nur_R469_FI: quran ka point of view is clear Nur_R469_FI: ayah 02- quran Arabic mei hai aur arabic language hi is quran ko contain ker skti hai Nur_R469_FI: Arabic ki jitni wussat hai Kisi zaban ki itni wussat nhn hai Nur_R469_FI: ayah 03 Nur_R469_FI: nabi sww ko ghaib ka ilm na tha Nur_R469_FI: ayah 04 Nur_R469_FI: yusuf as ka khwab

Nur_R469_FI: ayah 5-6 Nur_R469_FI: strong start surah ka Nur_R469_FI: hazrat yusuf nabi k betey, nabi k potay Nur_R469_FI: in ki maa ka inteqal hogyat ha Nur_R469_FI: 10 bhai sauteley ek saga bhai Nur_R469_FI: khwab 3 types : 1- Allah ki taraf se jese hazrat yusuf ka khwab, iski tabeer 40 yrs baad hui, khwabo ki tabeer kliye intezar kerna hai - 2- burey khwab ; shaitani, gandey, qatl, in ka zikr kisi se na kerein,nafil kerien sadqa dien- 3- nafs ki waja se atay hin Nur_R469_FI: aulad aur maa baap ka talluq aisa ho k bachey raat aur din dono k khwab suna sakein Nur_R469_FI: generaton gap nhn hona chahiye, na ziada betakalluf na ziada sakht Nur_R469_FI: ayah 8 Nur_R469_FI: ye her bachey ko lagta hai k dusre bhai behen ko mere maa baap mjhse ziada chahte hain Nur_R469_FI: ban iisraeel ki soch - ye 12 bhai jo hain, yahan se bani israeel k trials shuru huy they, inhone apne bhai se hasad kerlia Nur_R469_FI: apne taqatwar hone per inhein Bara maan hai Nur_R469_FI: ayah 9 - soney per suhaga, khud hasad kiya aur yusuf as ko marne ki bat ki k takay baap in se pyar kerey Nur_R469_FI: dusron ki muhabbatein katne walay khud bhi kat jatay hain Nur_R469_FI: muhabbat leni ho to deni bhi hoti hai Nur_R469_FI: م ن ب ع د ه ق و م ا ص ل ح ي ن ۹ = Highlight Nur_R469_FI: gunah aj kerlo tawba kkerlena - ye ajkal k bohut se logon ka mindset Nur_R469_FI: ayah 10 - ek bhai buron mei kum bura tha - us ne kaha martey kyun ho, kunwey mei daldo Nur_R469_FI: jo nazron se dur ho wo dilon mei hote hian - hazrat yusuf as k bhayon ko ye nhn pta tha Nur_R469_FI: ayah 11 - blaming attitude Nur_R469_FI: dil mei chor tha, yusuf k sath ghalat kerna hai isliye apne baap ko pehle hi blame kerdia Nur_R469_FI: ayah 12- diplomatic attitude Nur_R469_FI: kunwey mei phekne ka irada hai aur nigehban hone ka yaqeen dila rhay hain Nur_R469_FI: ayah 13 - Nur_R469_FI: ayah 14 - dbara apni majority per fakhar Nur_R469_FI: irada - baap ko chikni chupri baton mei laga ker hazrat yusuf as ko le gaye stah Nur_R469_FI: ayah 15 Nur_R469_FI: Allah talah kehte hain, preshan na hon apk khilaf sazishein hain to, aap sachey hain, to relaxed rahye, Nur_R469_FI: ayah 16-17 - blaming attitude Nur_R469_FI: sab ko jhotta ker k khud ko sacha kiya Nur_R469_FI: ayah 18 bhayon ne kaha bherya kha gaya hazrat yusuf ko, aur jhoot moot kak hoon laga ker ley aye kaprey per hazrat yaqoob ko dikhanay k liye, hazrat yaqoob samajh gye k ye jhoot keh rhay hain Nur_R469_FI: maa baap ko kabhi bewqoof na samjhein - jhoot khul jata hai Nur_R469_FI: hazrat yaqoob ne jantey huey bhi sabr kiya, unhein hazrat yusuf kak hwab yaad tha, k Allah yusuf as ko zaya na kerega Nur_R469_FI: ayah 19 Nur_R469_FI: sakka - jo kunwey se pani niklata hai ق ال ي ب ش ر ى ه ذ ا غ ل م Nur_R469_FI: Nur_R469_FI: ayah 20 Nur_R469_FI: chand sikkon ki qeemat per hazrat yusuf ko bech diya jin logon ne unhein kunwey se nikala

Nur_R469_FI: zndgi mei wo wqt ata hai kabhi kabhi k log apki qadr nhn pechchantey, sabr kijye, Allah wqt badal dega Nur_R469_FI: ayah 21- badshah k wazeere khazana ne khared liya tha hazrat yusuf as ko Nur_R469_FI: hazrat yusuf kizndgi k utaar charhaao - pehle bhai ki hasad ka shikar huey, kunwey mei gira diye gye kunwey se nikley to wazeer ne khared liya Nur_R469_FI: hazrat yusuf as se Allah ne baray kam lene they, tou trbyat k liye azeez e misr k gher pohncha diya Nur_R469_FI: ayah 22 Nur_R469_FI: aayh 21-۲۳ و ه للا غ ال ب ع ل ى ا م ر ه و ل ك ن ا ك ث ر الن اس ل ي ع ل م و ن - highlight Nur_R469_FI: Allah ki kya hikmat hai nhn pata hota, sabr kerien aur sochein Allah ne kya kam Lena hai hum se Nur_R469_FI: ayah 22- hazrat yusuf khamoosh rahay, koi shikwa shikayatein nhn ki, un k sath itna kuch ho gaya Nur_R469_FI: log kabhi na qadri kerien, khamush rahiye, intezar kerein, khidmat guzar ban jayein Nur_R469_FI: ayah 23 - hazray yusuf as ki ek aur azmaish Nur_R469_FI: wo kaisi society hogi jahan aurat gunah ki dawat dey? Nur_R469_FI: hazrat yousuf - pardes mei they, ek aurat gunah ki dawat de rhi thi, akele they, unmarried they, ghulam they - itne clues hain gunah k.. lekin unhone kaha ye mai nhn kerunga Nur_R469_FI: burhan - taqwa - Allah is watching Nur_R469_FI: koi larka larki tanhai mei koi ghalat kam nhn kersaktey ager yaqeen ho k Alah dekh raha ia Nur_R469_FI: ayah 24-25 Nur_R469_FI: aurat ne jhoota ilzam lagaya hazrat yusuf per Nur_R469_FI: shahwat aur muhabbat ka farq pehchanna chahiye Nur_R469_FI: ayah 26 Nur_R469_FI: be gunah they yusuf as, Allah gawah ley aye u nk liye Nur_R469_FI: ayah 27-29 - aurat ka gunah sabit hogaya Nur_R469_FI: dayyus - aisa mard jo apni biwi mei kharabi dekhey aur usay chor dey Nur_R469_FI: soceity ki khrabi - aurat ne gunah kiya, sabit hogaya - lekin usay saza na mili Nur_R469_FI: ayah 31 Nur_R469_FI: ayah 32 Nur_R469_FI: sochiye - ek aurat ko uska shoher rok leta, saza mil jati, tou itni aurton ka fitna na banta Nur_R469_FI: jab choti burai na pakrengey, to wo bari ho jayegi Nur_R469_FI: burai ko jar se pakar lo werna phel jayegi... ye koi love story nhn hai... Nur_R469_FI: aj society mei jo fitne hamary bachon ko paish arahay hain un se kaisey nimtengey ager apni naslon ko Allah ki kitab se na jora