MECHANISED INFANTRY REGIMENTAL PERPETUAL FUND UP NIYAM (BYE LAWS)

Similar documents
*HAPPY NEW YEAR* Soch rahe ho aaj kyon...? Ab tum DON ko sikhaaoge kab wish karna hai. DON ek din pehle wish kare ya 41 din pehle uski marzi.

Jigar Moradabadi - poems -

Patanjali ladkiyon ke liye jaldi mote hone wali dawa

A young boy enters a barber shop and the barber whispers to his Customer, "This is the dumbest kid in the world. Watch while I prove it to you.

Shadi me rape kiya. To determine eligible articles.

Baar baar period aana

Sex karne ke bad pesab karna aakhir kyo

Chut se pani nikalana

Sarso ke fayde 04/08/ /09/ /10/ /11/ /12/ /14/ /15/2018

Aurat pregnant kaise hoti hai

Pregnant mahine ke kis time hote hai

Gym se body ka color saaf hota h kya

Gher per jane aap pregnant h ya nhi

The Hands of Zahid Dar

Annie is Life. Annie, Annie, Annie, Annie...(infinite) My heart goes on. Cute Annie, so beautiful. It sings a song. Pounds of love, and heart throbs

Period k 7 din bad karna

Dat lane ke upay. 09/02/2017 How long will hydrocodone stay in urine if ive been taking it for a year 09/04/2017. Todd gutner walks off set 09/05/2017

Ladki ko hua night fall

THE OCEAN DEEP -- (SHOOTING DRAFT)

Children s Conception of God: An Exploratory Study in Indian Schools

1 / 12. Ibrahim (a.s) Questions and Answers

Ladki ko kese chode ke upaye hindi btaye


Shakeeliyat. Maulana Ilyas Nomani Hafizahullah. Ek Nayee(New) Qadiyaniyat ek Nayee Gumrahi.

Periods time par na aana

Ladka or ladki ratt ko kya krte hai

Teacher banne ke lie kya karna hota hai

1 / 8. Muhammad (saws) Questions and Answers

Sarso ke fayde. 01/04/2018 Vidhva MAa bete ki story 01/05/2018. Carros usados avenda em luanda 01/07/2018

Mahina na aane par kya Kare

Road to Sangam: Gandhian Ideology and Communal Harmony in India Dr. Ajay Sahebrao Deshmukh: Mahatma Gandhi

Period se kitne din pahle sex karna chahiye

Bachha nahi ho raha hai upay bata do

Dalchini se labh. 08/29/2018 Bangladeshi Bara Saal ki sex 08/30/2018. Phase changes gizmo assessment answers 08/30/2018

Assembly of India had adopted Hindi, written

Sponsorship Application for admission to The Christian Medical College, Ludhiana by The Malankara Orthodox Syrian Church, Catholicate of the East

15 Nov RRB PO interview ajmer centre. Timing 8:30Am 3male,1 female I was called by 11 am M1. He was of my native place. So he asked about bjp cogress

Agar priud tym.k baad fir hone.lage bulding to kya h problem

Period time kya hota hai

Land ki tiing barane ke liye kya kare

Sarab pine se kya hota hai in hindi

Ahle Zikr - I. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Period ka kam hona. 03/13/2018 She finally figures out why the crowd was cheering 03/14/2018. Sex kaise kiya jata hai girls ke sath 03/15/2018

20:53:20: THANKS FOR YOUR FANTASTIC WORK. SURESH CHANDRA MAHOUR CHIRIMIRIC. G.

Muzaffar Warsi - poems -

Period kyo aata h girls ko

These are the thoughts that go through Ayesha s mind in Khamosh Pani on the two fateful days when she is at the well. On the Other Side of the Water

1 / 114. Note: Please listen MP3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle MP3 zaroor sune

Today kalyan open ki patti

Period lane ke leye kya kare

Girl's School Don't know hindi...?

Guptang me jalan dur krne ke upaye

Problems depicted in Contemporary Indian Fiction: A Study of The White Tiger and Kala Padri

Kab sex karne se pregnancy hoti hai

Bhavishy strong banane ka tarika

Irregular periods se kya taklif hoti

INTERNATIONAL JOURNAL OF ENGLISH LANGUAGE, LITERATURE AND TRANSLATION STUDIES (IJELR) CHARACTERISTIC OF THE CHARACTERS IN THE NOVEL NADI KE DWEEP

$JK$ Productions Love at 100 th Sight

, mc periods jaldi lane aur rokne ke gharelu upay ilaj aur nuskhe in hindi. Upay.

The book contains 666 pages. My booklet "Can Ahmadis / Qadianis Answer?" has been answered from page 589 till page 664.

Hostal mai baji ko cohda

Ladki oh kab nikalta hai Khoon

KIRTLAND BOARD OF EDUCATION ORGANIZATIONAL MEETING AGENDA KIRTLAND HIGH SCHOOL CAFETERIA

Aarti - Om Jaye Jagdish Hare

. Pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye:

How to Stop Rapes By Yasmin Soni (MHRD Semester I, Div A, DHRD, VNSGU)

To Pakistan, with love

Sample Copy. Not For Distribution.

Juz 2 (Summary)

Mahila masik samasya. 12/13/2017 Tai game lien quan ve dien thoai . ( ) - 12/13/2017.

ASIAN JOURNAL OF MANAGEMENT RESEARCH Online Open Access publishing platform for Management Research

CURRICULAM VITAE EDUCATIONAL QUALIFICATIONS: PROFESSIONAL EXPERIENCE:

Operation delivery ke kitne din baad relation banana chahiye

Pt. Dipak Rambharose (Ajay)

Short Note Chichewa and Hindi Back Translations of the Bible: A Comparative Check of Translation Techniques

Kam umar sex official

NQSJ_AA029_SALSABEEL: Is surah ka bunyadi mazmoon Nifaaq aur Riyakari se ijtenab hai kyun ke baaz dafa insaan deen ke kaam karke bhi nahi bach

Syllabus for Evaluation III (2017) Class I

Kis month me pata chalta hai ke pate me beta hai ya beti

MASTER'S College of Theology

I am the gate; whoever enters through me will be saved. They will come in and go out and find pasture. John 10:9

JAWAHIR PROGRAM JUZ Qur'an and teaches it." [Al-Bukhari]

GANDHI BHAWAN UNIVERSITY OF DELHI

DR. DHARMENDRA PRASAD

ISTEHQAQ CERTIFICATE *********************************

Endowment Fund Charter

Khwaja Mir Dard - poems -

RESEARCH ON INNER SOUND REPORT

THE DESIGN of the FIRST CHRISTIAN CHURCH OF DALLAS, OREGON (as revised and approved by the congregation on October ) CONSTITUTION

Draft reflecting proposed amendments as of January 5, 2017 CONSTITUTION OF THE NORTHWEST WISCONSIN ASSOCIATION UNITED CHURCH OF CHRIST

THE STYELOF PRESENTATION OF THE PLOTLINES IN THE NOVELS OF AJNEYA

CONSTITUTION AND BY-LAWS OF CONGREGATIONAL CHURCH ARTICLE I - NAME & DENOMINATION

Ramadan and Quranic guidance

Ulul Amr. - By Syed Nadeem Ahmed Jafri

Abdul Hameed Adam - poems -

Curriculumvite. Worked as Guest Lecturer (History), in different centres in Delhi for School of Correspondence, University of Delhi in

Dawah mission in the 21st century. Maulana Wahiduddin Khan

PINK. Draft 16 COMPLETE FWA REG. NO: PRODUCED BY - RISING SUN FILMS DIRECTED BY - ANIRUDDHA ROY CHOWDHURY SCREENPLAY & DIALOGUE - RITESH SHAH

Maker of this Compilation

INDIVIDUAL COMPETITIONS

Transcription:

MECHANISED INFANTRY REGIMENTAL PERPETUAL FUND UP NIYAM (BYE LAWS) Parishishth A. Chhatravriti/Shiksha Nidhi Ke Aavedan Patra Ka Namuna (Format of Application for Scholarship/Education Grant). B. Anya Aavedan Patron Ka Namuna (Format of Application for Other Assistance Except Scholarship/Education Grant). 1. Mechanised Infantry Regiment Perpetual Nidhi (Fund) ki sthapana 04 October 1988 ko hui. Is Sanstha ke Lekh Adhikar Patra (Memorundam of Association) ka panjikaran December 1988 mein Sub Registrar Karyalaya Ahmednagar mein karvaya gaya. Is lekh main sadasya ka chunaav, sadasyata, nidhi ka prabandhan, Sabha ki shaktiyan, karya karamchari, Sabha ki sharten, meeting karne ka tarika, bank khata chalane ka tarika aur nidhi ke uddeshyon ka vivran vistar se diya gaya hai. 2. In Up Niyamon (Bye Laws) ka uddeysh Mechanised Infantry Regimental Perpetual Nidhi (Fund) ke bare mein vistar purvak jankari dena hai. Paribhasha (Defination) 3. (a) Mechanised Infantry Regiment Vayakti (Personnel) ka matlab hai koi bhi pad (rank), jisme recruit aur adhikari shamil hain, jo ki 02 April 1979 yaa uske bad Mechanised Infantry Regiment mein bharti hue ho/commission prapat kiye ho. Jo vyakti Mechanised Infantry Regiment mein bharti hue hain, unhen Mechanised Infantry Regimental Centre ki Infantry Training Battalion mein Basic Military Training puri ki honi chahye. Inme voh vyakti bhi shamil hain jo ki doosri Regiments ya Corps se Mechanised Infantry Regiment mein transfer ho kar aaye ho. (b) Depandent (Aashrit) Ka matlab hai Patni ya bachche (jisme goad liye huye bachche bhi shamil hain) jinki aayu 18 varsh se kam ho, Vidhwa Mata, Pita (Agar vah apni sahayata khud na kar sakata ho) yaa mrit sainik ke 18 varsh tak ke nirdhan bachche.

(c) Distress (Ghor Daridrata) ka matlab hai arthik tangi aur niche diye gaye kisi ek ya adhik karano se hone wali kathinayee:- (i) Prakritik aapda jaise ki sukha, badh (flood), aag, bhukamp, bhusakhalan (land sliding), toofan adi ki vajah se jaan maal (chal achal sampati) ka nuksan hone par. (ii) Manav dwara utpan ki gai samasyaon jaise ki, yudh, atankvad, chori tatha seema par tainati ke dauran nuksan hone par. (iii) Sharirik roop se apang ya adhik umar ki vajah se. (iv) Aarthik kathinyee hone par (state of destitution/poverty) yaa kamane ke sansadhano mein kami ke karan. (v) par. Kisi sanstha/karyalaya ki dendari ki vajah se arthik samasya hone (d) Relief (Samadhan) Aur Financial Assistance (Aarthik Sahayata) ka matlab hai ki arthik samasya se ubharne ke liye diya gaya Anudan (Grant), upahar (Gift), karj (loan) ya sanketak (Token) aarthik sahayata. Yeh sahayata ekmusht ya bhagaon (instalments) mein (jiski samaya sima sambandhit adhikari dwara nishchit ki gayee ho) ya koi vastu ke roop main jaise ki silayee machine, hosiery machine, kritam ang (Artificial limbs)/sadhan (Device)/shalya upkaran (Surgical appliance) ke roop main bhi ho sakati hai. (e) Ex-Servicemen (Bhootpurva Sainik). (i) Jo Mechanised Infantry Regitment se pension prapt karne ke baad sevanivrut hua ho. YA (ii) Mechanised Infantry Regiment se aashktata (Disability) ki vajah se sevanivrut hua ho aur Aashktata Pension (Disability Pension) prapt kar raha ho. YA (iii) Mechanished Infantry Regiment ki sankhya mein kami karne ki vajah se seva nivrut hua ho. YA

(iv) Seva ki nirdharit avadhi puri karne ke baad durvyavhar/akushalata ki vajah ke alawa (other than dismissed/discharge from service due to misconduct or inefficiency) sevanivrut hua ho jinko gratuity prapt hui ho jinme neeche diye gaye bhi shamil hain :- (aa) Lagataar seva ke karan pension prapat karne wala. (ab) Vah vyakti jiski ashktata sena ki vajah se hui ho. (ac) Veerta Puruskar Vijeta (Gallantry Award Winners) chahe veh Mechanised Infantry ki sthapana se purva sevanivrut hua ho. (f) Veerta Puruskar Vijetaon, Veer Narion aur Vidhwaon ko variyata se Para 3 (c) aur (d) ke mutabik aarthik sahayata di jaygi. Nidhi Ke Uddyeshya (Objects of the Fund) 4. Mechanised Infantry Regiment ke sabhi padon aur unke pariwaron ko kanuni tarike se arthik, samajik, shekshik, sanskritik aur manovaigyanik utthan ke liye aarthik sahayata pradan karna. 5. Mechanised Infantry Regiment ke Sevarat, Sevanivrut Sainikon aur unki, Vidhwaon tatha pariwar ki dekh-rekh karna. 6. Regiment ke vishisth khilariyon ko protsahan dena. 7. Regiment mein nayee khadi ki gayee paltano (New Raising Battalions) ko aarthik sahayata dena. 8. Mechanised Infantry Regiment ke Perpetual Nidhi (Fund) ke naam se Central/State Government Securities evam Government companies undertakings/saving certificate mein kewal Mechanised Infantry sainiko va unke pariwar ki bhalai ke liye investment kiya jaiga. Organisation (Sanstha) 9. Sanstha mein nimnlikhit sadasya honge:- (a) President (Adhyaksh) - Colonel of the Regiment. (b) Vice President( Upadhyaksh) - Commandant MIRC. (c) Secretary (Sachiv) - Deputy Commandant MIRC. (d) Treasurer (Khazanchi) - Account Officer, MIRC.

(e) Members (Sadasya):- (i) Brigadier - Do (Jahan tak ho sake ek formation Commander ho). (ii) Mechanised Units ke COs - 04. (f) Upastithi mein (In attendance) - 02 Sub Major Governing council ki Meetingo ke liye Mechanised Infantry Paltano se bari bari se chune jayenge. (g) Dusere adhikari goshthi mein shamil ho sakte hain par unhey vote dene ka adhikar nahi hoga. Sadasyaon Ki Chayan Ki Vidhi (Rules for Selection of Members) 10. Sadasyaon ka chayan karte samay nimn baton ka dhyan diya jayega :- (a) Koi bhi sadasya do varsh ke andar dubara chayanit nahi hoga. (b) Adhyaksh, Upadhyaksh, Sachiv tatha Khazanchi ke alawa kam se kam do Brigadiers hone chahiye aur unmese ek formation commander hona chahiye, char Kaman Adhikari jo ke do varsh ke liye bari-bari se chaynit keye jainge. Yadi kisi Kaman Adhikari ki badli hoti hai to uska karya sabhalane wala Kaman Adhikari uski jagah lega. Uprokt sadasyoan ke alawa MIRC se aur koi bhi sadsya chayanit nahi kiya jayega. Prabandh (Management) 11. Mechanised Infantry Regiment ke Perpetual Nidhi ka sampurn karya Adhyaksh ki taraph se Upadhyaksh aur Sachiv kareinge tatha khazanchi karya karne mein Sachiv ki sahayata karega. Sachiv Ka Karya Sampadan (Function of Secretary) 12. Adhyaksh ke adesh par Sachiv sabha ka samay aur karyasuchi jari karega tatha nimnlikhit karya karega:- (a) (b) Sabhi sabhaon mein upastith rahna. Sabhaon ka saransh (minutes) taiyar karna (c) Sabhaon mein liye gai nirnay ko karyanyavit karana aur unki progress check karna. (d) Lekha ka sahi tarike se rakhrakhaw.

(e) Lekh ka pratiyek mahine mein check (janch) karna. (f) Poonji ka viniyog karna aur uska record rakhna. Nay arth viniyog ki swikrit prapt karna. (g) Khaton ki janch karna. (h) Viniyog (Investment) ki varshik report taiyar karna. (j) Pratyek chhah mahino mein lekha ko sabhi Mechanised unit mein circulate karna. 13. Corpus se kamaya huya dhan nimnlikhit uddyeshyon ke liye upyog kiya jayega:- (a) Shiksha Nidhi/ Chhatravriti Aur Aavas Riyayaten (Education Grants/ Scholarship & Hostel Subsidy). Mechanised Infantry Regiment ke Jawano ke bachchon aur ashriton ko shiksha ke uddeshaya se sahayata ki jayegi aur Mechanised Infantry ke Boys Hostel mein upyukt vidhwaon ke bachchon ki shiksha ke liye aavas riyayat evam muft bhojan pradan kiya jayega. (b) Chikitsa Sahayata (Medical Relief). Upyukt evam ati aavashyak mamlon ke liye chikitsa sahayata aur punar swasthya sahayata pradan karna. (c) Aarthik Kathinai Sahayata (Distress Relief). Prakritik, aprakritik vipdaon se hui kathinai ke liye sahayata. (d) Khilarion ko Protsahan Rashi (Incentive to Sportsmen). Mechanised Infantry ke vishisth khilarion ko diya jayega. (e) Sahasik Kriya Kalap (Adventure Activities). Regimental star par sahasik kiriyaon ko ayojit karne ke liye. (f) Jo kalyankari sansthayen MIR ke sevarat ashkat tatha sevanivirut sainikon ke punarvas ke liye karya karti hai unhen arthik madad dena. (g) Yudh Vidhwaon/Vidhwaon Ke Liye Sahayata (Assistance to War Widows/Widows). Jo yudh vidhwa/vidhwa MIRC mein visit karti hain unhey Perpetual Nidhi (Fund) se Rs 1000/- nagad, aane-jane ka AC-3 tier yaa usse nimn darje ka rail kiraya tatha rahne ki vayavastha Commandant MIRC ki anumati se diya jata hai. Phir bhi sampurn mamle Colonel of The Regimetn ko har timahi mein prastut kiya Jayega.

14. Is nidhi se di jane wali rashi jo ki nimnlikhit paragraphs mein darshai gayi hai, woh us samay ki nidhi (fund) ki sthithi ko dekh kar di jayegi. Agar kisi karan se yeh sahayata Colonel of The Regiment dwara/shashnik sangatan (Governing Council) dwara radd kar di jati hai, to ise dubara unit/vyakti dwara punarvichar ke liye nahi bheja jayega. 15. Boys Hostel Par Kharch (Recurring Expenditure on Boys Hostel). Jab tak Boys Hostel apane aap mein saksham nahi ho Jata hai tab tak pratyek mamle ke gunwatta (merit) ke mutabik nimnlikhit sahayata MIR Perpetual Fund se di jaigi:- (a) Yudh vidhwaon/vidhwaon ke do bachchon tak khana evam doosri suvidhaon mein chhoot siraf unit ki sifarish aur case ke guna (merit) ke adhar par diya jaiga. Jo bhi maaf rashi swikrit ki gaya hai uska 50% MIR unit evam 50% perpetual fund se diya jyega. (b) (c) Boys Hostel ki imarat ka kiraya, marammat tatha rakh rakhao. Pani aur bijli ka kharch. (d) Boys Hostel ke bachchon ka dakhla, tabadla, tution aur atirikt tution shulk (nidhi uplabdh hone par). (e) (f) Riyayat dar par ration, sabji aur unke avej mein masala. Prashikshan samagri evam vyaktigat prashikshsan (g) Vishesh roop se Sanstha ke Pradhan ke dwara manjoor kiya gaya annya kharcha. Shiksha Chhatravriti/Aarthik Anudan (Education Scholarship/Grant) 16. (a) Class 12 th tak bachchon ko kisi bhi prakar ki chhatravriti nahi di jayegi kyunki do bachchon ka CEA @ Rs 1250/- per month claim kiya ja sakta hai. (b) Shiksha Aarthik Anudan (Edn Grant). Yeh shiksha aarthik anudan Officers, JCOs/OR ke un bachchon ko siraf ek baar diya jayega jinka dakhila medical, engineering, aur purnkalik (Full time) MBA ki shiksha hone par Pratyek bachche ko swikrit ki gayee aarthik sahayata nimnlikhit dar par di jayegi:- (i) Officers, JCOs/OR ke bachchon ko vyawasayik uchch vidayalaya evam sanstha mein dakhila milne par Rs 10,000/- ka aarthik anudan diya jayega. Yadi jyada umidwar hone par rashi ko uchit anupat mein kam se kam 5000 tak kam kiya jayega. Is nidhi ke antargat aavedak ki sankhya badhne se aur adhik nidhi ki jarurat hone par bache hue dusre sub head se diya jayega :-

(aa) Army Institute of Management, Kolkata (AIMK). (ab) Army Institute of Management & Technology (AIMT), Greater Noida. (ac) (ad) (ae) Army Institute of Education, New Delhi. Army College of Dental Sciences, Secundrabad. Army College of Nursing, Jalandhar & Guwahati. (af) Army Institute of Hostel Management and Catering Technology, Bangalore. (ag) Army Institute of Fashion and Design, Bangalore, (ah) (aj) (ak) (al) Army Institute of Technology, Pune. Army College of Medical Sciences, Delhi. AFMC as Optee. IIT/NIT. (ii) jayegi. (iii) (am) Medical/Engineer Institutes (AIME/AICTE dwar manyata prapat). Sabhi shiksha aarthik anudan ek nischit varon ke liye manjoor ki Yeh shiksha aarthik anudan un chhatron ko di jayegi jinhe kisi aur prakar ki saikshik aarthik anudan (education grant) kisi aur jariye se na mil raha ho. (iv) Aavedan patra ka namuna parishist A mein sanlagn hai. 17. Chikitsha Sahayata Ke Niyam (Rules of Medical Relief). AGs Branch ke dwara AGI cover aur annya aarthik sahayata, chikitsa evam aarthik sahayata MIR Perpetual Nidhi se un yogya tatha ati awashyak mamalon ke adhar par diya jayega. Ati awashyak mamlon par yeh nidhi jyada se jyada 50,000/- tak di jayegi. Yeh rashi pahle unit dwara jarurat mand vyakti ko di jayegi tatpashchat MIR Perpetual Nidhi (Fund) se arthik sahayata ke liye aavedan kiya jayega. 18. Kathinai Sahayata Ke Niyam (Rules for Distress Relief). Yeh sahayata rashi prakritik aur aprakritik aapdaon jaise ki bhukamp, toofan, baad, aag, updrav, yudh se nuksan hone par di jati hai. Sharirik taur par aayogya, gareeb, berojgar aur vridh jo kisi ke upar aashrit na ho ko bhi diya ja sakata hai.

19. Kathinai Sahayata Aur Unit Ka Yogdan (Distress Relief and Unit Contribution). Sahayata ki seema aur unit ka yogdan (contribution) nimn prakar se hoga:- (a) Pratyek case ke guno (merit) ke mutabik sahayata rashi Rs 10,000/- tak ek musht ya ansh/bhagon mein di ja sakti hai. Yeh sahayata vyakti ke jeevan kaal mein do bar se adhik nahi di ja sakti. (b) Sarvpratham unit vyakti ko arthik sahayata degi tatpashchat MIR Perpetual Nidhi (Fund) se rashi prapt karne hetu aavedan kiya jayega. 20. New Raising Ko Sahayata Dene Ke Niyam (Rules for Assistance to New Raising). Bharat Sarkar se new raising ke aadesh milne par Mechanised Battaliono ko apne aap MIRC dwara arthik sahayata di jayegi. Arthik sahayata ke liye Commandant MIRC unit ke mamle ko aarthik sahayata ke liye prarambh (initiate) karenge. New Raising ko nimnlikhit rashi di jayegi :- (a) Newly Raised Mechanised Battalion - Rs 1,00,000/- (b) Newly Raised Independent Mechanised Company - Rs 30,000/- (c) Any other newly raised unit/sub unit - Rs 50,000/- 21. Khel-Kud Protsahan Ke Niyam (Rules for Sports/Games Incentives). Mechanised Infantry ke khiladiyon ko nimnlikhit asthan/ padak jitne par arthik sahayata di jayegi:- (a) International Events. (i) World Championship and Olympics. (aa) Gold Medal Vijeta/Pratham - Rs 30,000/- (ab) Silver Medal Vijeta/Dvittiya - Rs 25,000/- Sthan Prapt (Individual) (ac) Bronze Medal Vijeta/Trittiya - Rs 20,000/- (ad) Event mein hissa lena. - Rs 15,000/- (ii) Commonwealth/Asian Games. (aa) Gold Medal Vijeta/Pratham - Rs 30,000/-

(ab) Silver Medal Vijeta/Dvittiya - Rs 25,000/- (ac) Bronze Medal Vijeta/Trittiya - Rs 20,000/- (ad) Event mein hissa lena. - Rs 15,000/- (iii) SAARC aur Anya Asian Games. (aa) Gold Medal Vijeta/Pratham - Rs 15,000/- (ab) Silver Medal Vijeta/Dvittiya - Rs 12,000/- (ac) Bronze Medal Vijeta/Trittiya - Rs 10,000/- (ad) Event mein hissa lena. - Rs 7,000/- (b) National Event and Shooting Competitions (i) Gold Medal Vijeta/Pratham - Rs 10,000/- (ii) Silver Medal Vijeta/Dvittiya - Rs 8,000/- (iii) Bronze Medal Vijeta/Trittiya - Rs 6,000/- (iv) Event mein hissa lena/services ka - Rs 10,000/- Pratinidhitva karna. (c) ARA Firing Event. (i) Gold Medal Vijeta/Pratham - Rs 5,000/- (ii) Silver Medal Vijeta/Dvittiya - Rs 4,000/- (iii) Bronze Medal Vijeta/Trittiya - Rs 3,000/- (d) Cluster Chamionship Level. Regimental Team - Rs 10,000/- standing in Cluster Championship (to entire team) (e) Army Championship Level. (i) First Position in individual - Rs 5,000/- Event in Army Championship.

(ii) Second Position in individual - Rs 4,000/- Event in Army Championship. (iii) Third Position in individual - Rs 3,500/- Event in Army Championship. (iv) Individual Position taking - Rs 3,000/- Part in Army Championship (Team). (f) Inter Services Championship Level. (i) First Position in individual - Rs 7,000/- Event in Services Championship. (ii) Second Position in individual - Rs 6,000/- event in Services Championship. (iii) Third Position in individual - Rs 5,500/- Event in Services Championship. (iv) Individual representing Army Team - Rs 5,000/- (Red/Green) at Services Championship. (g) Ek varsha mein uprokt sub Para 21 (a) to (f) ke mutabik sirf ek hi bar adhiktam rashi wala puraskar diya jayega. (h) Krida Samagri (Sports Equipment). Uprokt puraskar ke atirikt, jis vyakti ne Services pratiyogita mein bhag liya hai usko, uska apna pradarshan badhane ke liye krida samagri kharidne hetu Rs 20,000/- tak sahayata rashi di ja sakati hai. Unit ki taraf se yogdan (contribution) awashyak hai. 22. Sahsik Kariya Kalapon Ke Niyam (Rules for Adventure Activities). Yadi Sena Mukhyalaya dwara sahsik kariya kalap ke liye Sahsik Nidhi (Adventure Fund) se rashi nahi diya gaya ho to Sahsik kariya kalapon ko Regiment mein aayojit karne ke liye arthik sahayata diya ja sakata hai. Colonel of The Regiment /Centre Commandant aur Mechanised Battalionon ke Commanding Officers ke dwara swikrit kiye gaye is tarah ke sabhi kariya kalap kewal Regiment ke bhitar he kiya jayega. In kariya kalapon ke liye aarthik sahayata 50,000 tak simit hai. 23. Uprokt aarthik anudan/sahayata ke alawa Shasnik Sangathan (Governing Council) kisi anya kalyankari yojna/karya ke liye mamle ki gunwatta (merit) ke mutabik Perpetual Nidhi (Fund) se arthik sahayata ki manjoori di ja sakati hai. 24. Madad/Sahayata Ko Prapt Karne Ka Tarika (Procedure for Obtaining Assistance/Relief). Yeh labh Battalion ke sabhi vyaktiyon ke liye lagu hai na ki sirf un vyaktiyon ko jo ki Ahmednagar ke aas-paas rah rahe hain. Yeh suvidha prapt karne ke

liye sevarat/sevanivrut/vidhwaon ka aavedan patra unki unit ke dwara bheja jayega. Is suvidha ko prapt karne ka tarika nimnlikhit Paragraph mein diya gaya hai. Aavedan ka namuna parishist B aur C mein diya gaya hai:- (a) Shiksha Anudan (Education Grant). (i) Upyukt (eligible) sevarat mata pita (parents) apane bachche va parivar ke sadasyon ke liye apni unit ke Kaman Adhikari ki sifarish ke sath nirdharit aavedan patra ke mutabik aavedan karega. Avedan patra ke sath bachche/pariwar ke sadasyon ka Sakshnik Praman Patra bhi hona chahiye. (ii) Upyukt sevanivrut sainik bhi apne bachchon va pariwar ke sadasyon ke liye aavedan patra apni unit ko bhejega. Parent unit ke Kaman Adhikari ki sifarish ke sath Zila Sainik Board mein satyapan ke liye bheja jayega. Zila Sainik Board satyapan ke bad yeh aavedan Abhilekh Karyalaya (Record Office) ko bhejega. Abhilekh Karyalaya satyapan karne ke baad MIRC ko bhejega. (iii) Varsh mein ek baar 30 May tak Sachiv pure aavedan patraon ko Shaskiya Sangathan (Governing Council) ko prastut karega. (iv) Yadi aarthik anudan (grant) swikrit ki gai to yeh rashi unit/sanstha ko demand draft ke madhyam se bheja jayega. Sambandhit vyakti ko draft bhejne va uske prapti ki raseed raseedi ticket (Revnue Stamp) ke sath prapt kar Sachiv ko bhejne ke javabdari unit/sanstha ki hogi. (b) Chikitsa Sahayata (Medical Relief). (i) Chikitsa sahayata kewal awashyak jaruratmand ko hi vishesh taur par di jayegi. Chikitsa sahayata ki sifarish karne se pahle Kaman Adhikari ke dwara us mamle ki gahrai se janch kar aavedan bheja jayega. (ii) Ichhuk Sevarat Sainik is labh ko prapt karne ke liye nirdharit aavedan patra ke sath chikitsa dastavej prastut karega. Aavedan patra unit ke dwara janchkar Kaman Adhikari ki sifarish ke sath Sachiv ko beja jayega. Pratyek mamle ko uske guno (merit) ke adhar par vichar kiya jayega, yadi Shasnik Sangathan (Governing Council) ke dwara swikrit kiya jata hai to yeh rashi unit/sanstha ko demand draft ke madhyam se bheji jayegi. Sambandhit vyakti ko draft bhejne va uske prapti ki raseed raseedi

ticket (Revnue Stamp) ke sath prapt kar Sachiv ko bhejne ke javabdari unit/sanstha ki hogi. (iii) Sevanivrit Sainik nirdharit aavedan patra ko chikitsa dastavejon ke sath Zila Sainik Board ki sifarish ke sath apne parent unit ko bhejega, wah uske bad aavedan patra ko Mukhya Abhilekh Adhikari, Ahmednagar ko prastut karega. Jo sainik sevanivruti ke samay badhotri AGIF ka labh va ECHS ko nahi chunta hai usko sahayata nahi milegi. Kaman Adhikari pratyek mamle ki gunwatta ke aadhar par manjoori denge. Aarthik anudan swikrit hone par unit bheja jayega aur unit ki yeh javabdari hai ki uski prapti rasheedi ticket ke sath bheji jaye. (iv) Chikitsa Sahayata ke liye bheje gaye aavedan patra Chikitsa dastavej aur Kaman Adhikari ki sifarish ke bina svikar nahi kiya jayega. (c) Kathinai Sahayata (Distress Relief). (i) Is sahayata ko prapt karne ke liye sevarat sainik apni parent unit ke dwara nirdharit aavedan patra par aavedan kar sakate hain. Yeh aavedan patra ghar ke najdiki Mechanised Battalion ke Kaman Adhikari va Zila Sainik Board se pramanit hona chahiye. Rashi ka bhugtan vyakti (individual) ko demand draft se unit ke madhyam se kiya jayega. Yeh unit ki javabdari hai ki sambandhit vyakti se prapti ki raseed raseedi ticket (Revnue Stamp) ke sath prapt kar Sachiv ko bheje. (ii) Is sahayata ko prapt karne ke liye sevanivrut sainik bhi apni unit ke dwara aavedan patra Abhilekh Karyalaya mein bhejen. Aavedan patra ghar ke najdiki Mechanised Battalion ke Kaman Adhikari va Zila Sainik Board se pramanit hona chahiye tatha parent unit ke dwara Abhilekh Karyalaya (Record Office) ko bheja jayega. Abhilekh Karyalaya ise satyapit kar MIRC ko bhejega. Sahayata swikrit hone par rashi ka bhugtan vyakti (individual) ko demand draft se unit ke madhyam se kiya jayega. Sambandhit vyakti ko draft bhejne va uske prapti ki rasheed raseedi ticket (Revnue Stamp) ke sath prapt kar bhejne ki javabdari unit/sanstha ki hogi. (iii) Arthik Sahayata sevarat/sevanivrut sainikon ke bachchon ki shadi ke liye is nidhi (Fund) se nahi diya jayega kintu arthik kathinai sahayata di ja sakati hai.

(d) Khel Kud Protsahan Rashi (Sports/Games Incentive). (i) Is puraskar ke liye sirf Mechanised Infantry mein sevarat khiladi hi yogya hain. (ii) Antarrashtriya star par hone wali pratiyogita jo ki is shreni ke antargat aati ho (Para 21 (a) (i) to (iii) ke anusar). (iii) Sevarat Sainik apni parent unit ke Kaman Adhikari ki sifarish ke sath protsahan rashi ke liye nirdharat aavedan patra ke sath aavedan karega. Aavedan patra ke sath sahayak dastavejon, pramanpatra ke sath tatha vyakti (Individual) ki sthiti (Position) ko darshaya jayega. (iv) Protsahan rashi demand draft ke madhyam se vyakti ki unit ko bheji jayegi. Sambandhit vyakti ko draft bhejne va uske prapti ki raseed (rasheedi ticket) ke sath prapt kar bhejne ki javabdari unit/sanstha ki hogi. (e) Yudh Vidhwaon/Vidhwaon Ke Bachchon Ke Liye MIRC Ke Boys Hostel Mein Sahayata (Assistance to Children of War Widows/Widows in Boys Hostel, MIRC). Yudh widhwa/widhwaon jinke do bachche Boys Hostel mein padhai ke liye rah rahe hain aur wo dusre bachche ki fees dene mein asamarth ho unke bachche ke hostal aur vidyalaya ki fees ki 50% tak rashi di ja sakati hai, basharte ke rashi ka 50% hissa unke parent unit dwara diya jaye. Yeh arthik sahayata widhwa ki arthik halat ko dekhte hue swikrit ki jayegi. Yeh arthik sahayata kewal ek varsh ke liye hogi aur pratiyek varsh ise punarlokit kiya jayega. (f) Aarthik Sahayata (Financial Assistance). Sena ke dwara turant evam uske baad dono halat ke liye paryapt matra mein nidhi (Fund) ki vyavastha ki gai hai. Perpetual Nidhi (Fund) se yeh aarthik sahayata aarthik varsh 2012-13 se nahi di jayegi. Kintu vishesh taur par Rs 10,000/- tak ki rashi aarthik sahayata ke taur par sirf un vyaktiyon ko di jayegi jinhe antrim pension nahi mil rahi hai aur unka pariviar aarthik kathinai mein hai 25. Corpus Nidhi Ka Viniyog/Upyog (Investment/Utilisation of Corpus Fund). Varshik taur par Corpus nidhi (Fund) se milne wale byaj (interest) ko nimn tarike se upyog kiya jayega:- (a) Byaj (interest) ki 50% rashi ko dubara viniyog (re-invest) kiya jayega, jisse 8 varsh (years) mein (FY 2019-2020) tak yeh rashi Rs 2 crore ho sake. (b) Byaj ki 50% rashi aarthik sahayata ke liye nimnlikhit ke liye upyog ki jayegi:-

(i) Distress Relief - 20% (Jyada se jyada Rs 50,000/- case to case base per manjoor kiya jayega) (c) (ii) Medical Assistance - 10% (Disbursement amount to be fixed on a case to case basis) (iii) Educational Grant - 30% (Jyada se jyada Rs 10,000/- per individual) (iv) Sports Incentive - 30% (As per 21 (a) to (f)) (v) Miscellaneous/ - 10% (Kisi bhi sub head mein rashi kam Reserve ho jane par tatha anjaan kharach ke liye rakha jayega) Yadi kisi head mein purn rashi ko upyog nahi ho saka aur dusre head mein rashi ki kami hoti hai to use Colonel of The Regiment ki anumati se rashi kam hone wale head ke liye upyog kiya jayega. (d) Is rashi ka navinikaran har varsh kiya jayega. 26. Upniyam Ka Navinikaran (Revision of Bye-Laws). Maujuda niyam ko Shasnik Sangathan (Governing Council) dwara 17 th Perpetual Nidhi (Fund) ki Sabha (Meeting) mein dinank 22 December 2011 ko MIRC mein Colonel of The Regiment ki adhkshyata mein manjoor kiya gaya. Yeh purva nirgamit patra sankhya 3005/2/PRI dinank 31 July 2002 ko radd karta hai.

. Appx A APPLICATION FOR EDUCATION GRANT OUT OF MIR PERPETUAL FUND PLEASE DO NOT LEAVE BLANK 1. Personal No Offrs JCOs OR 2. Rank 3. Name 4. Arm/Service 5. Unit 6. Postal Address of Unit 7. Particulars of the Child (a) Name (b) Sex (c) Date of birth (d) Class Passed (e) Date of Completion Of Academic Session (f) Class in which Studying (g) School in which Studying 8. Examination Result (a) Marks Obtained (b) Max Marks (Attach Photostat copy of the mark sheet duly authenticated)

-2-9. Details of Bankers (a) Type of Account and Number (b) Name of the Bank (c) Address of Bank (d) Pin Code Date : (Signature of the Applicant)

Appx A (Contd) TO BE FILLED BY THE OC UNIT Certified that Son/Daughter of is recorded in his Record of Service and that his/her date of birth is as published in Part II order No dated. The application has been scrutinized. Station : Dated : Signature of OC Unit

Appx A (contd) CERTIFICATE BY THE PRINCIPAL OF THE SCHOOL/COLLEGE 1. This is to certify that Master/Miss Son/Daughter of (No, Rank & Name) has been a bonafide of this school/college during the academic year which started from and ended on. 2. He/She is still studying in this institution. Yes/No. 3. His/Her date of birth as per record is. 4. His/Her progress report is as under:- Year Class passed Percentage of Marks in Annual Examination Position in Class/School/College 5. It is further certified that he/she has been taking part in co-curricular activities and represented the school/college/state in the year. 6. His/Her conduct during the period was. 7. The academic year in which the student passed the class mentioned in Para 4 above joined on and completed on. 8. He/She not in receipt of any other scholarship. Signature of The Principal with Rubber Stamp

Appx B APPLICATION FOR FINANCIAL ASSISTANCE OUT OF MIR PERPETUAL FUND 1. Particulars of Applicant/Ex-Servicemen/Winow/NOK/Dependent. (a) (b) (c) (d) Name of Applicant Relation with Individual/Ex-Servicement Permanent Address Present Address 2. Details of the serving Personnel/Ex-Servicemen (a) Army No Rank Name (b) (c) (d) (e) Unit (Parent/Last served) Date of Commission/Enrolment Date of Retirement/Discharge Date of Death (if applicable) 3. Purpose in detail for which assistance is being requisitioned. 4. Details of Family/Dependents Ser No Name Age & Sex Relationship Profession and Name (a) (b) (c) 5. Details of financial assistance provided by the parent unit. (a) Amount.

(b) Date of Assistance Appx B (Contd) 6. Details of financial assistance received from various resources in civil:- (a) (b) (c) (d) Army Fmns AWWA Civil Welfare Agencies State/Central Govt PART - II 7. Present financial state of applicant:- (a) (b) Rate of Monthly Pension/Salary Other income such as from Agriculture/Business, House rent etc. 8. Details of Pension, Gratuity, AGI and other allces received on Discharge/Death:- Date Amount (a) Army Group Insurance - (b) AFPP Fund/DSOP/DLI - (c) AGI Maturity - (d) Service Gratuity - (e) Family Gratuity - (f) Family Pension/any other pension - (g) Death-Cum-retirement Gratuity - (h) Commuted value of pension - (j) Others if any - 9. Certificate by applicant Certified that the above facts have been correctly filled :- 10. Verification/Authentication by Zila Sainik Board/Medical Auth/Civil Auth :-

11. List of Educational/Medical/Other Certificates attached :- Appx B (contd) PART III VERIFICATION/RECOMMENDATIONS OF COMMANDING OFFICER Station : c/o 56 APO Dated : COMMENTS BY SECRETARY MIR PERPETUAL FUND Station : Ahmednagar Dated : RECOMMENDATIONS OF VICE PRESIDENT GOVERNING COUNCIL Station : Ahmednagar Dated : DECISION OF PRESIDENT GOVERNING COUNCIL Station : New Delhi Dated :